Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Anwer Rafi. Show all posts
Showing posts with label Anwer Rafi. Show all posts

Sunday, January 13, 2013

Aao Bana Len Mil Kar Apne Hathon Ko Zanjeer ( Milli Naghma-Lyrics )

Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zajneer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zanjeer
Apne Pyare Des ki Hum ko Likhni hai Taqdeer
Aao bana len Mil kar Apne Hathon ko Zajneer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zanjeer
Hathon ko Zanjeer..............Hathon ko Zanjeer
Aik hain Hum aur Aik Rahen ge Yeh hai Azm Hamara
Yeh hai Azm Hamara.......................................
Apne Des mai  Hum Phelaayen ge Pyar ka Hum Ujyara
Pyar ka Hum Ujyara..........................................
Likha hai Chehron pe Hamare Is ka hi Afsana
Waqt Pare to Hum De den ge Jan ka bhi Nazrana
Jan ka bhi Nazrana...........................................
Hum Chahen Mit Jaayen...................................
Hum Chahen Mit Jaayen Lekin Mitay Na Yeh Tasveer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zanjeer
Apne Pyare Des ki Hum ko Likhni hai Taqdeer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zajneer
Hathon ko Zanjeer............................................
Hum Is Des ke Malik bhi hain Hum Is Des ke Naukar bhi
Hum Is Des ke Naukar bhi
Saray Subh-o-Sham Hamare Roshan is ke Dum se hi
Roshan Is ke Dum se hi
Des ki Dharti Maa hai Hamari
Jism hain Hum Jaa'n hai Hamari
Apne Lahoo se Hum ne kiya hai............................
Apne Lahoo se Hum ne kiya hai Is Ghar ko Tameer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zanjeer
Apne Pyare Des ki Hum ko Likhni hai Taqdeer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zajneer
Hathon ko Zanjeer..............................................

Singer         : Anwer Rafi & Chorus
Poet            : Masroor Anwe
Music         : M.Ashraf
Film            : Zanjeer

Wednesday, August 8, 2012

Aye Watan Hum Hain Teri Shama ke Parwanon mai-Aag ka Darya ( Jangi Tarana-Lyrics & Download )

Aye Watan Hum hain Teri Shama ke Parwanon mai
Zindagi Hosh mai hai Josh hai Imaano mai
Aye Watan Hum hai Teri Shama ke Parwanon mai
Dil-e-Ushaaq ki Maanind Yeh Taptay Maidaa'n
Yeh Lachaktay huwe Jungle Yeh Thiraktay Armaa'n
Yeh Paharon ki Ghataaon mai Jawani ki Uthaan
Yeh Machaltay huwe Daryaaon mai Angarayee ki Shaan
Kitne Roshan hain Diye Tere Shabistanon mai
Aye Wata Hum hai Teri Shama ke Parwanon mai
Zindagi Hosh mai hai Josh hai Imaanon mai
Tere Mazdoor ki Aankhon ke Shararay le kar
Tere Dahqaan ke Mathay ke Sitaaray Le kar
Chandni Boyen ge Jhulse huwe Maidaanon mai
Aye Wata Hum hai Teri Shama ke Parwanon mai
Zindagi Hosh mai hai Josh hai Imaanon mai
Hum Tujhe Aag ka Darya nahi Bannay den ge
Zulm-o-Nafrat ka Tamasha Nahi Bannay den ge
Tujh ko Paalen ge.............Tujh ko Paalen ge
Tujh ko Paalen ge Muhabbat ke Gulistaanon mai
Aye Wata Hum hai Teri Shama ke Parwanon mai
Zindagi Hosh mai hai Josh hai Imaanon mai


Singer              : Masood Rana & Chorus
Poet                : Josh Malihabadi
Music              : Ghulam Nabi Abdul Lateef
Released         : 1965 ( After 1965 War )
Film                : Title Song of  " Aag ka Darya" 1966
Remake          : Imran Nashad ( 1996 for STN )
                        : Anwer Rafi ( In 1990 for PTV )

Aye Watan Hum hain Teri Shama by Imran Nashad( MP3 Audio Free Download-Click Here )




Aye Watan Hum hain Teri Shama ke Parwanon mai by Masood Rana-MP3 Free Download-Click Here