Mai Hoon Sipahee Us Dharti ka
Naam hai Jis ka Pakistan
Is ki Aan aur Shaan to Dekho
Karte hain Dushman bhi Bayaan
Mai Hoon Sipahee Us Dharti ka
Is ki Mitti Sona Nhi hai
Sonay se bhi Qeemti hai
Is ke Sabza Zaaron ki Khushbu
Mulkon Mulkon Mehki
Is ka Har Zarra hai Moti
Is aka Har Kankar Marjaan
Mai Hoon Sipahee Us Dharti ka
Naam hai Jis ka Pakistan
Mai hoon Is Dharti ki Amanat
Mai hoon Is Dharti ka Amee'n
Mere Watan ki Sar Zamee'n pe
Dushman Qadam Rakh Sakta Nahi
Jaan to Ik Din Jaani hai
Phir kion na ho jaaon Mai Qurbaan
Mai Hoon Sipahee Us Dharti ka
Naam hai jis ka Pakistan
Is ki Aan aur Shaan to Dekho
Karte hain Dushman bhi Bayaan
Mai Hoon Sipahee Us Dharti ka
Singer : Arif Ansari
Poet : Khan Asif
Released : 1999
Drama OST : Nishan-e-Haider ( Lance Naik Muhammad Mehfooz Shaheed )
Naam hai Jis ka Pakistan
Is ki Aan aur Shaan to Dekho
Karte hain Dushman bhi Bayaan
Mai Hoon Sipahee Us Dharti ka
Is ki Mitti Sona Nhi hai
Sonay se bhi Qeemti hai
Is ke Sabza Zaaron ki Khushbu
Mulkon Mulkon Mehki
Is ka Har Zarra hai Moti
Is aka Har Kankar Marjaan
Mai Hoon Sipahee Us Dharti ka
Naam hai Jis ka Pakistan
Mai hoon Is Dharti ki Amanat
Mai hoon Is Dharti ka Amee'n
Mere Watan ki Sar Zamee'n pe
Dushman Qadam Rakh Sakta Nahi
Jaan to Ik Din Jaani hai
Phir kion na ho jaaon Mai Qurbaan
Mai Hoon Sipahee Us Dharti ka
Naam hai jis ka Pakistan
Is ki Aan aur Shaan to Dekho
Karte hain Dushman bhi Bayaan
Mai Hoon Sipahee Us Dharti ka
Singer : Arif Ansari
Poet : Khan Asif
Released : 1999
Drama OST : Nishan-e-Haider ( Lance Naik Muhammad Mehfooz Shaheed )
No comments:
Post a Comment