Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Apna Har Pal Muskura kar Pyar mai guzarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Aik Hai Apna Lahoo
Aik hai Apna Jahan
Aik hai Apna Lahoo
Aik hai Apna Jahan
Hum ko Rehna hai Hamesha
Chahaton ke Darmiyan
Chahay Dukh ho Chahay Sukh ho
Apne Rab ko Pukarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Apna Har Pal Muskura kar Pyar mai Guzarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Yeh khushi Yeh Zindagi
Hum par Watan ka Qarz hai
Yeh Khushi Yeh indagi
Hum par Watan ka Qarz hai
Apne Ghar ko Sajana Ab Hamara Farz hai
Hum ko Mil kar Apna Apna Qarz hai Utarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Apna Har Pal Muskura kar Pyar mai guzarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Singer : Noor Jehan
Poet : Kaleem Usmani
Music : ?
Apna Har Pal Muskura kar Pyar mai guzarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Aik Hai Apna Lahoo
Aik hai Apna Jahan
Aik hai Apna Lahoo
Aik hai Apna Jahan
Hum ko Rehna hai Hamesha
Chahaton ke Darmiyan
Chahay Dukh ho Chahay Sukh ho
Apne Rab ko Pukarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Apna Har Pal Muskura kar Pyar mai Guzarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Yeh khushi Yeh Zindagi
Hum par Watan ka Qarz hai
Yeh Khushi Yeh indagi
Hum par Watan ka Qarz hai
Apne Ghar ko Sajana Ab Hamara Farz hai
Hum ko Mil kar Apna Apna Qarz hai Utarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Apna Har Pal Muskura kar Pyar mai guzarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Singer : Noor Jehan
Poet : Kaleem Usmani
Music : ?
No comments:
Post a Comment