پاکستانی قومی نغمات کی واحد ا ور مکمل ویب سائٹ
An Encyclopedia of Pak Patriotic Songs****
Largest Audio/Video Personal Collection of Pakistani Patriotic Songs
Owner:Absar Ahmed****
National Record Maker..!!
Na Suraj mai Aisi Aan Baan Na Chand mai Aisi Shaan Na Suraj mai Aisi Aan Baan Na Chand mai Aisi Shaan Mera Chan Mahi Kaptan Ho................................. Mera Chan Mahi Kaptan Jo Naam Watan ka Chamkaye Meri Umur bhi Us ko Mil Jaaye Mere Dil ki hai Dua Us pe Karam ho Tera Khuda Meri Duniya Meri Jan Mera Chan Mahi Kaptan Ho.................................. Mera Chan Mahi Kaptan Na Suraj mai Aisi Aan Baan Na Chand mai Aisi Shaan Mera Chan Mahi Kaptan Jab koi Watan pe Aanch Aaye Woh Dushman pe Aise Chhaaye Jese Teeron ki Uraan Jese Sholon ka Tufan Jese Teeron ki Uraan Jese Sholon ka Tufan Bara Ghazi Sher Jawan Mera Chan Mahi Kaptan Ho................................. Mera Chan Mahi Kaptan Na Suraj mai Aisi Aan Baan Na Chand mai Aisi Shaan Mera Chan Mahi Kaptan Ho................................ Mera Chan Mahi Kaptan Mera Chan Mahi Kaptan Singer : Nighat Seema Poet : Sehba Akhter Music : Lal Muhammad Iqbal Released : Oct 1965 ( After War ) Radio Pakistan Karachi Film : Azadi Ya Maut Mera Chan Mahi Kaptan-Famous Patriotic Song by Nighat Seema-MP3 Free Download-Click Here
Koi Dushmanon se Keh de Yahan Ghaznavi(Ra) Kharay hain
Yahan Badr ka hai Alam Yahan Haidery(Rza) Kharay hain
Kabhi Bhool kar Na Aana Meri Sarhadon ki Janib
Meri Sarhadon ki Jaanib Kabhi Bhool kar Na Aana
Faqat Ik Khuda ko Sajda Hai Nishan-e-Sarfarazi
Mera Naam hai Mujahid Meri Shan hai Namazi
Gye Jaan to Shahadat Huwe Surkhuru to Ghazi
Kabhi Bhool kar Na Aana Meri Sarhadon ki Janib
Meri Sarhadon ki Jaanib Kabhi Bhool kar Na Aana
Meri Sarhaon ke Andar Na Qadam Barha Sako ge
Meri Sarhadon tak Aaye to Na Bach ke Ja sako ge
Meri Zarb Haidery hai Kahan Taab La Sako ge
Kabhi Bhool kar Na Aana Meri Sarhadon ki Janib
Meri Sarhadon ki Jaanib Kabhi bhool kar Na Aana
Yahan Sherdil Sipahee Yahan Sar Farosh Insa'n
Na Kisi mai Bad Hawasi Na Yahan koi Parisha'n
Meri Zulfiqar Daulat Mera Aitemad Ima'n
Kabhi Bhool kar Na Aana Meri Sarhadon ki Janib
Meri Sarhadon ki Jaanib Kabhi Bhool kar Na Aana
Kabhi Bhool kar Na Aana Meri Sarhadon ki Janib
Meri Sarhadon ki Jaanib Kabhi Bhool kar Na Aana
Singer : Nihal Abdullah Poet : Yawar Abbas Composed : Nehal Abdullah Released : Sept.1965 ( During War ) Play record : State Information Department with Collaboration of Columbia Records.
