Tu Ae Aseer-e-Makaan'! La-Makaa'n Se Door Nahin
Woh Jalwagah Tere Khakdaa'n Se Duur Nahin
Woh Marghzar Ke Beem-e-Khazan Nahin Jis Mein
Ghameen Na Ho Ke Tere Ashiyan Se Door Nahin
Ye Hai Khulasa-e-Ilm Qalandari Ke Hiyat
Khadang-E-Jasta Hai Lekin Kama'n Se Door Nahin
Faza Teri Mah-o-Parveen Se Hai Zara Agay
Qadam Uthao, Ye Maqam Asmaa'n Se Door Nahin
Kahe Na Rahnuma Se Ke Chor De Mujh Ko
Ye Baat Rahroo Nukta Da'n Se Door Nahin
Poet : Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Singer : Ghulam Abbas
Re-Sing : Tarannum Naz
Tu Aye Aseer-e-Makan la Makan se Duur Nahi by Tarannum Naz Laila-Kalam-e-IQBAL-MP3 Free Download-Click here

No comments:
Post a Comment