Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Noori. Show all posts
Showing posts with label Noori. Show all posts

Thursday, September 20, 2012

Dil Walon! Khelo Tum-T20 World Cup Song by PEPSI ( Lyrics & Download )

Samjhay jo Khel hai Is ko
Woh Hum mai se Nahi
Galiyaan hon ya Chhat
Hum Khelen bus Yahi
Dil Walo ki Dunya mai
Baazi jo Loot le
Jo Pal mai game Ghooma De
Apna Hero hai Wohi
Khul ke Do Pal Jee lo
Jo Karna hai Kar lo                         
Khul ke Do Pal Jee lo
Aao Khelo
Dil Walo! Khelo 
Dil Walo ! Khelo Tum
Woh Kon hai Jo Na Jaanay
Hum Kon hain Kia Chahen
Rehay Chand Taara Dil pe
Hum Dunya pe Chhaayen
Awaz Hamari Goonjay SarayMaidaanon mai
Dunya ke Har Konay mai 
Haray Jhanday Lehraayen
Khul ke Do Pal Jee lo
Jo Karna hai Kar lo                
Aao Khelo
Dil Walo! Khelo 
Dil Walo ! Khelo Tum
Maidaan Baray Hum ne Maray
Jab Haray Himmat Na Haray
Janay Yeh Dunya Walay
Is ke Liye hi to Hum hain Banay
Khul ke Do Pal Jee lo
Jo Karna hai Kar lo
Khul ke Do Pal Jee lo
Aao Khelo
Dil Walo! Khelo 
Dil Walo ! Khelo Tum

Singer      : Ali Noor ( Noori )
Music       : Noori
Released  : Sept 2012 ( T20 World Cup )
PEPSI Music Presentetion 



Monday, August 6, 2012

Jana Tha Hum Ne ( Motivational Song-lyrics & Download )

Meri Soi Himmat Jaagey
Duniya Hai Mere Aagey
Jawaan
Hoon Main Jawaan
Jeekay Khwaab Peechay Choray
Jeewan Se Naata Joray
Rawaan
Hoon Main Rawaan
Diye Ko Na Bujhaana
Duniya Ko Hai Sajana
Bhulaana
Na Bhulaana
Dil Ne Ab Hai Jaana
Badley Ga Yeh Zamaana
Tu Ja-a-a-a-a-a-a-a
Jaana Tha Humne
Ab Jaayien Kahaan
Paana Tha Jo Bhi
Woh Hai Paana Yahaan
Ab Himmat Se Hai
Mera Saara Jahaan
Main Dhoondon Ga
Sab Nishaan
Main Chooloonga
Sarey Aasman
Saarey Yaar Tujhe Se Roothain
Teri Aarzoo Na Tootay
Jawaan
Ho Tu Jawaan
Zindagi Main Gham Hain Saare
Zindagi Se Tu Na Haarey
Rawaan
Ho Tu Rawaan
Diyay Ko Na Bujhaana
Duniya Ko Hai Sajaana
Bhulaana
Na Bhulaana
Dil Ne Ab Hai Jaana
Badlay Ga Yeh Zamaana
Tu Ja-a-a-a-a-a-a-a
Jaana Tha Humne
Ab Jaayien Kahaan
Paana Tha Jo Bhi
Woh Hai Paana Yahaan
Ab Himmat Se Hai
Mera Saara Jahaan
Main Dhoondon Ga
Sab Nishaan
Main Chooloonga
Sarey Aasman
Jaana Tha Humne
Ab Jaayien Kahaan
Paana Tha Jo Bhi
Woh Hai Paana Yahaan
Ab Himmat Se Hai
Mera Saara Jahaan
Main Dhoondon Ga
Sab Nishaan
Main Chooloonga
Sarey Aasman
Main Dhoondon Ga
Sab Nishaan
Main Chhooloonga
Sarey Aasman 


Singer          : Noori ( Ali Noor ) 
Released     : 23rd March 2002
Album           : Suno ke Mai hoon Jawan

Dil Ki Qasam ( Qaumi Naghma-Lyric & Download )

Waaday Hain
Iraadey Hain
Hum Se Poocho Tum
Dil Ki Baatein Hain
Dekhi Hain
Hum ne Jo Raahein
Chubhey Kaante Hain
Soonee Raatain Hain
Yeh Dil Tham Jaye Na
Khwabon Main Kho Jayien Na
Keh Raah Baqee Hai
In Raaton Main
Hum Duniya Badlien Ge
Hum Ne Khaayi Hai Dil Ki Qasam
Aasmaan Choo Leyngey
Choo Leyn Ge Hum
Dil Ki Raah Dhoondayn Gay
Ke Dil Ne Jhelay Hain Kitne Situm
Rotee Yaadon Ko Bhoolayngey
Bhooleyngey Hum
Sada Hai Dil Ki
Rukna Nahi
Tum Khona Nahim
Rukna Nahin
Jeevan Se Haaray
Ab Tu Kia Pukaarey
Bhoolo Na
Tera Koi Nahi
Ho Tera Dil Lagay Nahi Re
Ho Mera Mun Dolay Nahi Re
Ab Jagay Rahee
Bolay Mahee Re
Hum Duniya Badlien Ge
Hum Ne Khaayi Hai Dil Ki Qasam
Aasmaan Choo Leyngey
Choo Leyn Ge Hum
Dil Ki Raah Dhoondayn Gay
Ke Dil Ne Jhelay Hain Kitne Situm
Rotee Yaadon Ko Bhoolayngey
Bhooleyngey Hum
Hum Duniya Badlien Ge
Hum Ne Khaayi Hai Dil Ki Qasam
Aasmaan Choo Leyngey
Choo Leyn Ge Hum
Hum Duniya Badlien Ge
Hum Ne Khaayi Hai Dil Ki Qasam
Aasmaan Choo Leyngey
Choo Leyn Ge Hum
Dil Ki Raah Dhoondayn Gay
Ke Dil Ne Jhelay Hain Kitne Situm
Rotee Yaadon Ko Bhoolayngey
Bhooleyngey Hum
Badleyngey... Badleyngey
Badleyngey... Badleyngey
Dil Ki Raah Dhoondayn Gay
Ke Dil Ne Jhelay Hain Kitne Situm
Rotee Yaadon Ko Bhoolayngey
Bhooleyngey Hum 


Singer           : Noori ( Ali Noor )
Released       : 2005
Album           : Suno ke Mai Hoon Jawan

Friday, August 3, 2012

Sherdil ( Pak Air Force Song-Lyrics & Download )

Shaheen ki parvaz hai
Mat rokna

Toofan na kabhi tham sakay
Dil kahay….mil kar hum Awaz 

Duniya Duniya
Apna Jeena
Pak Watan pe
Apna Marna 

Sherdil...........................Sherdil
Asmaanon ko choo ke ana hai
Kamyabi ko paas lana hai 

Sherdil 
Sherdil
Ik josh hai..
Seenon main jaisay jal uthay
Dil kahay….mil kar hum Awaz 

Darya Darya
Kona Kona
Pak Watan tu
Zinda Rehna…

Sherdil
Sherdil

Singer           : Noori & Waqar Ali
Released       : 2007
Drama           : Sherdil 

Sherdil by Ali Noor( Noori ) & Waqar Ali-Pak Air Force Song-MP3 Free Download-Click here