Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Milestones. Show all posts
Showing posts with label Milestones. Show all posts

Thursday, October 25, 2012

Watan ( Milestone's Patriotic Song-Lyrics )

Dekho Keh Raha hai kia Mera Man
Mera Dil Meri hai Jan Yeh Watan
Mil kar Rehna hai Isi ke Sung
Yeh Meri Pehchan hai.......................
Hum hi Pasba'n hain han Watan ke
Yahi Maa'n Meri hai Ja'n Azal se
Diye Jalao Apni Chahaton ke
Ik Karavan Hasti ho
Apni Misal Apni ho
Mil kar Rehna hai Is ke Sung
Yeh Meri Pehchan hai
Alum Uthao Apni Himmaton ke
Hathon mai Hath Dosti ho
Ik Khoob Khayal Roshni ho

Singer            : Milestones ( Musical Band )
Poet               : Ali Tim
Music            : Ziyad
Released       : 1994

Thursday, October 4, 2012

Aandhi Aur Tufaan-Patriotic Song by Milstones Tribute to Pakistani Cricket Team ( Lyrics & Download )

Aandhi aur Tufaan
Jeetay Aasman                       
Maida'n ke Khiladi                           
Jeetain, Jaayen Jahan
Bijli ki Tarah
Maaren Har Maidaa'n
Hai Hum ko In pe Naz
In ka Sani Kahan
Yeh Apni Dharti ka Maan
Yeh Sab ke Dil ka Armaan
Millat ko In pe hai Naz
Yeh Jeetain Har Maidan
Har Maidaan................
Yeh Apni Dharti ka Maan                   
Yeh Sab ke Dil ka Armaan
Millat ko In pe hai Naz
Yeh Jeetain Har Maidaan
Har Maidaan
Saathon ki Tarah
Jeet len Har Dafa
Chha Jayan Sab Taraf
Mulk ki hain Pehchaan
Aandhi aur Tufaan
Aandhi aur Tufaan

Singer                : Milestones Band ( Candy )
Poet                  : Ali Tim ( Milestones )
Music                : Milestones
Released           : 1996 ( During World Cup )
Album               : Jaadu


Wednesday, November 30, 2011

Mere Uqaab hain Mere Jahaaz ( Lyrics & Download

Mere Uqaab Aye MereUqaab
Ba Kamaal Mana Jawab
Mere Uqaab hain Mere Jahaaz
Mulk ki hain Shaan mai hi Naaz
Sher in Fizaaon ke
Is Hawaaon ke 
yeh Hoslay
Buland Aasmanon pe yeh Kamand Dalain
Unchie Uraanon ke
Nidar aur Jari hain Mere Uqaab
Falak pe hai Nigah 
Yeh Mere Jahaaz
Samundar hain ya Sath Ya Juda
Kal banain hain Imtehaa'n
Aasma's se pehlay
Jiyalon ka Jahaa'n
Sher in Fizaaon ke
Is Hawaaon ke 
yeh Hoslay
Buland Aasmanon pe yeh Kamand Dalain
Unchie Uraanon ke
Mere Uqaab Mere Jahaaz



Singer      : Milestones
Released  : 1995
Album     : Pakistan Air Force Shaheen 




Monday, November 14, 2011

Khayal Rakhna ( Lyrics & Download )

naey dinon ki musaafaton ko ujaalna hai (ujaalna hai)
wafa se aasooda saaton ko sambhaalna hai (sambhaalna hai)
ummeed-e-subh-e-jamaal rakhna, khayal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna (x2)


yeh dhoop is ki, yeh chaaon is ki, hamaari daulat (hamaari daulat)
yeh khaak-e-paak is ki apni izzat hai apni azmat (hai apni azmat)

naey dinon ki musaafaton ko ujaalna hai (ujaalna hai)
wafa se aasooda saaton ko sambhaalna hai (sambhaalna hai)
ummeed-e-subh-e-jamaal rakhna, khayal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna (x2)


waqaar is ka kabhi na kam ho, kabhi na kam ho (kabhi na kam ho)
yeh sabz parcham tamaam aalam mein mohtaram ho (han mohtaram ho)

naey dinon ki musaafaton ko ujaalna hai (ujaalna hai)
wafa se aasooda saaton ko sambhaalna hai (sambhaalna hai)
ummeed-e-subh-e-jamaal rakhna, khayal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna (x2)


watan se ham hain, watan hai ham se, khayaal rakhna (khayal rakhna)
chalo mila kar qadam qadam se, khayaal rakhna (khayal rakhna)

naey dinon ki musaafaton ko ujaalna hai (ujaalna hai)
wafa se aasooda saaton ko sambhaalna hai (sambhaalna hai)
ummeed-e-subh-e-jamaal rakhna, khayal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna (x4)




Singer                  : Alamgir & Benjamin Sisters
poet                    : Tahir Parvez
Music                   : Nisar Bazmi
Released              : 1982 ( PTV Karachi Center )
Remake                : Milestones ( in 1993 for STN)
                           : Sequencers ( in 1997 for STN )
                           : Tehseen javed & Benjamin Sisters ( 1997 for Sonic Music )
                           : Siege ( 2011 )