Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Junaid Jamshed. Show all posts
Showing posts with label Junaid Jamshed. Show all posts

Saturday, March 23, 2013

Naya Pakistan InshaAllah by Vital Junoon ( New Patriotic Song of Junaid Jamshed & Salman Ahmed-Lyrics & Download )

InshaAllah.......................InshaAllah
Naya Pakistan.................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah    
InshaAllah.......................InshaAllah
Naya Pakistan.................InshaAllah
Naya Pakistan
Naya Pakistan
Insaf ki Awaz De
Zulm ki Deewar Giray
Haq Baatil pe Woh Chhaaya
Hath Utha kar Maang Dua
Naya Pakistan
InshaAllah.......................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah 
Khwaab Apna                                           
Khwaab Apna
Tabeer ho
Tabeer ho
Shaheen ki
Shaheen ki
Parwaz Bano
Parwaz Bano
Naya Pakistan
InshaAllah.......................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah 
Naya Pakistan                                         
Naya Pakistan
Naya Pakistan
Badlay ga
Badlay ga
Waqt Apna
Ab Waqt Apna
Dekhe ga
Dekhe ga
Sara Jahan
Sara Jahan
Naya Pakistan
InshaAllah.......................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah 
Naya Pakistan
Naya Pakistan
Insaf ki Awaz De
Zulm ki Deewar Giray
Haq Baatil pe Woh Chhaaya
Hath Utha kar Maang Dua
Naya Pakistan
InshaAllah.......................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah 
InshaAllah.......................InshaAllah
InshaAllah.......................InshaAllah 
InshaAllah

Singer               : Vital Junoon ( Junaid Jamshed, Salman                                                 Ahmed Shahi Hassan & Nusrat Hussain )
Lyrics               : Salman Ahmed
Composed        : Vital Junoon
Released          : 2013

Naya Pakistan InshaAllah InshaAllah-New Patriotic Song by Vital Junoon ( Junaid Jamshed & Salman Ahmed ) MP3 Free Download-Click Here




 

Thursday, November 8, 2012

Momin-Har Lehza Hai Momin Ki Nayee Shan Nayee Aan ( Kalam-e-IQBAL-Lyrics & Download )

Har Lehza hai Momin ki Nayee Shan Nayee Aan
Guftaar mai Kirdar mai Allah ki Burhan
Ghaffari-o-Qahari-o-Quddusi-o-Jabroot
Yeh Chaar Anaasir hon to Banta hai Musalman
Jis se Jigar-e-Lala mai Thandak ho Woh Shabnam
Daryaaon ke Dil Jis se Dehal Jaayen Woh Tufaan
Hamsaya-e-Jibreel-e-Amee'n Banda-e-Khaaki
Hai Is ka Nasheman Na Bukhara Na Badakhshaa'n
Yeh Raaz Kisi ko Nahi Maloom ke Momin
Qari Nazar Ata hai Haqeeqat mai hai Qur'an
Qudrat ke Maqasid ka Ayaar Us ke Iraday
Duniya mai bhi Meezan Qayamat mai bhi Meezan
Bante Hain Meri Kargah-e-Fikr Mein Anjum
Le Apne Muqaddar Ke Sitare Ko Tu Pehchan




Poet          : Hakim-ul-Ummat Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Singer      : Ahmed Rushdi
Music       : ?
Released  : Sept 1965 ( During War )
Re-Sing    : Noor Jehan
Released  : Sept 1965 ( During War )
Re-Sing    : Asma Ahmed & Saleem Shehzad
Released  : 1977
Re-Sing    : Zill-e-Huma
Released  : 2007
Re-Sing    : Junaid Jamshed
Released  : 2008
Re-Sing    : Chidrens ( For Olpers )


Har Lehza hai Momin ki Nayee Shan Nayee Aan by Noor Jehan-MP3 Free Download-Click Here 


Thursday, October 4, 2012

Do Pal Ka Jeevan Hai-Pegham Jeet Ka-Motivational Song by Vital Signs ( Lyrics & Download )

