Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Rage. Show all posts
Showing posts with label Rage. Show all posts

Thursday, September 20, 2012

Mere Par Na Bandho Mujhe Urnay Do-Rage Band ( Lyrics & Download )

Mere Par Na Baandho
Mujhe Urnay Do
Mere Par Na Baandho
Mujhe Urnay Do
Muhabbat ko Safar Karne Do
Muhabbat ko Safar Karne Do
Muhabbat ko Safar Karne Do
Jahan se Jahan tak Yeh Zamee'n hai
Saari ki Saari Yeh Hasee'n hai
Mai Khushbu hoon 
Mujhe Phelne Do
Mere Par Na Baandho
Mujhe Urnay Do
Zamee'n se Aasmaa'n Tak
Imtehaa'n Tak
Wus'aten Yeh Manzilen aur Yeh Faaslay
Tay Karnay Do
Tay Karne Do
Mere Par Na Baandho
Mujhe Urnay Do
Muhabbat ko Safar Karne Do
Muhabbat ko Safar Karne Do
Muhabbat ko Safar Karne Do

Singer        : Rage Band
Lyrics        : Sabir Zafar
Music        : Salman Haidery (Rage Band)
Released   : 2003 ( SAF Games Song )
Mere Par na Baandho by Rage Band ( MP3 Download Here ) 

Wednesday, September 19, 2012

Meer-e-Karavan ( Pakistan Air Force Song-Rage Band-Lyrics )

Jab bana Shaheen tu
Rukh Fiza ki Phir Gaey
Badlon ki Ghan Garaj
Dushmanon ke Dil Hiley
Ab Baney Rashid koi(Rashid minhas)
Chaheyen wo Hosley
Duur tak Nigah mai
Bekaraa'n hain Silsiley

Ban ke Meer-e-Karwan
Karwan ke Sath Chal
Ban ke Meer-e-Karwan
Karwan ke Sath Chal

Tu ne Pyar ke Diye Jalaey jo Nigah me
Kitney Dil kisey Khabar
Bichey hain jo Teri Raah me
Chain hai Nazar ka Tu
Dilon ka Tu Qarar hai
Jaan hai Watan ki Tu
Yeh Watan Teri Jaan hai

Ban ke Meer-e-Karwa'n
Karwa'n ke Sath Chal

Le ke Apne Hath me
Gulshan-e-Hayat Chal 
Tere Sath Sath to 
Hai Khuda ki Zaat Chal

Ban ke Meer-e-Karwan
Karwan ke Sath Chal
Ban ke Meer-e-Karwan
Karwan ke Sath Chal

Ban ke Meer e Karwan
karwan ke sath chal
ban ke meer e karwan
karwan ke sath chal

Goonjti hain Bijliyan
Aa rahey hain Zalzaley
Aandhiyon ka Zor hai
Dushmanon ke Dil hiley

Ban ke Meer-e-Karwan
Karwan ke Sath Chal
Ban ke Meer-e-Karwan
Karwan ke Sath Chal

Singer           : Rage Band
Poet              : Salman Haidery ( Rage Band )
Music           : Rage Band
Released      : 6th Sept.1997
Thanks to Brother Salman Haidery ( Rage Band ) He gave Me Lyrics of this Song.
 

Tuesday, August 7, 2012

Mera Pakistan ( Milli Naghma by Rage Band-Lyrics & Download )

Meri Jaan Pakistan
Yeh Dharkanen Mil Jane do
Phir koi Baat ho
Bhujte Diye Jal jayen to
Roshan Har Raat ho
Meri Teri Pehchan
Mera Tera Pakistan
Kion Is Tarah Hum Jiyen
Koi to Pehchaan ho
Girton ko Thaam len
Aisa koi Haath ho
Meri Teri Pehchan
Mera Tera Pakistan
Chhuna chahen Aasaa'n Hum Sab hi
Bhool jayen na Is Zamee'n ko Kabhi
Kuch kehna chahoon Khwaab ko
Mere bus mai Nahi
Sitaray Bichhaaon Raahon mai
Din Yeh Niklay Yaheen
Mil ke Qadam Hum Uthayen to
Mushkil Aasaan ho
Bhujte Diye Jal Jayen to 
Roshan har Raat ho
Dena Chahen Apni Jaa'n Hum Sab hi
Nikalna hai Is ko to Kabhi na Kabhi
Parday Utha do Aankh se 
Kuch to Dekhen Yaheen
Din karna chahen Raat ko
Par Yeh bus mai Nahi
Tufanon ko jo mor de
Aisa Insaan ho
Meri Jaan.......................Pakistan
Meri Teri Pehchan
Mera Tera Pakistan

Singer             : Rage
Music             : Rage
Released         : 2005
Album            : Deewana


 Audio Download here:
Mera Pakistan by Rage Band-MP3 Free Download-Click Here