Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Showing posts with label Nahid Niazi. Show all posts
Showing posts with label Nahid Niazi. Show all posts

Monday, September 1, 2025

Very Rare East Pakistani Patriotic Song

تحریکِ پاکستان میں پیش پیش خطہ مشرقی بنگال جو ون یونٹ کے بعد مشرقی پاکستان کہلایا وہاں کے مایہ ناز فنکار عباس الدین احمد، عبدالحلیم، سہراب حسین اور پاکستان کی اولین ہندو فنکارہ جھونوبھومک کی مشترکہ آوازوں میں ابتدائی دور کا ایک پرجوش ملی نغمہ " اللہﷻپاک رسولﷺ پاک، پاک قرآن، پاک پاکستان پاک پاکستان"جو نظریہ ء پاکستان کا امین بھی ہے ۔ بنگلہ زبان میں ہونے کے باوجود اردو سمجھنے والوں کے لیے بھی آسان ۔ اس نغمے سے اندازہ لگایا جاسکتا ہے کہ ابتدائی دور میں بھی نظریہ ء پاکستان کتنی اہمیت کا حامل تھا اور پھر مشرقی پاکستان کے فنکار کس حب الوطنی کے ساتھ ملی نغمے گا کر پاکستان سے اپنی محبت کا اظہار کرتے تھے ! آج یوم ِ پاکستان کے موقع پر میرے گراموفون کلیکشن سے آپ سب کی نذر :) Pakistani Patriotic Song

Sunday, January 20, 2013

Aye Watan Ki Zindagi Watan Ko Tujh Se Pyar Hai ( Watan ka Naghma-Lyrics )

Aye Watan ki Zindagi Watan ko Tujh se Pyar hai
Jan hai Watan ki Tu Watan Tere Nisar hai
Aye Watan ki Zindagi Watan ko Tujh se Pyar hai
Jan hai Watan ki Tu Watan Tere Nisar hai
Is Qadar Musibaten Akeli Jan ke Liye
Sar Bakaf hai Jab se Tu Watan ki Aan ke Liye
Watan ki Aan ke Liye....Watan ki Aan ke Liye
Watan ki Aan ke Liye....Watan ki Aan ke Liye
Aan Qaum ki hai Tu
Watan ka Tu Waqar hai
Aye Watan ki Zindagi Watan ko Tujh se Pyar hai
Jan hai Watan ki Tu Watan Tere Nisar hai
Pyar Tere Sath hai Duaen Tere Sath hain
Pyar Tere Sath hai Duaen Tere Sath hain
Aur Teri Qaum ki Wafaayen Tere Sath hain
Aur Teri Qaum ki Wafaayen Tere Sath hain
Tere Sath har Ghari Nigah-e-Kirdgar hai
Aye Watan ki Zindagi Watan ko Tujh se Pyar hai
Jan hai Watan ki Tu Watan Tere Nisar hai

Singer           : Nahid Niazi
Poet              : Tufail Hushiyarpuri
Music           : Ghulam Abbas Chishti
Released      : 1961

Friday, April 13, 2012

Apne Watan ki Shan Yahi Hai Aye Nazr-e-Watan

Apne Watan ki Shan Yahi hai
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan
Koi Baat paray to Jaan karen Qurban
Apne Watan se kar ke Muhabbat Bahar kitni layen
Apna Farz baja laye hain tujh pe kia Ahsaan
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan
Jan-e-Watan ka hai yeh Taqaza har Lehza har Aan
Apne Watan ki Khidmat mai Izz-o-Aalishan
Apne Watan ki Shan Apne Watan ki Shan
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan
Koi baat paray to Jaan karen Qurban
Apna yahi dunya se TaalqApni yeh Pehchan
Dil mai bhi hai Lab par bhi Har dam Pakistan
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan

Apne Watan ki Shan Yahi hai
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan


Singer     : Zubaida Khanum & Naheed Niazi
Poet       : Jamil uddin Aali
Released : 1966
Radio Pakistan Karachi