Do Pal ka Yeh Jeevan hai
Kuch Karna hai to Kar Guzro
Har Lamha Ik Sapna hai
Kia Jaanay Apna ho na ho
Ghum ko Hamesha Muskura ke Chupana
Hans ke Hansa ke Zindagi ko Bitana
Urte hon Kaheen Jugnu
Ke Bethi ho Titli Kaheen
Dekho to Haseen hai Yeh
Na Dekho to Kuch bhi Nahi
Socho to Saray hain Nazare Tumhare
Chaho to Le lo Yeh Sitaray Tumhare
Chaho to Le lo Yeh Sitaray Tumhare
Haaro ge to Haaro Haan!
Yeh Pegham hai Jeet ka
Haaro ge Tab hi Tum ko 
Maza Aaye ga Jeet ka
Rukne na Paaye Silsila jo Chala hai
Dekho Na Bikhre Qaflaa jo Bana hai
Dekho Na Bhikre Qaflaa jo Bana hai
Dekho Na Bikhre Qaflaa jo Bana hai

Singer          : Vital Signs
Poet            : Shoaib Mansoor
Music          : Rohail Hayat
Released     : 1989
Album         : Vital Signs I
Do Pal Ka Jeevan by Vital Signs ( Motivational Song-MP3 Download )

Monday, August 6, 2012

Bus Yahi Zameen.....Yeh Zameen ( Milli Naghma-Lyrics & Download )

Hanstay Chehray, Mehkay Aangan
Thandi Shaamein, Raseelay Saawan
Jo Bhi Kuch Hai, Isi Say Hai
Yahi Hamari Laila Hai
Yahi Hamari Sohni Hai
Yahi Hamari Sassi Hai
Heer Bhi Apni Yahi Zameen
Yahi Zameen Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen
Bass Yahi Zameen, Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen
Khushbu Iss Ki, Rung Iss Kay
Jeena Marna Sung Iss Kay
Hum Tou Lagay Angg Iss Kay
Yahi Hai Gori Ki Payel
Yahi Hai Aankhon Ka Kajal
Maathay Ka Teeka Bhi Yahi
Yahi Hai Haathon Ki Mehndi
Yahi Zameen Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen
Bass Yahi Zameen, Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen
Yahi Rasta Yahi Manzil
Yahi Kashti Yahi Saahil
Yahi Jaan Hai Yahi Hai Dil
Aao Apnay Jeewan Mein
Pehla Uss Ka Naam Likhein
Pehlay Uss Ki Baat Karein
Jo Apni Pehchan Banee
Yahi Zameen Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen
Bass Yahi Zameen, Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen

 
Singer          : Vital Signs
Poet             : Hassan Akber Kamal
Released     : 1991
Album         : Aitebar

Yeh Zameen Bus Yahi Zameen by Vital Signs-MP3 Free Downlaod-Click Here 

Tuesday, January 10, 2012

Aise Hum Jiyen ( Oonchie buhat Oonchie ) Lyrics & Download

Oonchi, bohat oonchi
In hawaon mei rehna hai zindagi
Jeena zindagi
Dhundli fazaaon se
Har dam nigahon mei
Apni zameen hai

Tez khayalon se
Apni uraanein hain
Aik mohabbat

Kitni jaanein hain
Zindagi ka maza
Yun jeeney mei hai
Kal b zinda rahein

Aisey Hum Jiyen

Oonchi, bohat oonchi
In hawaon mei rehna hai zindagi
Jeena..............................zindagi
Har dam nigahon mei
Apni zameen hai

Kal to usi ka hai
Aaj na jo haarey
Duur hai wo jeevan
Aag jo se kheley
Her naya aasman
Hai apna jahan

Kya pata
Kal humein
Jana ho kahan

Han zindagi ka maza
Yun jeeney mei hai
Kal bhi zinda rahein

Aisey Hum Jiyen

Han zindagi ka maza
Yun jeeney mei hai
Kal bhi zinda rahein

Aisey Hum Jiyen




Singer         : Vital Signs
Music          : Shoaib Mansoor
Album         : Vital Signs 2
Released     : 1991

Monday, November 21, 2011

Tu hai Tu hai ( Lyrics & Download )

Tu Hai,tu Hai,tu Hai,tu Hai,tu Hai,tu Hai,tu Hai,
Roshni Ney Kaha, Guun-gunai Hawa,
Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai

Meri Zamei Ko Phool Banadey,O Sarey Jag Key Mali,
Der Say Terey Kab Koi Sawali Lata Hai Jholi Khali
Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai,
Jo Rahey Ga Sada, Tu Hai, Tu Hai

