Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Khalil Ahmed ( Musician ). Show all posts
Showing posts with label Khalil Ahmed ( Musician ). Show all posts

Sunday, November 4, 2012

Yeh Pakistan Hamara Hai ( Qaumi Naghma-Lyrics )

Yeh Pakistan Hamara Hum ko Pyara hai
Ke Jese Chand ki Baanhon mai Tara hai
Yeh Pakistan Hamara Hum ko Pyara hai
Ke Jese Chand ki Baanhon mai Tara hai
Hamara Yeh Watan Allah ki Naimat hai
Hamara Yeh Watan Hum Sab ki Izzat hai
Hamara Yeh Watan Har Jan se Pyara hai
Ke Jese Chand ki Baanhon mai Tara hai
Yeh Pakistan Hamara Hum ko Pyara hai
Ke Jese Chand ki Baanhon mai Tara hai
Hamara Yeh Watan hai Zinda Tabinda
Yahan ka Aik Ik Zarra hai Rakhshinda
Hamen Pyara Har Ik Is ka Nazara hai
Ke Jese Chand ki Baanhon mai Tara hai
Yeh Pakistan Hamara Hum ko Pyara hai
Ke Jese Chand ki Baanhon mai Tara hai
Hamara Har Jawaa'n Jur'at ki hai Tasveer
Hamare Seenon mai Imaan ki Zanjeer
Hamara Rehnuma Qur'an Hamara hai
Ke Jese Chand ki Baanhon mai Tara hai
Yeh Pakistan Hamara Hum ko Pyara hai
Ke Jese Chand ki Baanhon mai Tara hai

Singer                 : Children 
Poet                   : Khalil Ahmed
Music                 : Khalil Ahmed
Released            : 1985
Pakistan Television Karachi Center.

Friday, November 2, 2012

Hey Jamalo...............Hey Jamalo ( Qaumi Naghma-Lyrics )

Hey Jamalo................Hey Jamalo
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Ik Naghma Suno Aaj Naya
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Saazon pe Naya Raag Chhira
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Allah ne Bakhshi hai Yeh Azadi ki Naimat
Allah ne Bakhshi hai Yeh Azadi ki Naimat
Is Des ki Hum Sab ke Dilon mai hai Muhabbat
Is Des ki Hum Sab ke Dilon mai hai Muhabbat
Qaaim Rahe Yeh Pyar Sada
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Yeh Apna Watan Zinda hai Aur Zinda Rahe ga
Yeh Apna Watan Zinda hai Aur Zinda Rahe ga
Har Daur mai Yeh Rakhshinda-o-Tabindah Rahe ga
Har Daur mai Yeh Rakhshinda-o-Tabindah Rahe ga
Har Zarra Yeh Deta hai Sada
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Lehratay huwe Chand  Sitaray ki Ada Dekh
Lehratay huwe Chand Sitaray ki Ada Dekh
Kirnon ki Tarah Roshan-o-Taba'n hai Zara Dekh
Kirnon ki Tarah Roshan-o-Taba'n hai Zara Dekh
Qaaim Rahe Parcham ki Zaya
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Ik Naghma Suno Aaj Naya
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Saazon pe Naya Raag Chhira
Hey Jamalo................Hey Jamalo
Hey Jamalo................Hey Jamalo

Singer            : Child Artists
Poet              : ?
Music            : Khalil Ahmed
Released       : 1984
Pakistan Television Karachi Cener.

Gulzar Bana Den Ge ( Milli Naghma-Lyrics )

Gulzar Bana Den ge
Gulzar Bana Den ge
Is Chand Zamee'n ko Hum
Is Chand Zamee'n ko Hum
Taaron se Saja Den ge
Taaron se Saja Den ge
Ik Chand Ik Tara hai
Ik Chand Ik Tara hai
Lehrata huwa Parcham
Lehrata huwa Paarcham
Ailan Hamara hai
Ailan Hamara hai
Kirnon ke Isharay hain
Kirnon ke Isharay hain
Yeh Chand Hmara hai
Yeh Chand Hamara hai
Hum is ke Sitare hain
Hum is ke Sitare hain
Tameer ki Surat hai
Tameer ki Surat hai
Is Des ka Har Baccha
Is Des ka har Baccha
Tabeer ki Surat hai
Tabeer ki Surat hai
Pehchan Hamari hai
Pehchan Hamari hai
Yeh Pak Zamee'n Yaaro!
Yeh Pak Zamee'n Yaroo!
Dil Jan Hamari hai
Dil Jan Hamari hai
Ab Farz Hifazat hai
Ab Farz Hifazat hai
Yeh Pak Watan Apna
Yeh Pak Watan Apna
Allah ki Amanat hai
Allah ki Amanat hai
Gulzar Bana Den ge
Gulzar Bana Den ge
Is Chand Zamee'n ko Hum
Is Chand Zamee'n ko Hum
Taaron se Saja Den ge
Taaron se Saja Den ge

Singer         : Child Artists
Poet           : ?
Music         : Khalil Ahmed
Released    : 1984
Pakistan Television Karachi Center.