Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Junoon. Show all posts
Showing posts with label Junoon. Show all posts

Thursday, January 17, 2013

Zehni Ghulami Se Kash Hon Hum Azad ( Revolutionary Patriotic Song-Lyrics & Download )

Tapti Dhoop Tale Chhaaon ki hai talash
Talash.................................................
Tapti Dhoop Tale Chhaaon ki hai Talash
Choomain agr yeh Hum Zameen
Chhoolen ge hum Aasma'n
Sochain Agar Hum Abhi
Guzar Jaayen ge Yeh Imteha'n
Nafraton mai Ghiray Nochen Apni hi Lash
Talash....................................................
Jhoot pe jo Palay Aaj hain Woh Udaas
Talash....................................................
Nafraton mai Ghiray Nochen Apni hi Lash
Jhoot pe jo Palay Aaj hain Woh Udaas
Choomain agr yeh Hum Zameen
Chhoolen ge hum Aasma'n
Sochain Agar Hum Abhi
Guzar Jaayen ge Yeh Imteha'n
Zehni Ghulami se.........................
Kash hon hum Azad
Zehni Ghulami se........................
Kash hon Hum Azad
Zehni Ghulami se........................
Kash hon Hum Azad
Zehni Ghulami se........................
Kash hon Hum Azad
Choomain agr yeh Hum Zameen
Chhoolen ge hum Aasma'n
Sochain Agar Hum Abhi
Guzar Jaayen ge Yeh Imteha'n

Singer                : Junoon Group
Lyrics                : Salman Ahmed
Music                : Salman Ahmed
Released           : 1996
Album               : Talash
Zehni Ghulami se Kash hon Hum Azad-Talash by Junoon( Free MP3 Download-Click Here )

Ahtisaab Phir Intekhab......Ahtisaab Bolo Ahtisaab ( Revolutionary Song of Pakistan-Lyrics & Download )


Ahtisab ( 1st Version with Najam Shiraz )
Ahtisab..............Ahtisaab............Ahtisab
Pehle Ahtisaab......................................
Ahtisaab phir Intekhab
Ahtisaab...........Ahtisaab............Ahtisaab
Ahtisaab phir Intekhab
Warna Khooni Inquilaab
Warna Khooni Inquilaab
Ahtisab..............Ahtisaab............Ahtisab
Waarna len ge Intiqaam 
Bhookay Nangay Yeh Awam
Ahtisab..............Ahtisaab............Ahtisab
Ahtisaab phir Intekhab
Ab Insaf to Aam ho 
Ahtisaab Sar-e-Aam ho
Ab Insaf to Aam ho
Ahtisaab Sar-e-Aam ho
Iqtidaar mai on Awam
Warna len ge inteqaam
Bhokkay Nange Yeh Awam
Ahtisaab..............Ahtisaab............Ahtisab
Ahtisaab phir Intekhab
Ahtisaab...........Ahtisaab.............Ahtisaab
Ahtisaab phir Intekhab
Warna Khooni Inquilaab
Warna Khooni Inquilaab

Singers                 : Junoon & Najam Shiraz
Lyrics                  : Salman Ahmed
Music                  : Junoon
Album                 : Ahtisab

Ahtisab ( Version ii )

Dil Ruba Dil nasheen Dil Fareb aur Haseen
Lafz Yeh hon ge Kaheen
Hum ne to Dekhe Nahi
Apne to har Taraf aik hi Tasveer hai
Tum Kaho kia meri Bus Yahi Taqdeer hai
No Sir...........................Na janab
Bus Ahtisab................................................
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Bolo Ahtisaab
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Kaho Ahtisaab............................................
Kitni Ankhen Dekhen gi
Aadhi Sadi Purana Khwaab
No Sir...........................Na janab
Bus Ahtisab................................................
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Bolo Ahtisaab
Kitni baar Pukaren ge 
Zindabad aur Murdabad
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Kitni Aankhen Dekhen gi 
Kitne Chehre Murjhaayen ge
Kitni Sadiyaan Royen ge to
Hansnayke Din Aayen ge
Abhi Kitni Aankhen Soyen gi
Apni Ik Tabeer ko
Kab tak Dhoonday ga Woh Khwaab
har Sawal ka Jawab
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Bolo Ahtisaab...............................................
Kitni Baar Pukaren ge 
Zindabad aur Murdabad
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Bolo Ahtisaab
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Kaho Ahtisaab............................................