Aye Sherdil Jawano! Hum Sath hain Tumharay Aye Ghar ke Pasbano! Hum Sath hai Tumharay Aye Sherdil Jawano! Khud Daar Sarfaroshon Janbaz Naam Daaron Janbaz Naam Daaron Gulshan ke Jan Nisaron Chhaanay do Dushmano par Tum Kat Rahay ho Pyaro! Aye Sherdil Jawano! Hum Sath hain Tumharay Aye Ghar ke Pasbano! Hum Sath hai Tumharay Aye Sherdil Jawano! Nara lagaao Aao Yeh Jang Jeetni hai Yaaro! Qadam Barhao Yeh Jang Jeetni hai Yaaro! Qadam Barhao Yeh Jang Jeetni hai Zalim ka Sar Jhukaao Yeh Jang Jeetni hai Aye Sherdil Jawano! Hum Sath hain Tumharay Aye Ghar ke Pasbano! Hum Sath hai Tumharay Aye Sherdil Jawano! Ahad hai Yeh Sab hi ka Yeh Jang Sab Laren ge Hai Ahed har gali ka Yeh Jang Sab Laren ge Ho Naam Zindagi ka Yeh Jang Sab Laren ge Aye Sherdil Jawano! Hum Sath hain Tumharay Aye Ghar ke Pasbano! Hum Sath hai Tumharay Aye Sherdil Jawano! Singer : Melody Queen Noor Jehan Poet : Joan Released : Dec.1971 ( During War ) Radio Pakistan Karachi
Balagh-ul-Aula Bi Kamalihi Kashafat-Dujabeh Jamalihi Hasanat Jamio Khisalehi Sallu Alaihi wa Aalahi Aye Sheh-e-Mursaleen(SaW) Aye Habib-e-Khuda(SaW) Kufr pe Hum ko Chhanay ki Taufeeq de Lakh Tufan uthain Khum na ho Apna Sar Ghum mai bhi Muskuranay ki taufeeq de Kar Inayat Hamen Jazba-e-Haideri(Rza) Ho Mayassar Hamen Kufr par Bartari Zauq-e-Shabbir(Rza) se Kar Aashna Jan par Khel janay ki Taufeeq de Salle Ala Habibina Salle Muhammadin Tujh se hai Iltija Apni Aye Shah-e-Umam(SaW) Watan ki Janib Na Uthain Adu ke Qadam Yeh Muqaddas Watan Tera Inam hai Is ko Jannat Banane ki Taufeeq De Salle Ala Nabiyina Salle Ala Muhammadin(SaW) Salle Ala Shafieena(SaW) Salle Ala Muhammadin(SaW) Ya Nabi(SaW) Salam Alaika Ya Rasool(SaW) Salam Alaika Mai Watan ka hoon Sipahee Ya Shahenshah-e-Zamana Hain Tere Karam se Zinda Mera Azm-e-Ghaziyana Yeh Watan Teri Amanat Meri Jan Watan ki Daulat Mai woh Hath Tor doon ga Jo Uthay ga Ghazbana Ya Nabi(SaW) Salam Alaika Ya Rasool(SaW) Salam Alaika Ya Habib Salam Alaika Salawatullah Alaika Mai Giroon ga Barq ban kar Tere Deen ke Dushmanon par Na Bachay ga Zarb se Meri Koi Adu ka Aik Thikana Ya Nabi(SaW) Salam Alaika Ya Rasool(SaW) Salam Alaika Ya Habib Salam Alaika Salawatullah Alaika Singer : Naseem Begum, Massod Rana,Sayeen Akhter, Ieren Parveen & Chorus Lyrics : Fayyaz Hashmi Composed : M.Ashraf Released : 1965 ( After War ) Film : Watan Ka Sipahee
Mere Watan ke Ghaziyo! Tumhe Kisi ka Khauf kia Tumhare Sath hai Khuda Tumhare Sath hai Khuda Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Mere Watan Ke Ghaziyo! Tumhare Har Jawan ka Jalal Be Misal hai Kare koi Muqabla Kisi ki kia Majaal hai Yeh Kainaat Aazma Chuki hai Tum ko Barhaa Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Mere Watan Ke Ghaziyo! Tumhe Kisi ka Khauf kia Tumhare Sath hai Khuda Tumhare Sath hai Khuda Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Mere Watan Ke Ghaziyo! Qadam jo Tum Barhao ge Kabhi Khuda ki Raah mai Samajhna Apne Aap ko Rasool(SaW) ki Panah mai Tumhari Rehbari ko Aayen ge Shaheed-e-Karbala Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Mere Watan Ke Ghaziyo! Tumhe Kisi ka Khauf kia Tumhare Sath hai Khuda Tumhare Sath hai Khuda Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Mere Watan Ke Ghaziyo! Alum Tum Apna Dushmanon ke Dilmai Jaake Gaar do Pahaar bhi ho Samanay to Us ko bhi Pichhaar do Zameen to Phir Zameen hai Kahe Falak bhi Marhaba Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Mere Watan Ke Ghaziyo! Tumhe Kisi ka Khauf kia Tumhare Sath hai Khuda Tumhare Sath hai Khuda Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa Mere Watan Ke Ghaziyo! Singer : Masood Raan & Chorus Poet : Fayyaz Hashmi Music : Nisar Bazmi Released : 1971 ( During War for Radio Pakistan ) Film : Sarhad ki Goad mai ( 1973 )
