Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Jab Roti Sasti hogi
Aur Mehangi hogi Jan
Woh Din Phir Aye ga Aisa Hoga Pakistan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Jab Rang Ba Rangay Jhanday
Ik Parcham mai Ghul Jaayen ge
Ik Parcham mai Ghul Jaayen ge.........................................
Aur Idhar Udhar ke Jaatay Rustay
Ik Mor pe Mil Jaayen ge
Ik Mor pe Mil Jaayen ge.....................................................
Jab Bachhay Mulk pe Raaj karen
Aur School mai Bethay hon Siyasatdaan
Woh Din Aye ga jab Aisa Hoga Pakistan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Jab Mulk ko bech ke Khaanay Walay
Khud Hazm Ho Jaayen ge
Khud Hazm Ho Jaayen ge.........................................
Aur Pushton se jo Gaddi Bethay
Sab Bhheer mai Mil Jaayen ge
Sab Bhheer mai Mil Jaayen ge..................................
Jo Duur gaye thay bhoolay se Lauten ge
Phir Watan ko Aik Shaam
Woh Din Phir Aye ga Aisa Hoga Pakistan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Jab Roti Sasti hogi
Aur Mehangi hogi Jaan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Mai to Dekhoon ge
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Singer : String
Poet : Anwer Maqsood
Music : Faisal Kapadia
Released : 2011
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Jab Roti Sasti hogi
Aur Mehangi hogi Jan
Woh Din Phir Aye ga Aisa Hoga Pakistan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Jab Rang Ba Rangay Jhanday
Ik Parcham mai Ghul Jaayen ge
Ik Parcham mai Ghul Jaayen ge.........................................
Aur Idhar Udhar ke Jaatay Rustay
Ik Mor pe Mil Jaayen ge
Ik Mor pe Mil Jaayen ge.....................................................
Jab Bachhay Mulk pe Raaj karen
Aur School mai Bethay hon Siyasatdaan
Woh Din Aye ga jab Aisa Hoga Pakistan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Jab Mulk ko bech ke Khaanay Walay
Khud Hazm Ho Jaayen ge
Khud Hazm Ho Jaayen ge.........................................
Aur Pushton se jo Gaddi Bethay
Sab Bhheer mai Mil Jaayen ge
Sab Bhheer mai Mil Jaayen ge..................................
Jo Duur gaye thay bhoolay se Lauten ge
Phir Watan ko Aik Shaam
Woh Din Phir Aye ga Aisa Hoga Pakistan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Jab Roti Sasti hogi
Aur Mehangi hogi Jaan
Mai to Dekhoon ga
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Mai to Dekhoon ge
Mai to Dekhoon ga
Tum bhi Dekho ge
Tum bhi Dekho ge
Singer : String
Poet : Anwer Maqsood
Music : Faisal Kapadia
Released : 2011
No comments:
Post a Comment