Singer          : Junoon Group
Lyrics          : Salman Ahmed
Music          : Junoon
Album         : Ahtisaab
Released     : Nov.1996

Saturday, October 6, 2012

Sitaron Se Agay Jahan Aur Bhi Hain ( Kalam-e-IQBAL-Lyrics & Download )

Sitaron se Agay Jahaa'n Aur bhi hain
Abhi Ishq ke Imtehaa'n Aur bhi hain
Tu Shahee'n hai Parwaz hai Kaam Tera
Tere Samne Aasmaa'n aur bhi hain
Tahi Zindagi se Nahi Yeh Fazaayen
Yahan Sekron Karwaa'n Aur bhi hain
Qana'at Na kar Alam-e-Rang-o-Boo par
Chaman Aur bhi Aashiyaa'n Aur bhi hain
Kisi Rooz-o-Shab mai Ulajh kar na Reh Ja
Ke Tere Zaman-o-Makaa'n Aur bhi hain
Gaye Din ke Tanha tha mai Anjuman Mai
Yahan Ab Mere Razdaa'n Aur bhi hain
Sitaron se Aagay Jahaa'n Au bhi hain
Abhi Ishq ke Imtehaa'n Aur bhi hain

Poet            : Hazrat Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Singer         : Mehdi Zaheer
Music         : Mehdi Zaheer
Released     : 1973
Radio Pakistan Karachi
Re-Arrange: Sajjad Ali ( In 1988 for Pakistan Television Karachi Centre )
                   : Junoon Group ( In 1997 Album Azadi )

Sitaron se Aagay Jahan Aur bhi Hain by Rahat Fateh Ali Khan-Kalam-e-IQBAL-MP3 Download-Click Here 

Sitaron se Agay Jahan Aur bhi hain-Kalam-e-Iqbal-MP3 Download ( Click Here )

Monday, August 6, 2012

Dil Hai Mera Mulk Mera-Loushay Loushay Ta Abad ( Lyrics & Download )

Dil Hai Mera Mulk Mera
Ja Ne Ja Ja Na Ne Ja
Dil Hai Mera Mulk Mera
Ja Ne Ja Ja Na Ne Ja  

Loshay Loshay Ta abad
Balle Balle Ta abad
Jeevay Jeevay Ta abad
Shadma'n Yeh Ta abad
Dil Hai Mera Mulk Mera
Ja Ne Ja Ja Na Ne Ja

Rasta Jo Amn Ka Hai
Dhoond Lein Hum Az saray Nau
Rasta Jo Amn Ka Hai
Dhoond Len Hum Az saray Nau
Az saray Nau, Az saray Nau
Ja Ne Ja Ja Na Ne Na

Loshay Loshay Ta abad
Balle Balle Ta abad
Jeevay Jeevay Ta abad
Shadma'n Yeh Ta abad

Dil Hai Mera Mulk Mera
Ja Ne Ja Ja Na Ne Ja

Aik Naee Manzil Nazar Mein
Dil Mein Taza Walwalah Ho
Aik Naee Manzil Nazar Mein
Dil Mein Taza Walwalah Ho
Walwalah Ho Walwalah Ho
Ja Ne Ja Ja Na Ne Ja

Walwalah Ho Walwalah Ho
Ja Ne Ja Ja Na Ne Ja

Loshay Loshay Ta abad
Balle Balle Ta abad
Jeevay Jeevay Ta abad
Shadma'n Yeh Ta abad

Loshay Loshay Ta abad
Balle Balle Ta abad
Jeevay Jeevay Ta abad
Shadma'n Yeh Ta abad

Dil Hai Mera Mulk Mera
Ja Ne Ja Ja Na Ne Ja
Dil Hai Mera Mulk Tera
Ja Ne Ja Ja Na Ne Ja 



Singer             : Junoon Group
Poet                : Salman Ahmed
Music              : Junoon
Released        : 1998
Album             : Azadi



Saturday, August 4, 2012

Junoon Se Aur Ishq Se Milti Hai Azadi ( Lyrics & Download )

Junoon se aur Ishq se milti hai Azaadi
Qurbani ki banhon mai milti hai Azaadi
Tanzeem Ittehad Imaan 
Quaid ka Farman
Tanzeem , Itehad, Eemaan,
Khaak-e-Pak Meharabaan,
Jaisay Rooh, Jism o Jaan.
Janta Hia Sara Jahan.
Junoon Say, Aur Ishq Sey.
Milti Hia...Azadi
Qurbani Ki Bahoon Mein..milta Hai Azadi.
Junoon Sey Aur Ishq Sey Milti Hia Azadi.
Tauheed, Ijtehad, Nezaam...
Momin Ki Pehchaan,

Tauheed, Ijtehad, Meezan...
Jab Sab Imtehaan,
Zahir o Ghaib Ka Neeeshaan...
Sar Zamaan-e-Pakistan...
Junoon Say, Aur Ishq Sey.
Miti Hai..azadi.
Kurbaani Ki Bahoon Mein,
Milti Hai Azadi,
Junoon Sey Aur Ishq Sey Milti Hai Azadi.
Junoon!
Junoon Say, Aur Ishq Sey.
Milti Hia...Azadi
Qurbani Ki Bahoon Mein.
Milti Hia Azadi.
Junoon Sey Aur Ishq Sey,
Milti Hai Azadi.
Lyrics              : Junoon 
Poet                : Salman Ahmed
Music              : Junoon
Film                : Jinnah