Jab tak Chund luteray Mere Watan ko Gheray hain Apni Jang Rahe gi Apni Jang Rahe gi Jab tak Chund luteray Mere Watan ko Gheray hain Apni Jang Rahe gi Apni Jang Rahe gi Suraj ki Kirnon ka Rasta Rokne Walon Sun lo Rokne Walon Sun lo Sau Deewaren Chun lo Suraj ki Kirnon ka Rasta Rokne Walon Sun lo Rokne Walon Sun lo Sau Deewaren Chun lo Jab tak Is Nagri mai Chaaron Oar Andhere hain Apni Jang Rahe gi Apni Jang Rahe gi Azadi ke har Dushman ke Sar par Maut Khari hai Sar par Maut Khari hai Dunya Jaag pari hai Azadi ke har Dushman ke Sar par Maut Khari hai Sar par Maut Khari hai Dunya Jaag pari hai Jab tak Is Waadi mai Zulm-o-Sitam ke Deray hain Apni jang Rahe gi Apni Jang Rahe gi
Singer : Mehdi Hassan & Chorus Poet : Habib Jalib Music : A.Hameed Film : Yeh Amn Released : 1971
Barhay Chalo..............Barhay Chalo Ja re Ja Mere Dhol Sipahee Tera Allah Nigehba'n ho Tera Allah Nigehba'n ho Rahon ke Sadqay Yeh Ghum ki Maari Meri Khushi Teri Khushiyon pe Waari Teri balayen Mujhe Lag Jaayen Saari Meri Duaen Tere Sath hain Rahi Tera Allah Nigehba'n ho Tera Allah Nigehba'n ho Barhay Chalo..............Barhay Chalo Ja re Ja Mere Dhol Sipahee Tera Allah Nigehba'n ho Tera Allah Nigehba'n ho Seenay se Tera Pyar Lagaye Bethi Rahoon gi yun hi Nain Bichhaye Lot ke jab tak Tu na ajaaye Pal Pal de ga Mere Ghum ki Gawahi Tera Allah Nigehba'n ho Tera Allah Nigehba'n ho Barhay Chalo..............Barhay Chalo Ja re Ja Mere Dhol Sipahee Tera Allah Nigehba'n ho Tera Allah Nigehba'n ho
Singer : Naseema Shaheen Poet : Himayat Ali Shaayer Music : Khalil Ahmed Film : Khamosh Raho
Marhaba Azm-o-Shuja'at ke Alambardaro! Marhaba.......................................Marhaba Mulk mai Apni Fazaaon ke Nigehbaa'n Tum ho Raah-e-Haq mai kiya karte hain Is tarah Jihad Tum ne Duniya ko Dikhaya ke Musalma'n Tum ho Marhaba.....................................Marhaba Marhaba Azm-o-Shuja'at ke Alambardaro! Marhaba.......................................Marhaba Tum pe Nazaa'n hai Watan Tum ho Watan ki Izzat Tum ne Tufan-e-Bala Khez ke Rukh Mor diye Sarhad-e-Pak pe Rakhe thay jo Gheron ne Qadam Marhaba Tum ne Woh Na Pak Qadam Tor diye Marhaba.....................................Marhaba Marhaba Azm-o-Shuja'at ke Alambardaro! Marhaba.......................................Marhaba Kasrat-e-Kufr se Takrate hain Imaa'n Wale Ma'arke Aise ba Har Daur Huwa Karte hain Tum ne Taareekh mai Ik Bab Naya Likha hai Zinda Qaumon ke Yahi Taur huwa karte hain Marhaba.....................................Marhaba Marhaba Azm-o-Shuja'at ke Alambardaro! Marhaba.......................................Marhaba Sheva-e-Mard-e-Musalma'n hai Hubb-ul-Watani Sar-e-Dar ho ya Halqa-e-Zanjeer mai ho Zauq-e-Azadi Dabane se Kaheen Dabta hai Al-Jazaair mai ho Qabras mai ho Kashmir mai ho Marhaba.....................................Marhaba Marhaba Azm-o-Shuja'at ke Alambardaro! Marhaba.......................................Marhaba Singer : Chorus Poet : Ashoor Kazmi Released : Sept.1965 ( During War ) Radio Pakistan Karachi.