Tera Karam Yey Unt Samander Hai, Hoooooooo
Tera Karam Yeh Unt Samander,
Terey Hain Dhab Neraley,
Too Hi Diloo Mein Piay Basa Dey,
Seenp Mein Moti Daley Hooo
Too Hi Diloo Mein Piay Basa Dey,
Seenp Mein Moti Daley
Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai, La Maka, La Sana, Tu Hai, Tu Hai, .......tu Hai, Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai

Mati Ko Tu Soona Ker-deyeeeeeea, Hooooooo
Mati Ko Tu Soona Ker-dey,
Panch-jhen Ko Hariayali,
Koi Nahi Bas Teri Zat Hai Baqi Rehney Wali, Hoo
Koi Nahi Bas Teri Zat Hai Baqi Rehney Wali,

Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai, Roshi Ney Kaha Tu Hai,
Meri Zamin Ko Phool Bana-dey 

O Sarey Jag Key Mali, Der Say Terey Kab Koi Sawali Lata Hai Jholi Khali,
Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai
Roshni Ney Kaha Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai,
Guun-gunai Hawa Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai,
Jo Rahe Ga Sada Tu Hai, Tu Hai, Tu Hai,
La Makan La Saman Tu Hai, Tu Hai,...... 




Singer       : Junaid Jamshed
Released  : 2001

Maula Tera Karam Maula ( Lyrics & Download )

Maula
Maula
Maula
ho Tera Karam Maula
ho Tera Karam Maula
aye yahan khushhali ki bahar
kitnay baras say hey yeh intazar
Pakistan hi jo Tu nay hey diya
iss ko zamee'n per janat day bana
Maula
ho Tera Karam Maula
ho Tera Karam Maulaaman o mohabat ki din dekhay
hum nay hi lambi rat guzari
mehnat say hi azmat sari
manay gi ab Qaum hamari
Tujh peh hi watan
jan-o-dil
jan -o-dil bhi fida
Pakistan ko janat day bana
ho tera Karam Maula
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
ho tera Karam Maula
Maula
apnay watan say piyar nibatay
saray din beetain gay hamaray
koi kissi ka haq na maray
jenay dain aor Jeeyain saray
tujh peh hai Aye watan
jan o dil
jan o dil bhi fida
Pakistan ko jannat day bana
ho tera karam mola
ho tera karam mola
aye yahan khushhali ki bahar
kitnay baras say hey yeh intazar
Pakistan hi jo too nay diya
iss ko zameen per janat day bana
Maula
ho Tera Karam Maula
ho Tera Karam Maula

Singer            : Vital Signs
Poet               : Hassan Akbar Kamal
Released        : 1997 ( Golden Jubilee)
Album            : PEPSI Freedom
PEPSI Music Presentations

Maula Tera Karam Maula by Vital Signs-MP3 Free Download-Click Here 


Do Pal Ka Jeewan hai ( Lyrics & Download )

Do pal ka yeh jeevan hai
Kuch karna hai to kar guzaru
hur lamha aik sapna hai
kya janay apna ho na ho
ghum ko humhaisha muskara keh chupana
hans ke hassa ke zindagi ko bitana

urtay hon kaheen jugnoon
ke bheti ho titli kaheen
dekho to haseen hai yeh
na dekho to kuch bhi nahi
socho to saray  hain
nazaray tumharay
chaho to le lo
hain sitaray tumharay

haaro bhi to haaro na
yeh peghaam hai jeet ka
haaro gay tabhi tum ko
maza ayay ga jeet ka

ruknay na payay silsala jo chala hai
dekho na bikharay kaafla jo bana hai
ruknay na payay silsala jo chala hai
dekho na bikharay kaafla jo bana hai



Singer      : Vital Signs
Poet        : Hassan Akber Kamal
Released : 1989
Music      : Shoaib Mansoor
Album     : Vital Signs I


Bus Yahi Zamee'n ( Lyrics & Download )

