Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label String Fellows. Show all posts
Showing posts with label String Fellows. Show all posts

Saturday, December 1, 2012

Janbaz Hain Hum Pakistani ( Patriotic Song-Lyrics )

Janbaz hain Hum Pakistani
Jan Nisar hain
Janbaz hain Hum Pakistani
Jan Nisar hain
Sholon se Khelna Hum ne Seekha
Khatron se Dar Nahi
Imaan se.....................................
Sab se Juda aur Sab se Alag hai Apna Pakistan
Jeevan Yahi hai Saaz Yahi hai Yahi hai Apni Jaan
Imaan se.....................................
Soo-e-Falak pe Is Parcham ko Hum Lehraayen ge
Shaair-e-Mashriq(Ra) ke Khawaabon ko hum Saajayen ge
Imaan se.....................................
Janbaz hain Hum Pakistani
Jan Nisar hain
Janbaz hain Hum Pakistani
Jan Nisar hain
Sholon se Khelna Hum ne Seekha
Khatron se Dar Nahi
Imaan se.....................................

Singer                     : String Fellows
Released                 : 1993
Album                    : String Fellows 1.

Thursday, May 10, 2012

Pakistan Ka Matlab Kia La Ilaha Illallah ( Milli Naghma-String Fellows-Lyrics )

Nikla hai jo Ik Suraj ki Tarah
Chamka hai jo Ik Chanda ki Tarah
Woh Kon hai, Kon hai Sab ko de Bata
Hai Naam Jis ka Zubaa'n pe Hamesha hota hai 
Pakistan....................................................
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah
Juraát se aur Himmat se
Imaan ki bhi Taqat se 
Seena Sapar ho jaayen ge
Takraain ge Har Aafat se
Hum Aik hain, Aik hain lehron ki Tarah
Hai Naam Jis ka Zubaa'n pe Hamesha hota hai
Pakistan.......................................
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah
Aandhi ho Chahay Tufaa'n ho
Hum ko to Aagay Barhna hai
Mushkil hai jo bhi Kaam
Karnay se naheen Darna hai
Mera Watan Meri Zamee'n Sab se hai Juda
Hai Naam jis ka Zubaa'n pe Hamesha hota hai
Pakistan.....................................
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah
Pakistan ka Matlab kia La Ilaha Illallah


Singer                  : String Fellows
Poet                     : Sabir Zafar
Music                  : String Fellows
Duration             : 5 Mint 18 Sec
Released             : 2001
Album                 : Azadi Hits by BMN 


Pakistan ka Matlab Kia by Strings Fellows-MP3 Free Download-Click Here