Ye Gunbad-e-Meenai, Ye Alam-e-Tanhai
Mujh Ko To Darati Hai Iss Dasht Ki Pehnayi
Bhatka Huwa Raahi Main, Bhatka Huwa Raahi Tu
Manzil Hai Kahan Teri Ae Lala-e-Sehrayi
Khali Hai Kaleemon Se Ye Koh-o-Qamar Warna
Tu Shoala-e-Seenayi, Mein Shoala-e-Seenayi
Tu Shakh Se Kyun Phoota, Main Shakh Se Kyun Toota
Ek Jazba-e-Paidayi, Ek Lazzat-e-Yaktayi
Ghawwas-e-Mohabbat Ka Allah Nigheban Ho
Har Qatra-e-Darya Mein Darya Ki Hai Gehrayi
Hai Garmi-e-Adam Se Hungama-e-Alam Garam
Sooraj Bhi Tamashayi, Tare Bhi Tamashayi
Ae Bad-e-Biyani! Mujh Ko Bhi Anayat Ho
Khamoshi-o-Dil Souzi, Sar Masti-o-Raanayi
Poet : Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Singer : Ustad Amanat Ali Khan
Released : 1974 ( Radio Pakistan Lahore )
Re-Sing : Mehdi Hassan Khan
Released : 1982 ( Pakistan Television Karachi )
Yeh Gumbad-e-minayee-by Mehdi Hassan-Kalam-e-Iqbal-MP3 Free Download-Click Here

No comments:
Post a Comment