Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Wednesday, January 30, 2013

Naye Daur Ke Naye Afsanay ( Motivational Song by Kashmir Band-Lyrics )

Naye Daur ke Naye Fasanay
Kahan hain Din Woh Kahan Zamanay
Naye Daur ke Naye Fasanay
Kahan hain Din Woh Kahan Zamanay
Kahan Gaye Woh Log Puranay
Kahan Gaye Woh Log Puranay
Lage hain Sab hi Aankh Churanay
Naye Daur ke Naye Fasanay
Kahan hain Din Woh Kahan Zamanay
Jhoot Be Imani aur Rishwat
Be Insafi se bhi Nafrat
Jinhen thi Mulk-o-Qaum se Muhabbat
Kahan Gaye Woh Log Deewane
Naye Daur ke Naye Fasanay
Kahan hain Din Woh Kahan Zamanay
Insaf ki thi Jinhen Aadat
Usoolon ke bhi jo thay Dawar
Khauf-e-Khuda rehta tha Har Dum
Zulm Na karte thay Woh Na Haq
Naye Daur ke Naye Fasanay
Kahan hain Din Woh Kahan Zamanay
Naye Daur ke Naye Fasanay
Kahan hain Din Woh Kahan Zamanay
Kahan Gaye Woh Log Puranay
Kahan Gaye Woh Log Puranay
Lage hain Sab hi Aankh Churanay
( Change Over )
Hum hi hain Woh Log Deewane
Hum hi hain Woh Log Puranay
Hum hi se hain Din Yeh Suhanay
Hum hi hain Woh Puranay
Hum hi hain Woh Log Deewane
Naye Daur ke Naye Fasane
Kahan hain Din Woh Kahan Zamanay


Singer              : Kashmir Band
Poet                : ?
Music              : Iftikhar Malik
Released         : 1991
Album             : Naya Daur ( Released by Shalimar Music Company )




Azadi Ke Geet-Laser Band ( Patriotic Song-Lyrics )

Tooteen Jab Zanjeeren Saari
Zulm ke Bandhan Toot gaye
Un Sab ke Naam Pyar ki Shamen
Rah-e-Wafa mai Jo Lut gaye
Azadi ka Suraj Nikla
Baad-e-Bahari Chha gyee
Azadi ke Geet Sunane
Har Dar par Koil Aa gyee
Azadi ke Geet Sunane
Har Dar par Koil Aa gyee
Azadi ki Subha hui hai
Har Simt Ujala Phela hai
Roshan Chehre Roshan Aankhen
Aaj to Har Soo Mela hai
Azadi ke Geet Sunane
Har Dar par Koil Aa gyee
Azadi ke Geet Sunane
Har Dar par Koil Aa gyee
Pyar ke Saare Deep Jala kar
Aage Barhte Jayen Hum
Sachhayee ka Alum Utha kar
Har Aandhi se Takraayen Hum
Dekho Tum Yeh Bhool Na jana
Abhi Manzil Duur hai
Har soo jo Panah de ga
Woh Sahil Tu hai
Azadi ke Geet Sunane
Har Dar par Koil Aa gyee
Azadi ke Geet Sunane
Har Dar par Koil Aa gyee
Azadi ki Subha hui hai
Har Simt Ujala Phela hai
Roshan Chehre Roshan Aankhen
Aaj to Har Soo Mela hai
Azadi ke Geet Sunane
Har Dar par Koil Aa gyee
Azadi ke Geet Sunane
Har Dar par Koil Aa gyee
Azadi.............................Azadi
Azadi.............................Azadi


Singer            : Laser Band
Released       : 1996
Album          : Hey Hey



Mast Qalander Laal Qalander Jeeway Pakistan ( Patriotic Song-Lyric )

Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan
Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan
Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan
Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan
Dil Khol kar Mai Rakh doon
Ya Jigar de doon Aaj
Apne Watan ki Khidmat kar ke Gera Jitya Pal
Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan
Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan
Sur mai Meri Baaten Yaaron
Saamjh lo Meri Baat
Taan ke Seena Chalna hai Hum ko
Shan Apni Dikha do Tum
Ke Sab se Pyara Watan
Allh se Lau Laga lo Tum
Ho Ho Ho.....Jiyo Jiyo Saal
Hp Ho Ho.....Jiyo Jiyo Saal
Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan
Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan
Lal Shahbaz ke Rozay par 
Mangi Dua Mai ne
Watan ko Roshan Tar Kar De 
Allah.........................................
Ghazi ya Shaheed hon Hum
Watan pe Sab Qurban
Utha De hum ko Aage ai Barhna
Ho Ho Ho......Jiyo Jiyo Saal
Ho Ho Ho......Jiyo Jiyo Saal
Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan
Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan
Dil Khol kar Mai Rakh doon
Ya Jigar de doon Aaj
Apne Watan ki Khidmat kar ke Gera Jitya Pal
Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan
Mast Qalander Lal Qalander Jeeway Pakistan

Singer          : Laser Band
Music          : Zia & Raza 
Released     : 1997 ( Golden Jubilee )
Album         : Tera Dupatta Peela

Mast Qalandar Laal Qalandar jeeway Pakistan by Laser Band-Golden Jubilee Patriotic Song-MP3 Free Download-Click Here



Monday, January 28, 2013

Aye Mere Kashmir ( Kashmir Solidarity-Lyrics & Download )

Kinchi hui hai Dil pe Mere Khooni Surkh Lakeer
Khooni Surkh Lakeer......................................
Tu hi Bata de Kab Tute gi 
Paaoen ki Zanjeer..........................................
Aye Mere Kashmir......Aye Mere Kashmir
Wapis Kar de Mujh ko 
Mere Khwaabon ki Taaber..........................
Aye Mere Kashmir.....Aye Mere Kashmir
Tere Chaman mai Aag Lagi hai
Khoon se hai Dilgeer
Dozakh Banti Jannat ki Tasveer
Aye Mere Kashmir......Aye Mere Kashmir
Tera Naam Zuban se Nikle
Dil pe Lage hai Teer
Aye Mere Kashmir......Aye Mere Kashmir
Jeene Wale Jab Nakaren ge
Marne ki Tadbeer
Soch Na Badle Waqt Na Badle
Kia Badle Taqdeer
Aye Mere Kashmir......Aye Mere Kashmir
Rotay Rotay Doob Na jaye
Aah ki Taseer..........................................
Aye Mere Kashmir......Aye Mere Kashmir


Singers           :  Noor Jehan & Akhlaq Ahmed
Lyrics             :  Habib Jalib
Music             :  A.Hameed
Film               :  Yeh Aman



Aye Mere Kashmir by Noor Jehan & Akhlaq Ahmed-MP3 Free Download-Click Here



Hum Sahara Hain ( Kashmir Solidarity Song-Lyrics )

Amn Sahara hai............Amn Sahara hai
Tum Amal ka Isteaara...Hum Sahara hain
Thaam lo Baazu Hamara Hum Sahara hain
Amn Sahara hai............Amn Sahara hai
Waqt ne jin ko bana dala hai Hasrat ka nisha'n
Bhar diya hai jin ki Aankhon mai Dhuwan
Kia huwa Tareek hai jo un ke Sar pe Aasman
Hum Sitara hain.............Hum Sitara hain
Kaavish-e-Pehum mai posheeda hai Azadi ka raaz
Azm ke Pekar ho Tum par Nau-e-Insani ko Naz
Jang ho ya Amn ho jo bhi Tumhara ho Mahaaz
Amn Sahara hai................Amn Sahara hai
Ao Barh kar Subh-e-Azadi ka Matha Choom len
Ab Tumhari Muntazir hai Do Qadam par Manzilen
Hath mai jab Hath ho phir hon jitni Mushkilen
Sab Gawara hai..........................Sab Gawara hai
Amn Sahara hai..........................Amn Sahara hai
Hum Sahara hain........................Hum Sahara hain