Ballay Ballay ni Watna da Rakha aye Ballay Balay ni Watna da Rakha aye Mera Dhol Taveetan wala Watna da Rakha aye Mera Dhol Taweetan wala Watna da Rakha aye Ballay Ballay ni Dahrti da Dil Tham da Ballay Ballay ni Dahrti da Dil Tham da Jadoon Wardi Paankay tar da ke Dharti da Dil Tham da Ballay Ballay ni Jereen ayeen Sohna Lagda Ballay Ballay ni Jereen ayeen Sohna Lagda Othay Urday Bharooday Jeeren ayeen Sohna Lagda Ballay Ballay ni Jadoon Sohna Gadi Charhiya Ballay Ballay ni Jaddoon Sohna Gadi Charhiya Saray Pind toon Milayan da Saaiyan Jaddoon Sohna Gadi Charhiya Ballay Ballay ni Tara Ghar Chidhyan Ballay Ballay ni Tara Ghar Chidyan Jaddoon Sohna Mahaz pe Larya Tara Ghar Chidiyan Ballay Ballay ni Weriyan de Fauj Chhup gaye Ballay Ballay ni Weriyan de Fauj Chhup gaye Jaddoon Sohnay Piya Lalkaran Weriyan de Fauj Chhup gaye Chun Mahi da piya Lashkara Weriyan de Fauj Chhup gaye Ballay Ballay ni Mahiye da Rab Rakha Ballay Ballay ni Mahiye da Rab Rakha Odhay Sar de Shah-e-LauLaak(SaW) da Saaya Mahiye da Rab Rakha
Singer : Melody Queen Noor Jehan Poet : Sufi Ghulam Mustafa Tabassum Composed : Lal Muhammad Iqbal Released : Dec 1971 ( During War ) Style : Ballay Ballay ( Punjabi Folk )
Yeh Ghaziyon ka Qafla Rawaa'n Dawaa'n Rawaa'n Rahay Yeh Ghaziyon ka Qafla Rawaa'n Dawaa'n Rawaa'n Rahe Rawaa'n Dawaa'n Rawaa'n Rahe Watan ka Pasbaa'n Rahe Yeh Ghaziyon ka Qafla Rawaa'n Dawaa' Rawaa'n Rahe Barhe Chalo Barhe Chalo Hatheliyon pe Sar liye Kafan ko Sar se Baandh kar Kafan mai Apna Sar liye Barhe Chalo Pay-e-Jehad Apna Ghar ka Apna Ghar Liye Hassan(Rza) ka Hosla Liye Hussain(Rza) ka Jigar Liye Paray Qadam jehan jehan Wahan Wahan Amaa'n rahe Yeh Ghaziyon ka Qafla Rawaan Dawaa'n Rawaa'n Rahe Rasool(SaW) ki Hadees hai Nabi(SaW) ke Moo'n ki Baat hai Salam us Khuda ka hai Ke Jis ki Kaainat hai Ali(Rza) ke Laal Sheh-e-Karbala ki Raat hai Shaheed ki jo Maut hai Woh Qaum ki Hayat hai Woh Qaum ki Hayat hai................................. Hayat Qaum ka Nishaa'n Sada Sada Jawaa'n Rahe Yeh Ghaziyon ka Qafla Rawaa'n Dawaa'n Rawaa'n Rahe Watan ko Dil se Pyar kar ke Yeh bhi Ik Namaz hai Watan ki Naao Paar kar k Yeh bhi ik Namaz hai Watan Pe Jaa'n Nisar kar k Yek bhi Ik Namaz hai Bus Apna Intezaar kar ke Yeh bhi Ik Namaz hai Yeh Parcham-e-Sitara-o-Hilal Sada Kamraa'n Rahe Yeh Ghaziyon ka Qafla Rawaa'n Dawaa'n Rawaa'n Rahay Yeh Ghaziyon ka Qafla Rawaa'n Dawaa'n Rawaa'n Rahe Rawaa'n Dawaa'n Rawaa'n Rahe Watan ka Pasbaa'n Rahe Yeh Ghaziyon ka Qafla Rawaa'n Dawaa' Rawaa'n Rahe
