Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Strings. Show all posts
Showing posts with label Strings. Show all posts

Wednesday, November 20, 2013

Dil Mangay Abhi-New Motivational Song ( Lyrics & Download )


Jo Jeena Jaanay Is Pal mai
Woh Jaanay Jeena Zindagi
Is Lamhay ko Na Janay do
Yeh Aye ga Na phir Kabhi
Kal ki Parwah kion Hum Karen
Jo Mun mai hai Kion Na Kahen
Apni Raahen kion Na Chunen
Dil Walay to Bus Yeh Kahen
Dil Maangay Abhi
Dil Maangay Abhi
Sab Kuch Abhi
Yeh Pal Abhi
Jee lo Abhi
Dil Maangay Abhi
Dil Maangay Abhi
Dil Maangay Abhi
Dil Maangay Abhi
Woh Kehtay hain Kal Dekhen ge
Kuch bhi Karnay se Dartay hain
Hum Raaton ko Din Kehtay hain
Har Lamhay mai Hum Jeetay hain
Dil Walay Kehtay hain
Dil Maangay Abhi
Dil Maangay Abhi
Dil Maangay Abhi
Dil Maangay Abhi
Sab Kuch Abhi
Yeh Pal Abhi
Jee lo Abhi
Dil Maangay Abhi
Dil Maangay Abhi
Dil Maangay Abhi
Dil Maangay Abhi


Singer                 : Strings
Lyrics                : Anwer Maqsood
Music                 : Strings 
Released            : 2013
PEPSI Music Presentations


Dil Mangay Abhi-New Motivational Song by String-MP3 Free Download-Click Here





Tuesday, January 15, 2013

Ab Khud Kuch Karna Pare Ga ( Motivational Song-Lyrics & Download )

Haaton pay dharay hum haat
Bethengay……………  kab tak
Kia badlay hain haalat
Aisay …………………….Ab tak
Kab tak rona paray ga
Jo hai khona paray ga
Kehta hoon sunlo mere yaar…..
Ab khud kuch karna paray ga
Hum ko….jalna paray ga – marna paray ga
Ab khud kuch karna paray ga
Kitne sawalon kay jawaab
Miley hein……………….ab tak?
Kitna kia hai intezaar
Aur karo gay…………….kab tak?
Ye kahani, hooie purani
Kitne logon ki, suni zabani
Tumhe jo kehna hai kehdo, yehi waqt hai
Zamana kahe ga……
Is kahani ka aakhir ab TUM KO
Badalna paray ga………
Ab khud kuch karna paray ga
Hum ko….jalna paray ga – marna paray ga
Ab khud kuch karna paray ga
Ab khud kuch karna paray ga
Ab khud kuch karna paray ga


Singer        : Strings & Atif Aslam
Lyrics        : Bilal Maqsood
Music        : Bilal Maqsood
Released   : 2010
Length       : 3 :55

Friday, August 3, 2012

Meri Mitti Mangay Aur ( Milli Naghma-Lyrics & Download )

Kuch kehna hai
Ye hi kehna hai
Yahi jeena hai yahi marna hai
Kuch kehna hai
Ye hi kehna hai
Yahi jeena hai yahi marna hai
Jo kuch bhi tumne hai diya
Jo kuch bhi sab ne hai diya
Meri mitti maange aur
Ye mitti maange aur

Dekho socho kya keh rahi hai
Ye kirne
Roshan zameen aasman
Sehra dariya phoolo bhari waadian
Hum pe khuda meherbaan
Jo kuch bhi tumne hai diya
Jo kuch bhi sab ne hai diya
Meri mitti maange aur
Ye mitti maange aur

Sub kuch yahi hai dhoondo to mil jaayega
Manzil ka tum ko nishaan
Mehnat mohabbat chhahat ke sab raaste
Ab muntazir hain yahan
Jo kuch bhi tumne hai diya
Jo kuch bhi sab ne hai diya
Meri mitti maange aur
Ye mitti maange aur

Meri mitti maange aur
Ye mitti maange aur 


Singer      : Strings
Poet          : Anwer Maqsood
Music       : Bilal Maqsood
Album      : Dhaani
Released  : 2004