Singer        : Khadijah Haider
Poet          : ?
Released   : 2011

Sunday, January 20, 2013

Mere Watan Ke Ghaziyo! Tumhare Sath Hai Khuda ( Jangi Tarana-Lyrics )

Mere Watan ke Ghaziyo!
Tumhe Kisi ka Khauf kia
Tumhare Sath hai Khuda
Tumhare Sath hai Khuda
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Mere Watan Ke Ghaziyo!
Tumhare Har Jawan ka 
Jalal Be Misal hai
Kare koi Muqabla 
Kisi ki kia Majaal hai
Yeh Kainaat Aazma Chuki hai Tum ko Barhaa
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Mere Watan Ke Ghaziyo!
Tumhe Kisi ka Khauf kia
Tumhare Sath hai Khuda
Tumhare Sath hai Khuda
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Mere Watan Ke Ghaziyo!
Qadam jo Tum Barhao ge 
Kabhi Khuda ki Raah mai
Samajhna Apne Aap ko 
Rasool(SaW) ki Panah mai
Tumhari Rehbari ko Aayen ge Shaheed-e-Karbala
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Mere Watan Ke Ghaziyo!
Tumhe Kisi ka Khauf kia
Tumhare Sath hai Khuda
Tumhare Sath hai Khuda
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Mere Watan Ke Ghaziyo!
Alum Tum Apna Dushmanon ke  
Dil mai Jaake Gaar do
Pahaar bhi ho Samanay to 
Us ko bhi Pichhaar do
Zameen to Phir Zameen hai 
Kahe Falak bhi Marhaba
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Mere Watan Ke Ghaziyo!
Tumhe Kisi ka Khauf kia
Tumhare Sath hai Khuda
Tumhare Sath hai Khuda
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Tu'Izzu Man Tashaa-o-Wa Tuzillu Man Tashaa
Mere Watan Ke Ghaziyo!

Singer           : Masood Raan & Chorus
Poet              : Fayyaz Hashmi
Music           : Nisar Bazmi
Released      : 1971 ( During War for Radio Pakistan )
Film             : Sarhad ki Goad mai ( 1973 )

Meri Wadi Meri Basti Mere Mehboob Watan ( Mili Naghma-Lyrics )

Meri Wadi Meri Basti Mere Mehboob Watan
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay
Tu Shama Hum Tere Parwanay Hamen Teri Lagan 
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay
Tere Pathar Nahi Rukhsar hain Haseenon ke
Tere Zarron mai Chhupay Chehray Mah Jabeenon ke
Tere Chashmon ne Ghataaon ke Hont Choomay hain
Teri Jheelon ke Kinaaron pe Pyar Jhoomay hai
Sada Qaayem Rahe Daayem Rahe Yeh Tera Aman
Sada Qaayem Rahe Daayem Rahe Yeh Tera Aman   
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay
Teri Nadya hai ke Mehboob ki Bal Khaati Kamar
Tere Jalway ke Mere Yaar ki hai Tirchhi Nazar
Teri Har Shaam ke Maathay par hai Rang Dilbar ka
Teri Shabnam hai Paseena Tere Bahadur ka
Jahan ke Husn ko Sharmaaye Teri Banki Phaban
Jahan ke Husn ko Sharmaaye Teri Banki Phaban 
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay

Singer           : Iren Parveen & Munir Hussain
Poet              : ?
Music           : Safdar Hussain
Film             : Khybar Pass
Released      : 1964   
 

Aye Watan Ki Zindagi Watan Ko Tujh Se Pyar Hai ( Watan ka Naghma-Lyrics )