Hanstay chehray, mehkay aangan
Thandi shaamein, raseelay saawan
Jo bhi kuch hai, isi say hai
Yahi hamari laila hai
Yahi hamari sohni hai
Yahi hamari sassi hai
Heer bhi apni yahi zameen
Yahi zameen yeh zameen
Yahi yahi zameen, yeh zameen
Bass yahi zameen, yeh zameen
Yahi yahi zameen, yeh zameen
Khushbu iss ki, rung iss kay
Jeena marna sung iss kay
Hum tou lagay angg iss kay
Yahi hai gori ki payel
Yahi hai aankhon ka kajal
Maathay ka teeka bhi yahi
Yahi hai haathon ki mehndi
Yahi zameen yeh zameen
Yahi yahi zameen, yeh zameen
Bass yahi zameen, yeh zameen
Yahi yahi zameen, yeh zameen
Yahi rasta yahi manzil
Yahi kashti yahi saahil
Yahi jaan hai yahi hai dil
Aao apnay jeewan mein
Pehla uss ka naam likhein
Pehlay uss ki baat karein
Jo apni pehchan banee
Yahi zameen yeh zameen
Yahi yahi zameen, yeh zameen
Bass yahi zameen, yeh zameen
Yahi yahi zameen, yeh zameen

Singer      : Vital Signs
Poet        :Shoaib Mansoor
Released : 1991
Album     : Vital Signs iii
Music      : Shoaib Mansoor
PEPSI Music Presentations

Yehi Zameen by Vital Signs-MP3 Free Download-Click Here



Thursday, November 17, 2011

Dil Mangay Dil Mangay ( Patriotic Song-Lyrics & Download )

Dil Maangay Dil Maangay Maangay
Aisay Baandhay Pyar Kay Dhaagay
Aik Hain Pakistani Saaray
Mil Jul Kay Hum Jayen Aagay...

Dil Maangay Dil Maangay Maangay
Aisay Baandhay Pyar Kay Dhaagay
Aik Hain Pakistani Saaray
Mil Jul Kay Hum Jayen Aagay...

Haq Talfi Ka Sub Ko Gila Hai
Kya Mehnat Ka Yahan Sila Hai
Zulm, Jabar, Gurbat, Akhlaas
Maayoosi Hai Chaaron Paas
Haq Talfi Ka Sub Ko Gila Hai
Kya Mehnat Ka Yahan Sila Hai
Zulm, Jabar, Gurbat, Akhlaas
Maayoosi Hai Chaaron Paas
Kya Jeena Gheron Kay Sahaaray
Qaum Ki Gherat Ko Lalkaaray
Badal Gareebay
Badlay Daur
Dil Maangay Dil Maangay Aur

Dil Maangay Dil Maangay Maangay
Aisay Baandhay Pyar Kay Dhaagay
Aik Hain Pakistani Saaray
Mil Jul Kay Hum Jayen Aagay...

Dil Maangay Dil Maangay Maangay
Aisay Baandhay Pyar Kay Dhaagay
Aik Hain Pakistani Saaray
Mil Jul Kay Hum Jayen Aagay...

Mushkil Waqt Bhi Kaatna Hoga
Dukh Auron Ka Baantna Hoga
Kitnay Dinon Ka Hai Yeh Andhera
Aakhir Ho Kay Rahay Ga Savera
Mushkil Waqt Bhi Kaatna Hoga
Dukh Auron Ka Baantna Hoga
Kitnay Dinon Ka Hai Yeh Andhera
Aakhir Ho Kay Rahay Ga Savera
Mil Jul Kar Jab Saath Chalain Gay
Abdon Main Hum Aap Dhalain Gay
Khushion Ka Aaye Ga Daur
Dil Maangay Dil Maangay Aur


Dil Maangay Dil Maangay Maangay
Aisay Baandhay Pyar Kay Dhaagay
Aik Hain Pakistani Saaray
Mil Jul Kay Hum Jayen Aagay...



Singer           : Junaid Jamshed
Poet              : Hassan Akbar Kamal
Released       : 2000
Album           : Pepsi Music Collection & Tu haI Kahan


Dil Mangay Dil Mangay by Junaid Jamshed-MP3 Free Download-Click Here




Dil Mangay Aur Ziada ( Lyrics & Download )

jazbe se... himmat se...
mehnat se... mohabbat se...
aazmaeynge ham hauslon ko apne har qadam par
door na karenge ham dilon ko apne har qadam par

dil maange aur zyada
dil chaahe aur zyada
dil maange aur...
yeh dil maange aur...


jeetain ke haarain, jaanain lara denge saare (x2)
ban ke rahenge, ban ke rahenge... ham sab ki aankhon ke taare
jeetna dilon ko kaam ho hamaara har qadam par
mehrbaan hai maula, hai yahi sahaara har qadam par

dil maange aur zyada
dil chaahe aur zyada
dil maange aur...
yeh dil maange aur...
yeh dil maange aur...



