Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Karavan. Show all posts
Showing posts with label Karavan. Show all posts

Wednesday, November 20, 2013

Chhu Len Ge Manzil Ko Hum ( Patriotic Song-Lyrics & Download )

Sholay ki Garmi le ke Jaayen ge
Pyar ki Narmi le ke Jaayen ge
In hi Raahon par kyee Hum Safar Aise bhi Aayen ge
Saathi Bun Jaayen ge...........................
Jaayen ge Aise Aagay himmat se
Chhaayen ge Apni poori Taqat se
Kye Aashna Kyee Ajnabi Aise bhi Aaen ge
Sathi Bun Jaayen ge
Chhu len ge
Chhu len ge Har Dil ko Hum
Chhu len ge
Chhu len ge Manzil ko Hum
Kidhar Hum Chalen
Udhar hi Chalen
Jahan Sara Jahan
Hum hain Woh Karavan
Hum hain Woh Karavan
Hum hain Woh Karavan
Hum hain Woh Karavan
Chhu len ge
Chhu len ge Har Dil ko Hum
Chhu len ge
Chhu len ge Manzil ko Hum
Chhu len ge Manzil....Manzil ko Hum
Chhu len ge Manzil ko Hum


Singer               : Karavan Band
Music               : Karavan
Album              : Sara Jahan
Released          : 2009


Chhu Len ge Manzil ko Hum by Karavan-Patriotic Song-MP3 Free Download-Click Here 

 




Wednesday, September 26, 2012

Yeh Zindagi Hai Is Mai Khushi Hai ( National Song-Lyrics & Download )

Dekho Aaj Kal Yeh kia ho raha hai
Jahan bhi Dekho Tufaa'n sa Utha hai
Mujhe to bus Ab Aik Dar sa Laga hai
Janay Kab Kis ko Yahan kia hojaye
Aao Hum Sab Mil Jaayen Aik Sath
Tor Daalen Nufrat ki Deewar
Yeh Zindagi hai
Is mai Khushi hai
Mil ke Sath Rahen Hum Sada
Sath hum Chalen ge aur Mil kar Rahen ge
To Koi Na hoga Juda
AgarHum Youn hi Aapas mai Laren ge
To Khud hi Socho ke kese Rahen ge
Ab Hum par Waqt Kuch Aisa Para hai
Ke Kuch Na Karna Yahi Khud Kushi hai
Aao Hum Sab Mil Jaayen Aik Sath
Tor Daalen Nufrat ki Deewar
Yeh Zindagi hai
Is mai Khushi hai
Mil ke Sath Rahen Hum Sada
Sath hum Chalen ge aur Mil kar Rahen ge
To Koi Na hoga Juda

Singer        : Barbarians
Poet          : Asad
Released   : 1993
Music Channel Chart
Remake    : Karavan 
Released   : 2002
Album       : Gardish
Asad of Karavan was in Barbarians with Keith 

Yeh Zindagi Hai by Karavan ( MP3 Download )


Saturday, May 5, 2012

Aagay hi Aagay ( Milli Naghma-Lyrics & Download )

Aagay hi Aagay
Aagay hi Aagay
Aagay hi Aagay 
Aagay hi Aagay 
Jaain ge Aagay hi Aagay
Apna koi Jaadu to jaagay
Sanson ko Sahil to Milay
Nainon ko Manzil to milay
Yeh Zamee'n kehti hai
Aasman ho jai
Meharbaa'n ho jai
Shadman ho jai
Javedan ho jai
Karawan ho jai
Aagay hi Aagay 
Aagay hi Aagay
Aagay hi Aagay
Aagay hi Aagay
Subhain hain is Sunheri
Shamain bhi hain Is ki Gehri
Har Gosha Khushbu mai Basa
Hai Yahi Rehne ki Jaga
Yeh kehti hai
Aasmaán ho jai
Meharbaa'n ho jai
Shadmaán ho jai
Javedaán ho jai
Karawaan ho jai
Aagay hi Aagay
Duur chalen nayee shan shaan se
Shaan se Aan se
Chalen Naye Rang se Dhang se
Karawaan chalay'....................
Aagay hi Aagay 
Aagay hi Aagay
Chalna hai Mil ke Yeh Jaano
Jaana hai Aagay Jawano!
Apni to chahat hai Yahi
Apni to Izzat hai Yahi
Aasmaan ho jai
Meharbaa'n ho jai
Shadmaán ho jai
Javedaán ho jai
Karawaán ho jai
Aasmaa'n ho jai
Meharbaa'n ho jai
Shadmaa'n ho jai
Javedaa'n ho jai
Karawaa'n ho jai
Aasmaa'n ho jai
Meharbaa'n ho jai
Shadmaa'n ho jai
Javedaa'n ho jai
Karawaa'n ho jai
Aagay hi Aagay
Aagay hi Aagay
Aagay hi Aagay 
Aagay hi Aagay 

Singer                : Karavan
Released            : 2002
Album               : Gardish


Agay hi Agay by Karavan Band-MP3 Free Download-Click Here