Aye Watan ki Zindagi Watan ko Tujh se Pyar hai
Jan hai Watan ki Tu Watan Tere Nisar hai
Aye Watan ki Zindagi Watan ko Tujh se Pyar hai
Jan hai Watan ki Tu Watan Tere Nisar hai
Is Qadar Musibaten Akeli Jan ke Liye
Sar Bakaf hai Jab se Tu Watan ki Aan ke Liye
Watan ki Aan ke Liye....Watan ki Aan ke Liye
Watan ki Aan ke Liye....Watan ki Aan ke Liye
Aan Qaum ki hai Tu
Watan ka Tu Waqar hai
Aye Watan ki Zindagi Watan ko Tujh se Pyar hai
Jan hai Watan ki Tu Watan Tere Nisar hai
Pyar Tere Sath hai Duaen Tere Sath hain
Pyar Tere Sath hai Duaen Tere Sath hain
Aur Teri Qaum ki Wafaayen Tere Sath hain
Aur Teri Qaum ki Wafaayen Tere Sath hain
Tere Sath har Ghari Nigah-e-Kirdgar hai
Aye Watan ki Zindagi Watan ko Tujh se Pyar hai
Jan hai Watan ki Tu Watan Tere Nisar hai

Singer           : Nahid Niazi
Poet              : Tufail Hushiyarpuri
Music           : Ghulam Abbas Chishti
Released      : 1961

Apni Jang Rahe Gi ( Jangi Tarana-Lyrics )

Jab tak Chund luteray
Mere Watan ko Gheray hain
Apni Jang Rahe gi
Apni Jang Rahe gi
Jab tak Chund luteray
Mere Watan ko Gheray hain
Apni Jang Rahe gi
Apni Jang Rahe gi
Suraj ki Kirnon ka Rasta
Rokne Walon Sun lo
Rokne Walon Sun lo
Sau Deewaren Chun lo
Suraj ki Kirnon ka Rasta
Rokne Walon Sun lo
Rokne Walon Sun lo
Sau Deewaren Chun lo
Jab tak Is Nagri mai
Chaaron Oar Andhere hain
Apni Jang Rahe gi
Apni Jang Rahe gi
Azadi ke har Dushman ke
Sar par Maut Khari hai
Sar par Maut Khari hai
Dunya Jaag pari hai
Azadi ke har Dushman ke
Sar par Maut Khari hai
Sar par Maut Khari hai
Dunya Jaag pari hai
Jab tak Is Waadi mai 
Zulm-o-Sitam ke Deray hain
Apni jang Rahe gi
Apni Jang Rahe gi

Singer          : Mehdi Hassan & Chorus
Poet            : Habib Jalib
Music          : A.Hameed
Film            : Yeh Amn
Released     : 1971

Aye Gham-e-Jahan ( Motivational Song-Lyrics)

Aye Gham-e-Jahan Nach
Khalq Be Zuban Nach
Nach.........Nach....Nach
Na Be Basi ke Jaal Bun
Sada-e-Be Nawa ko Su
Ghamon ki Baj rahi hai Dhun
Yeh Waqt ki hai Taan Nach
Aye Gham-e-Jahan Nach
Khalq Be Zuban Nach
Nach.........Nach....Nach
Labon se La Ilah Uthay
Dilon mai Zalzala Uthay
Labon se La Ilah Uthay
Dilon mai Zalzala Uthay
Adu bhi Tilmila Uthay
Pukar Al-Amaan Nach
Aye Gham-e-Jahan Nach
Khalq Be Zuban Nach
Nach.........Nach....Nach
Jo Dagh hai jbeen par
Laga le Aahisteen par
Qadam Jama Zameen par
Utha ke Aasman Nach
Aye Gham-e-Jahan Nach
Khalq Be Zuban Nach
Nach.........Nach....Nach

Singer        : Mala & Munir Hussain
Lyrics        : Habib Jalib
Music        : Rasheed Atre
Film           : Zarqa
Released   : 1969

Thursday, January 17, 2013

Zehni Ghulami Se Kash Hon Hum Azad ( Revolutionary Patriotic Song-Lyrics & Download )