Singer : Masood Rana & Chorus Poet : Wali Sahab Music : Nazir Jafari Released : 1966 Radio Pakistan Karachi. Film : Kashmir ki Kali
Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Apna Haami hai Rabb-e-Jaleel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Fatah Apni Nishani Rahi Ba Wafa Zindagani Rahi Surkhru Har Kahani Rahi Apna Ravi hai Dajla-o-Neel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Husn-e-Kirdaar Hum hi to hain Haq ki Talwaar Hum hi to hain Rooh-e-Gulzaar Hum hi to hain Apna Maslak hai Sirr-e-Khaleel(A.S) Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Qarz-e-Jaa'n Hum pe Sarhad ka hai Hum pe Saya Muhammad(SaW) ka hai Ghulghula Apni Aamad ka hai Har Sipahee hai Oonchie Faseel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Har Nafas hai Mujahid deed Har Qadam Us ko Taza Naveed Sar pe hai Karbala ka Shaheed(Rza) Hai Nigehbaa'n Ali(Rza) sa Kafeel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Hum Fazaon mai Lehraain ge Hum Paharon se Takrayen ge Aye Watan Tujh pe mit jaayen ge Hum Shahadat ki Roshan Daleel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Apna Haami hai Rabb-e-Jaleel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel Hasbunallahu Wa Naimal Vakeel
Aye Arz-e-Lahore Aye Ahl-e-Lahore Data ki Nagri Aye Shehar-e-Lahore Data ki Nagri Aye Shehar-e-Lahore Aye Arz-e-Lahore........................... Fateh Mukammal Paigham tera Sab ki Zubaa'n par hai Naam tera Iqdaam-e-Nusrat hai Kaam tera Tujh ko Mubarak Yeh Fatah ka Daur Aye Arz-e-Lahore Aye Ahl-e-Lahore Data ki Nagri Aye Shehar-e-Lahore Noor Jaha'n ke Anwaar Tujh mai Shaan-e-Jahangir Aasaar Tujh mai Iqbal(Ra) ke Afkaar Tujh mai Haa'n Jeet hogi Apni Behar Taur Aye Arz-e-Lahore Aye Ahl-e-Lahore Data ki Nagri Aye Shehar-e-Lahore Barhti hai Agay Fauj-e-Muzaffar Lehraye Parcham Sab Morchon par Ran Chhor Bhaagay Dushman ke Lashkar Allahu Akbar!!..............Allahu Akbar !! Aye Arz-e-Lahore Aye Shehar-e-Lahore Data ki Nagri Aye Shehar-e-Lahore Data ki Nagri Aye Shehar-e-Lahore Singer : Mehdi Hassan Poet : Raees Amrohawi Music : Qadir Fareedi Released : 23rd Sept 1965 ( During War ) Radio Pakistan Karachi. *It was the Last Patriotic War Song of Pak-Indo War 1965 because on 23rd Sept. Ceasefire. Available : Qaumi Taranay released by Diomond Music Lahore.