Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Faakhir. Show all posts
Showing posts with label Faakhir. Show all posts

Sunday, November 24, 2013

Mere Maula Madad ( New Patriotic Song by Fakhir-Lyrics & Download )


Ishq vi Toon hai
Mohabbat vi Toon hai
Ishq hi Raah Dikhlaye
Ishq ki Aatish Woh Kash Kar de
Sach jo Na Kar Payen
Maula Mere Maula Madad
Maula Mere Maula Madad
Mai Chala Mai Chala Mai Chala
Mai Chala.................................
Mai Uraa Mai Uraa Mai Uraa
Mai Uraa.................................
Yeh Hawa Chalay to Mere Sung Chalay
Urtay Huwe Yeh Saray Rung Chalay
Yeh Hawa Chalay to Mere Sung Chalay
Urtay Huwe Yeh Saray Rung Chalay
Maula Mere Maula Madad
Maula Mere Maula Madad
Josh Yeh Jawani ka 
Maujon ki Rawani ka
Dar Kia hai Khoof Kia Pata
Dil Tez Dharka hai
Nasha Aur Bharka hai
Kharton se Mila hai Mazaa
Yeh Hawa Chalay to Mere Sung Chalay
Urtay Huwe Yeh Saray Rung Chalay
Yeh Hawa Chalay to Mere Sung Chalay
Urtay Huwe Yeh Saray Rung Chalay
Maula Mere Maula Madad
Maula Mere Maula Madad
Maula Mere Maula Madad
Maula Mere Maula Madad
Maula Mere Maula Madad
Maula Mere Maula Madad

Singer          : Fakhir Mehmood
Album         : Jeena Chahay
Composed   : Faakhir
Released     : 2010

Thursday, November 17, 2011

Jan pe bhi Khelain gai Hum ( Lyrics & Download )

Jaan Pay Bhi Khailain Gay Hum
Har Mushkil Jhailain Gay Hum
Saath Apnay Hai Apna Khuda
Hum Ko Na Aazmana
Hum Se Hai Yeh Zamana
Hum He Manzil Hain Hum He Nishan
Josh ki Inteha Chahye
Khail Yeh Sub Ka Nahi
Yeh Sub Ke Bus Ka Nahi
Ek Jigar Lohay Ka Chahiay
Mehnat Himmat Kar Kay Dekh
Jaan Ki Baazi Lar Key Dekh
Josh Ki Intiha Chahiyay
Jaan Pay Bhi Khailain Gay Hum
Har Mushkil Jhailain Gay Hum Saath
Apnay Hai Apna Khuda
Hum Ko Na Aazmana
Hum Se Hai Yeh Zamana
Hum He Manzil Hain Hum He Nishan
Jub Tak Tujh Mein Dam Rahay
Sar Tera Na Kham Rahay
Sar Utha Kay Tu Jeena Sada
Josh Teri Aankhon Mein Ho
Jazba Jub Saanson Mein Ho
Ho Na Tujh Sa Koi Doosra
Jaan Pay Bhi Khailain
Gay Hum Har Mushkil Jhailain Gay Hum
Saath Apnay Hai Apna Khuda
Hum Ko Na Aazmana
Hum Se Hai Yeh Zamana
Hum He Manzil Hain Hum He Nishan
Josh Ki Intiha Chahiyay
Dushman Jab Ho Zamana
Nazrain Na Katrana
Jee Jaan Se Datt Jana
Hum Sab ko
Mehnat Himmat Kar Kay Dekh
Jaan Ki Baazi Lar Key Dekh
Josh Ki Intiha Chahiyay
Jaan Pay Bhi Khailain Gay Hum
Har Mushkil Jhailain Gay
Hum Saath Apnay Hai Apna Khuda
Hum Ko Na Aazmana Hum Se Hai Yeh Zamana
Hum He Manzil Hain Hum Hi Nishan
Joosh Ki Intiha Chahiyay


Singer          : Faakhir Mehmood
Released      : 2002
Alnum         : Aatish