Tapti Dhoop Tale Chhaaon ki hai talash
Talash.................................................
Tapti Dhoop Tale Chhaaon ki hai Talash
Choomain agr yeh Hum Zameen
Chhoolen ge hum Aasma'n
Sochain Agar Hum Abhi
Guzar Jaayen ge Yeh Imteha'n
Nafraton mai Ghiray Nochen Apni hi Lash
Talash....................................................
Jhoot pe jo Palay Aaj hain Woh Udaas
Talash....................................................
Nafraton mai Ghiray Nochen Apni hi Lash
Jhoot pe jo Palay Aaj hain Woh Udaas
Choomain agr yeh Hum Zameen
Chhoolen ge hum Aasma'n
Sochain Agar Hum Abhi
Guzar Jaayen ge Yeh Imteha'n
Zehni Ghulami se.........................
Kash hon hum Azad
Zehni Ghulami se........................
Kash hon Hum Azad
Zehni Ghulami se........................
Kash hon Hum Azad
Zehni Ghulami se........................
Kash hon Hum Azad
Choomain agr yeh Hum Zameen
Chhoolen ge hum Aasma'n
Sochain Agar Hum Abhi
Guzar Jaayen ge Yeh Imteha'n

Singer                : Junoon Group
Lyrics                : Salman Ahmed
Music                : Salman Ahmed
Released           : 1996
Album               : Talash
Zehni Ghulami se Kash hon Hum Azad-Talash by Junoon( Free MP3 Download-Click Here )

Ahtisaab Phir Intekhab......Ahtisaab Bolo Ahtisaab ( Revolutionary Song of Pakistan-Lyrics & Download )


Ahtisab ( 1st Version with Najam Shiraz )
Ahtisab..............Ahtisaab............Ahtisab
Pehle Ahtisaab......................................
Ahtisaab phir Intekhab
Ahtisaab...........Ahtisaab............Ahtisaab
Ahtisaab phir Intekhab
Warna Khooni Inquilaab
Warna Khooni Inquilaab
Ahtisab..............Ahtisaab............Ahtisab
Waarna len ge Intiqaam 
Bhookay Nangay Yeh Awam
Ahtisab..............Ahtisaab............Ahtisab
Ahtisaab phir Intekhab
Ab Insaf to Aam ho 
Ahtisaab Sar-e-Aam ho
Ab Insaf to Aam ho
Ahtisaab Sar-e-Aam ho
Iqtidaar mai on Awam
Warna len ge inteqaam
Bhokkay Nange Yeh Awam
Ahtisaab..............Ahtisaab............Ahtisab
Ahtisaab phir Intekhab
Ahtisaab...........Ahtisaab.............Ahtisaab
Ahtisaab phir Intekhab
Warna Khooni Inquilaab
Warna Khooni Inquilaab

Singers                 : Junoon & Najam Shiraz
Lyrics                  : Salman Ahmed
Music                  : Junoon
Album                 : Ahtisab

Ahtisab ( Version ii )

Dil Ruba Dil nasheen Dil Fareb aur Haseen
Lafz Yeh hon ge Kaheen
Hum ne to Dekhe Nahi
Apne to har Taraf aik hi Tasveer hai
Tum Kaho kia meri Bus Yahi Taqdeer hai
No Sir...........................Na janab
Bus Ahtisab................................................
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Bolo Ahtisaab
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Kaho Ahtisaab............................................
Kitni Ankhen Dekhen gi
Aadhi Sadi Purana Khwaab
No Sir...........................Na janab
Bus Ahtisab................................................
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Bolo Ahtisaab
Kitni baar Pukaren ge 
Zindabad aur Murdabad
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Kitni Aankhen Dekhen gi 
Kitne Chehre Murjhaayen ge
Kitni Sadiyaan Royen ge to
Hansnayke Din Aayen ge
Abhi Kitni Aankhen Soyen gi
Apni Ik Tabeer ko
Kab tak Dhoonday ga Woh Khwaab
har Sawal ka Jawab
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Bolo Ahtisaab...............................................
Kitni Baar Pukaren ge 
Zindabad aur Murdabad
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Bolo Ahtisaab
Ahtisaab..............Ahtisaab..............Ahtisaab
Kaho Ahtisaab............................................