Singer    : Junaid Jamshed Band      : Vital Signs
Poet       : Hassan Akbar Kamal
Released :1999 ( World Cup )
Album    : PEPSI World Cup Album

Yeh Dil Mangay Aur by Vital Signs ( Junaid Jamshed ) MP3 Free Download-Click Here



Monday, November 14, 2011

Dil Dil Pakistan ( Lyrics & Download )

Aisee Zamee'n aur aasmaa'n
In kay Siwaa jaanaa kahan
Parti rahay Yeh Roshni
Chalta rahay Yeh karwaa'n

Dil  Dil Pakistan
Jaa'n Jaa'n Pakistan
Dil Dil Pakistan
Jaa'n Jaa'n Pakistan

Dil Dil say miltay hain to payaar ka chehrah banta hai
(chehrah banta hai)
Phool ik laree main piroyen to phir sehra banta hai
(chehrah banta hai)

Dil  dil Pakistan
Jaan jaan Pakistan
Dil dil Pakistan
Jaan jaan pakistan

Aisee zamee'n aur aasmaan
In kay siwaa jaanaa kahaan
Parti rahay yeh Roshni
Chalta rahay yeh karwaan


Dil  Dil Pakistan
Jaa'n Jaa'n Pakistan
Dil Dil Pakistan

Ghar Apna to sab ko jee jaa'n se pyara lagta hai
Hum ko bhi Apne Har Armaan se pyara lagta hai
(taara lagta hai)
 

ho…o…o…o
Dil  Dil Pakistan
Jaa'n Jaa'n Pakistan
Dil Dil Pakistan
Dil  Dil Pakistan
Jaa'n Jaa'n Pakistan
Dil Dil Pakistan

Dil  Dil Pakistan
Jaa'n Jaa'n Pakistan
Dil Dil Pakistan

(dil dil dil dil dil dil) 


Singer          : Vital Signs
Poet             : Nisar Nasik
Composed  : Shoaib Mansoor
Released     :  14th Aug 1987 ( PTV Islamabad )
Album         : Vital Signs I


 یسی زمین اور آسماں
ان کے سوا جانا کہاں 
بڑھتی رہے یہ روشنی
چلتا رہے یہ کارواں
دل دل پاکستان جاں جاں پاکستان
دل دل پاکستان جاں جاں پاکستان
دل دل سے ملتے ہیں تو پیار کا چہرا بنتا ہے
چہرہ بنتا ہے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
پھول اک لڑی میں پروئیں تو پھر سہرا بنتا ہے
چہرہ بنتا ہے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
دل دل پاکستان جاں جاں پاکستان
دل دل پاکستان جاں جاں پاکستان
گھر اپنا تو سب کو جی جان سے پیارا لگتا ہے
تارہ لگتا ہے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ہم کو بھی اپنے ہر ارمان سے پیارا لگتا ہے
تارہ لگتا ہے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
دل دل پاکستان جاں جاں پاکستان
دل دل پاکستان جاں جاں پاکستان



Friday, November 11, 2011

Tariq ki Dua ( Yeh Ghazi yeh Tere Pur Asraar Banday-Lyrics & Download)


Yeh Ghazi Yeh Tere Pur Israar Banday
Jinhain Tu ne Bakhsha hai Zauq-e-Khudai
Yeh Ghazi Yeh Tere Pur Asraar Banday....
Do Neem in ki Thokar se Sehra-o-Darya
Simat kar Pahar in ki Haibat se Raayee
Yeh Ghazi Yeh Tere Pur Asrar Banday
Do Alam se Karti hai Begaana Dil ko
Ajab Cheez hai Lazzat-e-Ashnayee
Shahadat hai Maqsood-o-Matoob-e-Momin
Na Maal-e-Ghanimat na kishwar kushayee
Kiya Tu ne Sehra Nasheenon ko Yakta
Khabar mai Nazar mai Azaan-e-Sahar mai
Talab jis ki Sadyon se thi Zindagi ko
Woh Soz Us ne paya in hi ke jigar mai
Yeh Ghazi Yeh Tere Pur Israar Banday
Jinhain Tu ne Bakhsha hai Zauq-e-Khudai
Kushad-e-Dar-e-Dil samajhtay hain usko
Halakat nahi maut in ki Nazar mai
Dil-e-Mard-e-Momin mai phir Zinda kar dai
Woh Bijli thi ke Nara-e-La Tazar mai
Azaaim ko Seenon mai Bedaar kar dai
Nigah-e-Musalma'n ko Talwar kar dai
Yeh Ghazi Yeh Tere Pur Israar Banday
Jinhain Tu ne Bakhsha hai Zauq-e-Khudai


