Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Benjamin Sisters. Show all posts
Showing posts with label Benjamin Sisters. Show all posts

Wednesday, May 9, 2012

Is Parcham Ke Saaye Talay Hum Aik Hain ( Lyrics & Download )

Is Parcham ke Saaye Talay
Hum Aik Hain Hum Aik Hain
Saanjhi Apni Khushiyaan aur Ghum Aik hain
Hum Aik Hain
Aik Chaman ke Phool hain Saaray Aik Gagan ke Taaray
Aik Gagan ke Taaray............................................
Aik Samundur mai Girtay hain Sab Daryaaon ke Dhaaray
Sab Daryaaon ke Dhaaray.................................
Juda Juda hain lehrain Sargam Aik hain
Hum Aik hain....................................................
Saanjhi Apni Khushiyan aur Ghum Aik hain
Hum Aik hain................................................
Aik hi Kashti ke hain Musafir Ik Manzil ke Raahi
Ik Manzil ke Raahi
Apni Aan pe Mitnay Walay Hum Janbaz Sipahee
Hum Janbaz Sipahee
Band Mutthi ki Surat Baahum Aik hain
Hum Aik hain............................................
Saanjhi Apni Khushiyaan aur Ghum Aik hain
Hum Aik Hain.........................................
Pak Watan ki Izzat Hum ko Apni Jaan se Pyari
Apni Aan hai Is ke Dum se Yeh hai Shan Hamari
Yeh hai Shan Hamari................................
Apne Watan mai Phool aur Shabnam Aik hain
Hm Aik hain..............................................
Saanjhi Apni Khushiyaan aur Ghum Aik hain
Hum Aik hain.............................................
Is Parcham ke Saaye Talay Hum Aik hain
Hum Aik hain..............................................


Singer          : Nayyara Noor
Poet             : Kaleem Usmani
Music          : M.Ashraf
Released      : 1975
Film             : Farz aur Mamta
Remake       : Benjamin Sisters ( 1997 for STN )
                     : Aamir Saleem ( 1997 for Sound Master )
                     : Mahira Sisters ( 1997 )
                     : Hadiqa Kiyani ( 2012 for Yaum-e-Shuhada )

Audio Download here -Is Parcham ke Saaye Talay by Benjamin Sisters 

Is Parcham ke Saaye Talay hum Aik hain by Nayyara Noor-MP3 Free Download-Click here


Free mp3 Download-Is parcham ke Saye talay by Amir Saleem 

Is Parcham ke Saaye talay Hum aik hain by Hadiqa Kiyani-MP3 Free Download-Click here 


Monday, January 9, 2012

Khayal mai ik Roshni hai ( Lyrics & Download )

Khayal mai Ik Roshni hai
Ik Roshni hai..................
Nigah mai ik Zindagi hai
Ik Zindagi hai
Har aik Chehray pe Dilkashi hai
Yeh Dilkashi ab Sada rahay gi
Sada Rahay gi.....................
Khayal mai Ik Roshni hai
Ik Roshni hai..................
Yahi to Sapnon ka aik Ghar hai
Sapnon ka aik ghar hai............
Yahi to Ankhon ki Rah guzar hai
Ankhon ki Rah guzar hai
Yahi Haqeeqat hai Zindagi ki
Yaheen se Manzil Qareeb tar hai
Gulab jese Khilay rukhon par
Barang-e-Mauj-e-Saba rahay gi
Khayal mai Ik Roshni hai
Ik Roshni hai..................
Jo teri Khushbu mai Dhal gaye hain
Teri Khushbu mai Dhal gaye hain........
Woh Saray mausam badal gaye hain
Mausam badal gaye hain.................
Jo Lafz Naghmon mai likh rahay hain
Woh Saray Manzar badal rahay hain
Yahi Hamara Sukhan Rahay ga
Yahi Hamari Dua Rahay gi
Dua Rahay gi..............................
Khayal mai Ik Roshni hai
Ik Roshni hai..................
Nigah mai ik Zindagi hai
Ik Zindagi hai
Har aik Chehray pe Dilkashi hai
Yeh Dilkashi ab Sada rahay gi
Sada Rahay gi.....................
Khayal mai Ik Roshni hai
Ik Roshni hai..................


Singer                   : Benjamin Sisters
Poet                      : Masroor Anwer
Music                   : Nisar Bazmi
Released              : 1981
Pakistan Television Islamabad Center 
Available               : Mere Pakistan EMI National Songs Album 1982 

Khayal mai Ik Roshni hai by Benjamin Sisters-Milli Naghma-MP3 Free Download-Click Here 




Monday, November 14, 2011

Khayal Rakhna ( Lyrics & Download )

naey dinon ki musaafaton ko ujaalna hai (ujaalna hai)
wafa se aasooda saaton ko sambhaalna hai (sambhaalna hai)
ummeed-e-subh-e-jamaal rakhna, khayal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna (x2)


yeh dhoop is ki, yeh chaaon is ki, hamaari daulat (hamaari daulat)
yeh khaak-e-paak is ki apni izzat hai apni azmat (hai apni azmat)

naey dinon ki musaafaton ko ujaalna hai (ujaalna hai)
wafa se aasooda saaton ko sambhaalna hai (sambhaalna hai)
ummeed-e-subh-e-jamaal rakhna, khayal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna (x2)


waqaar is ka kabhi na kam ho, kabhi na kam ho (kabhi na kam ho)
yeh sabz parcham tamaam aalam mein mohtaram ho (han mohtaram ho)

naey dinon ki musaafaton ko ujaalna hai (ujaalna hai)
wafa se aasooda saaton ko sambhaalna hai (sambhaalna hai)
ummeed-e-subh-e-jamaal rakhna, khayal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna (x2)


watan se ham hain, watan hai ham se, khayaal rakhna (khayal rakhna)
chalo mila kar qadam qadam se, khayaal rakhna (khayal rakhna)

naey dinon ki musaafaton ko ujaalna hai (ujaalna hai)
wafa se aasooda saaton ko sambhaalna hai (sambhaalna hai)
ummeed-e-subh-e-jamaal rakhna, khayal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna (x4)




Singer                  : Alamgir & Benjamin Sisters
poet                    : Tahir Parvez
Music                   : Nisar Bazmi
Released              : 1982 ( PTV Karachi Center )
Remake                : Milestones ( in 1993 for STN)
                           : Sequencers ( in 1997 for STN )
                           : Tehseen javed & Benjamin Sisters ( 1997 for Sonic Music )
                           : Siege ( 2011 )