Mere Watan mai ( Strings National Song Lyrics & Download )

Khushiyon ki raat hai mere watan mein
Subaho aaftab hai mere watan mein
Hai phool iske mera nazara
Hai saath iska mera sahara
Aaj har dil magan hai mere watan mein
Khushiyon ki raat hai mere watan mein
Subaho aaftab hai mere watan mein
Hai phool iske mera nazara
Hai saath iska mera sahara
Aaj har dil magan hai mere watan mein
Khushiyon ki raat hai mere watan mein
Subaho aaftab hai mere watan mein

Hai ek rishta hai ek bandhan
Hai ek manzil aur ek parcham
Hazar dil hai aur ek dhadkan
Meri mohabbat kabhi na ho kam

Khushiyon ki raat hai mere watan mein
Subaho aaftab hai mere watan mein
Hai phool iske mera nazara
Hai saath iska mera sahara
Aaj har dil magan hai mere watan mein

Khushiyon ki raat hai mere watan mein
Subaho aaftab hai mere watan mein
Khushiyon ki raat hai mere watan mein
Subaho aaftab hai mere watan mein


Singer     : Strings
Poet        : Sabir Zafar
Music     : Strings
Released : 2002
Album    : Dhaani & PEPSI Music.

Friday, May 18, 2012

Mai To Dekhoon Ga Aisa Ho Ga Pakistan ( Patriotic Song-Lyrics & Download )

Mai to Dekhoon ga 
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Jab Roti Sasti hogi 
Aur Mehangi hogi Jan
Woh Din Phir Aye ga Aisa Hoga Pakistan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Jab Rang Ba Rangay Jhanday 
Ik Parcham mai Ghul Jaayen ge
Ik Parcham mai Ghul Jaayen ge.........................................
Aur Idhar Udhar ke Jaatay Rustay 
Ik Mor pe Mil Jaayen ge
Ik Mor pe Mil Jaayen ge.....................................................
Jab Bachhay Mulk pe Raaj karen
Aur School mai Bethay hon Siyasatdaan
Woh Din Aye ga jab Aisa Hoga Pakistan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Jab Mulk ko bech ke Khaanay Walay 
Khud Hazm Ho Jaayen ge
Khud Hazm Ho Jaayen ge.........................................
Aur Pushton se jo Gaddi Bethay 
Sab Bhheer mai Mil Jaayen ge
Sab Bhheer mai Mil Jaayen ge..................................
Jo Duur gaye thay bhoolay se Lauten ge 
Phir Watan ko Aik Shaam
Woh Din Phir Aye ga Aisa Hoga Pakistan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Jab Roti Sasti hogi
Aur Mehangi hogi Jaan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Mai to Dekhoon ge
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge


Singer               : String
Poet                  : Anwer Maqsood
Music               : Faisal Kapadia
Released          : 2011


Monday, November 21, 2011

Tu hai Kahan Jo Apne Aap ko Dhoondlay ( Lyrics & Download )

Tu Hai Kahan
Tu Hai Kahan
Tu Hai Kahan

Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
Jhilmilaata Sitaara Hai Woh
Kehkashan Say Haseen Hai
Jee Main Thaan Kar Chal Para Hai
Jo Us Ko Khud Par Yaqeen Hai
Dil Ko Chorna Moun Ko Morna
Us Ki Aadat Nahin Hai

Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
(Tu Hai Kahan)
Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
(Tu Hai Kahan)
Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
(Tu Hai Kahan)
Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai

Tu Hai Kahan.
Tu Hai Kahan...

Dil Jigra Ho
To Sab Kuch Hai
Na Ho To
Hasrat Hai
Yeh Jo Seenay Ko
Sulga Day
Pathar Bhi
Pigla Day

Dil Maangay..
Aur Ziyaada
Dil Maangay..
Aur.

Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
Jhilmilaata Sitaara Hai Woh
Kehkashan Say Haseen Hai
Jee Main Thaan Kar Chal Para Hai
Jo Us Ko Khud Par Yaqeen Hai
Dil Ko Chorna Moun Ko Morna
Us Ki Aadat Nahin Hai

Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
(Tu Hai Kahan)
Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
(Tu Hai Kahan)
Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
(Tu Hai Kahan)
Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai

Tu Hai Kahan
Tu Hai Kahan

Dil Main Jo Tamanna Ho
Pura Har Sapna Ho
Toro Yeh Zanjeerain
Jaldi Say Nain Subha Ho
Dil Maangay...
Aur Ziyadaa.
Dil Maangay..
Aur.

Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
Jhilmilaata Sitaara Hai Woh
Kehkashan Say Haseen Hai
Jee Main Thaan Kar Chal Para Hai
Jo Us Ko Khud Par Yaqeen Hai
Dil Ko Chorna Moun Ko Morna
Us Ki Aadat Nahin Hai

Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
(Tu Hai Kahan)
Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
(Tu Hai Kahan)
Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai
(Tu Hai Kahan)
Jo Apnay Aap Ko Dhoond Lay
Woh Aasman Aur Zameen Hai

Tu Hai Kahan
Tu Hai Kahan



Singer    ; Junaid Jamshed, Strings and Haroon
PEPSI Music ic Presentaion


Wednesday, November 16, 2011

Aye Meri Sarzameen Meri Jan hai tu ( Lyrics )

Aye Meri Sarzamee'n Meri Ja'n hai Tu
Mai Hoon Tujh se Aur Meri Pehcha'n hai Tu
Yeh Hawa aur Yeh Fiza
In se hai Har Dam sada Pakistan
Pakistan.............................................
Aye Meri Sarzamee'n Meri Ja'n hai Tu
Mai Hoon Tujh se Aur Meri Pehcha'n hai Tu
Yeh Hawa aur Yeh Fiza
In se hai Har Dam sada Pakistan
Pakistan..............................................
Hum Sab Apne Mulk-o-Qaum ki khidamat karain gai
Pyar-o-Muhabbat aur Amn ki Baatain karain gai
Kion ke Hum Sab hain Pakistani....................
Aur Hum ko Karna hai Pasbaani.........................
Meri Khushyon ka Drya hai Tu Pakistan
Meri Manzil ka Rasta hai Tu Pakistan
Mera Mazi Mera Haal hai Tu Pakistan
Mustaqbil mai Mere Sath hai Tu Pakistan
Aur Hum ko karna hai Paasbani
Kion ke Hum sab hain Pakistani
Aye Meri Sarzamee'n Meri Ja'n hai Tu
Mai Hoon Tujh se Aur Meri Pehcha'n hai Tu
Yeh Hawa aur Yeh Fiza
In se hai Har Dam sada Pakistan
Pakistan.............................................
Pakistan Tu hai Meri Jan
Pakistan Tu hai Meri Aan
Pakistan......................Pakistan



Singer           : Strings
Released       : 1990

Dil Mai Ik Khwaab ( Lyrics & Download )

Dil mai Ik Khwab ko hum Sajaain
Sacchay Waadon ka Diya Jalaayen
Sachi Raah par Karvaa'n ho
Manzil Kehkasha'n ho
Jo Rasta ho Muntazir
Us Rah se Rawaa'n ho
Sachi Raah par Karvaa'n ho
Manzil Kehkasha'n ho
Jo Rasta ho Muntazir
Us Rah se Rawaa'n ho
Himmat ki Roshni ho
Jo Man ko Jag Magai
Hathon mai phir Azm ka
Ik Parcham Lehraay
Sachi Raah par Karvaa'n ho
Manzil Kehkasha'n ho
Jo Rasta ho Muntazir
Us Rah se Rawaa'n ho
Sachi Raah par Karvaa'n ho
Manzil Kehkasha'n ho
Jo Rasta ho Muntazir
Us Rah se Rawaa'n ho
Dil mai Ik Khwab ko Hum sajaain
Sacchay Waadon ka Diya Jalaayen


Singer       : Strings
Poet          : Anwer Maqsood
Released   : April 1999 ( 1st ICC World Cup )
Album       : Pepsi World Cup Album & String's " Duur "