Poet                     : Hazrat Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Singer                   : Taj Multani
Music                   : Lal Muhammad
Released               : 9th Nov 1965 (Radio Pakistan Karachi)
Remake                : Shaukat Ali ( in 1977 Radio Pakistan Lahore)
                             : Aijaz Qaiser
                             : Iqbal Ali
                             : Junaid Jamshed
                             : Amanat Ali ( 2011 Yaum-e-Shuhada Pak Army)


Yeh Ghazi Yeh Tere Pur Asraar Banday-MP3 Free Download-Click Here

Yeh Ghazi Yeh Tere Pur Asraar Banday by Raheel Fayyaz ( Almost Rare )



Sunday, October 9, 2011

Jhapatna Palatna Palat kar Jhapatna (Lyrics & Download)

Attack & Turn.............Smooth & Fight
We Open Skies...........Always Insight
Jhapatna Palatna Palat kar Jhapatna
Lahoo Garm rakhnay ka hai ik Bahana
Chataanon,Aasmanon ko Hum ne cheera
Zamanay ki Choti pe hai Apna Basera
Attack & Turn.............Smooth & Fight
We Open Skies...........Always Insight
Hawaon se kiya Wada Chaye na andhera
Yeh Dharti hai Sohni Hamaray hi Dum se
Jam gyee hain Nigahain Maaon Behnon ki Hum per
Yeh Dharti Rahe gi Hamaray hi Dum se
Jhapatna Palatna Palat kar Jhapatna
Lahoo Garm rakhnay ka hai ik Bahana
 Attack & Turn.............Smooth & Fight
We Open Skies...........Always Insight
Sarhadon pe Hamesha Shaheen ka Saaya
Yahan Dushman jo aye palat kar na jai
Shahadat ka Woh Jaam Pilaye ga ik din
Saqi ne Likha hai jis par Mera Naam
Attack & Turn.............Smooth & Fight
We Open Skies...........Always Insight
Jhapatna Palatna Palat kar Jhapatna
Lahoo Garm rakhnay ka hai ik Bahana


Singer            : Junaid Jamshed
Central Idea  : Allam Muhammad Iqbal(RA)
Music            : Junaid Jamshed
Released       : 1994
ISPR Pak Air Force
Jhapatna Palatna Palat kar Jhapatna by Junaid Jamshed ( Audio MP3 Download Click Here )




Qasam us Waqt ki.............!!

Qasam us Waqt ki........................Qasam us Waqt ki
Jab Waqt Hum ko Aazmata hai
Jawanon ki Zubaa'n par Nara-e-Takbeer ataa hai
Qasam us Waqt ki........................Qasam us Waqt ki
Hamain rehna hai Apni Sarzamee'n ka Pasba'n ban kar
Nabi(S.A.W) ki hai Dua Fath-e-Mobee'n ka ik Nisha'n ban kar
Karam Allah ka rehat hai sar par Saaybaa'n ban kar
Qasam us Waqt ki........................Qasam us Waqt ki
Jawanon ka yeh Jazba un ke Imaa'n ki Nishani hai
Watan baqi rahay yeh Zindagi to Aani jani hai
Yahi Allah ke Sheron ka Tarz-e-Zindgaani hai
Qasam us Waqt ki........................Qasam us Waqt kiab Waqt Hum ko Azmata haiJawanon ki Zubaa'n par Nara-e-Takbeer ataa hai
Qasam us Waqt ki........................Qasam us Waqt ki

Singer         : Junaid Jamshed
Poet           : Hassan Akbar Kamal
Music         : Shoaib Mansoor
Release       : 1994
Album        : Qasam us Wat ki