Thursday, May 3, 2012

Josh-e-Junoon ( Milli Naghma-Lyrics & Download )

Josh-e-Junoo'n
Hai Yeh Josh-e-Junoo'n
Hai Yeh Apna Yaqee'n
Jo Tum hai Dum Woh Kisi mai Nahee'n
Chalo Agay Chalo
Yeh hai Pak Zamee'n
K jo Tum mai hai Dum Woh kisi mai Nahee'n
Chalo Aagay Chalo
Yeh hai Pak Zamee'n
Josh-e-Junoon
Josh-e-Junoo'n
Muqaddar Is tarah Jaagay
Qadam Har Dam Barhay Aagay
Tumharay Hoslon se ho Watan ki Ik Nayee Pehchaan
Chalo Agay Chalo
Kahay Pak Zamee'n
Hai yeh Josh-e-Junoo'n
Hai yeh Apna Yaqee'n
K jo Tum mai hai Dum
Woh Kisi mai nahee'n
Josh-e-Junoo'n
Josh-e-Junoo'n
Abhi hai Justuju Baqi
Abhi hai Aarzu Baqi
K Tum Aisi Khilaadi ho
Jo Maarain Gir ke bhi Baazi
Chalo Agay Chalo
Kahay Pak Zamee'n
Hai Yeh Josh-e-Junoo'n
Hai yeh Apna Yaqee'n
K jo Tum mai hai Dam Woh Kisi mai nahee'n
Chalo Agay Chalo
Kahay Pak Zamee'n
Josh-e-Junoon
Josh-e-Junoo'n


Singer            : Ali Azmat
Poet               : Anwer Maqsood
Music            : Shuja Haider
Released       : Feb 2011 ( During World Cup )




Monday, November 21, 2011

Jeenay do Jeenay do ( Lyrics & Download )

Meree hain saree subhen,meree hain shamain...
Phir bhee kioon rakhay koyee apnee hee sansain....
Marzee say likhoonga main apna afsanaaaaaa......
Baten kia karta hay woh na mujh ko batlana
JEENAY DO!
Jeenay do
Jeenay do
Jeenay do,
Jeenay do jeenay do jeenay do jeenay do,
Logon ko zinda rahnay do...rahnay doooo,
Chalnay do chalnay do chalnay do chalnay do,
Sanson ka pahiya chalnay do...chalnay do naaaaa,
Rahnay do rahnay do rahnay do rahnay do,
Aankhon mein sapnay rahnay do...rahnay do naaaaaaaaaa....

Jeenay do jeenay do jeenay do jeenay do,
Logon ko zinda rahnay do.......


Hum kah dengay,sab sun lengay,
Kanton kay sehra say hum phool chun lengay,
Kahtay rahna,suntay rahna,
Panee bhee sun layga,patthar bhee sun lengay,
Kahtay kahtay kahtay ban jayengaay
Baten aisee kar jayengaaaaaaaay,
haaaaaaaaaaaaaaaayyyyyyyy,
Kahnay do kahnay do kahnay do kahnay doooo,
Sun saktay ho to kahnay do,

Jeenay do jeenay do jeenay do jeenay dooo,
Logon ko zinda rahnay do,
JEENAY DO!
Jeenay do,
Jeenay dooooo,
Jeenay do,

Jeenay do jeenay do jeenay do jeenay doooo,
Logon ko zinda rahnay dooooooooooooooooo,
Jeenay do jeenay do jeenay do jeenay doooo,
Logon ko zinda rahnay do,
Chalnay do chalnay do chalnay do chalnay doooo,
Sanson ka pahiya chalnay do....chalnay do naaaaaaa
Rahnay do rahnay do rahnay do rahnay doooooo,
Aankhon men sapnay rahnay do...rahnay do naaaaa

Jeenay do jeenay do jeenay do jeenay do,
Logon ko zinda rahnay do,
JEENAY DO!



Singers     : Sajjad Ali, Ali Azmat, Ali Haider
Released : 2005


Thursday, November 17, 2011

Jazba Junoon ( Lyric & Download )


Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan

Mehnat apni ho gi

Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo

Pakistan hai tumhara

Pakistan hai humara

Apna ghar

Apni sar zameen
Sab kuch hai
Bas yaheen
Itna to hai hum ko yakeen

Barhna hai

Aagey har kadam
Jab tak hai dam mey dam
Ho gi kabhi himmat na kam

Hai jazba junoon

To himmat na haar
Justajoo jo karey woh
Chuay asmaan

Mehnat apni ho gi

Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo

Pakistan hai tumhara

Pakistan hai humara 


Singer      : Junoon Group
Released  : 8th Feb 1996 ( Wills World Cup 1996 )
Music      : Ali Azmat
Album      : Inqaulaab

Jazba Junoon to Himmat na Haar by Junoon-MP3 Free Download-Click Here