Singer          : Junoon Group
Lyrics          : Salman Ahmed
Music          : Junoon
Album         : Ahtisaab
Released     : Nov.1996

Tuesday, January 15, 2013

Ab Khud Kuch Karna Pare Ga ( Motivational Song-Lyrics & Download )

Haaton pay dharay hum haat
Bethengay……………  kab tak
Kia badlay hain haalat
Aisay …………………….Ab tak
Kab tak rona paray ga
Jo hai khona paray ga
Kehta hoon sunlo mere yaar…..
Ab khud kuch karna paray ga
Hum ko….jalna paray ga – marna paray ga
Ab khud kuch karna paray ga
Kitne sawalon kay jawaab
Miley hein……………….ab tak?
Kitna kia hai intezaar
Aur karo gay…………….kab tak?
Ye kahani, hooie purani
Kitne logon ki, suni zabani
Tumhe jo kehna hai kehdo, yehi waqt hai
Zamana kahe ga……
Is kahani ka aakhir ab TUM KO
Badalna paray ga………
Ab khud kuch karna paray ga
Hum ko….jalna paray ga – marna paray ga
Ab khud kuch karna paray ga
Ab khud kuch karna paray ga
Ab khud kuch karna paray ga


Singer        : Strings & Atif Aslam
Lyrics        : Bilal Maqsood
Music        : Bilal Maqsood
Released   : 2010
Length       : 3 :55

Sunday, January 13, 2013

Aao Bana Len Mil Kar Apne Hathon Ko Zanjeer ( Milli Naghma-Lyrics )

Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zajneer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zanjeer
Apne Pyare Des ki Hum ko Likhni hai Taqdeer
Aao bana len Mil kar Apne Hathon ko Zajneer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zanjeer
Hathon ko Zanjeer..............Hathon ko Zanjeer
Aik hain Hum aur Aik Rahen ge Yeh hai Azm Hamara
Yeh hai Azm Hamara.......................................
Apne Des mai  Hum Phelaayen ge Pyar ka Hum Ujyara
Pyar ka Hum Ujyara..........................................
Likha hai Chehron pe Hamare Is ka hi Afsana
Waqt Pare to Hum De den ge Jan ka bhi Nazrana
Jan ka bhi Nazrana...........................................
Hum Chahen Mit Jaayen...................................
Hum Chahen Mit Jaayen Lekin Mitay Na Yeh Tasveer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zanjeer
Apne Pyare Des ki Hum ko Likhni hai Taqdeer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zajneer
Hathon ko Zanjeer............................................
Hum Is Des ke Malik bhi hain Hum Is Des ke Naukar bhi
Hum Is Des ke Naukar bhi
Saray Subh-o-Sham Hamare Roshan is ke Dum se hi
Roshan Is ke Dum se hi
Des ki Dharti Maa hai Hamari
Jism hain Hum Jaa'n hai Hamari
Apne Lahoo se Hum ne kiya hai............................
Apne Lahoo se Hum ne kiya hai Is Ghar ko Tameer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zanjeer
Apne Pyare Des ki Hum ko Likhni hai Taqdeer
Aao Bana len Mil kar Apne Hathon ko Zajneer
Hathon ko Zanjeer..............................................

Singer         : Anwer Rafi & Chorus
Poet            : Masroor Anwe
Music         : M.Ashraf
Film            : Zanjeer

Zindagi Ki Jang mai Hosla Na Harna ( Patriotic Song by Noor Jehan-Lyrics )

Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Apna Har Pal Muskura kar Pyar mai guzarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Aik Hai Apna Lahoo
Aik hai Apna Jahan 
Aik hai Apna Lahoo
Aik hai Apna Jahan 
Hum ko Rehna hai Hamesha
Chahaton ke Darmiyan
Chahay Dukh ho Chahay Sukh ho
Apne Rab ko Pukarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Apna Har Pal Muskura kar Pyar mai Guzarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Yeh khushi Yeh Zindagi
Hum par Watan ka Qarz hai
Yeh Khushi Yeh indagi
Hum par Watan ka Qarz hai
Apne Ghar ko Sajana Ab Hamara Farz hai
Hum ko Mil kar Apna Apna Qarz hai Utarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Apna Har Pal Muskura kar Pyar mai guzarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna
Zindagi ki Jang mai Hosla Na Haarna

Singer           : Noor Jehan
Poet             : Kaleem Usmani
Music           : ?

Apni Dharti Ghar hai Jan lo ( Patriotic Song by Rahat Fateh Ali Khan-Lyrics 0

Apni Dharti Ghar hai Yeh Jan lo
Yeh hai Dil ki Dharkan Pehchan lo
Apni Dharti Ghar hai Tum Jan lo
Yeh hai Dil ki Dharkan Pehchan lo
Hathon mai Apne Hath Tum Thaam lo
Himmat Hoslon se Tum Kaam lo
Chalo Barho Chhu lo Aasma'n
Youn hi Chale ga Apna Karavan
Watan Chaman Yahi to hai Jaga
Yahan Mile ga Khushiyon ka Sama
Yoon hi Barhay Yeh Gulistan
Yoon hi Chaly Yeh Karavan
Apna hai Yeh Safar Hum Chalte Rahen ge
Manyil ko Paanay ki Kavish mai Barhtay rahen ge
Aankhon mai Sapnay hain
Aur Dil mai hai Yeh Dua
Chalo Barho Chhu lo Aasma'n
Youn hi Chale ga Apna Karavan
Watan Chaman Yahi to hai Jaga
Yahan Mile ga Khushiyon ka Sama
Yoon hi Barhay Yeh Gulistan
Yoon hi Chaly Yeh Karavan
Khushiyan Sab mai Baanten ghum Baant den
Apne Dil ki Dharkan hum Baant len
Dil se Yeh Duaaen hain
Honton pe Yeh hai Sada
Chalo Barho Chhu lo Aasma'n
Youn hi Chale ga Apna Karavan
Watan Chaman Yahi to hai Jaga
Yahan Mile ga Khushiyon ka Sama
Yoon hi Barhay Yeh Gulistan
Yoon hi Chaly Yeh Karavan

Singer          : Rahat Fateh Ali Khan
Poet             : Riaz-ur-Rahman Saghar
Music          : Rahat Fateh Ali Khan
Released     : 2rd march 2008
Telenor Branded Patriotic Song

Tu Haq Ka Paristar Hai Qauid-e-Zee Waqar ( Tribute to Quaid-e-Azam by Rahat Fateh Ali Khan-Lyrics & Download)

Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka parista hai Quaid-e-Zee Waqar
Is Khitta-e-Zamee'n pe Tu Azm ka Sutoo'n tha
Ik Saayba'n ke Jese Falak Sar Nugoo'n tha
Tere Yaqee'n ke Agay Har be Yaqee'n Zuboo'n tha
Jamal kia Bataayn Tu Mard-e-Goo'n na Goo'n tha
Har Aik Fard-e-Qaum.............................
Har Aik Fard-e-Qaum kar raha hai Yeh Iqrar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tera azba-e-Iman ke Faseel Ban Gaya
Haq ke Karavan ki Yeh Sabeel Ban gaya
Tauheed ki Tamseel ki Tasveer Ban gaya
Jur'at-o-Shuja'at ki Daleel Ban gaya
Sipah-e-Islam.......................................
Sipah-e-Islam ka Tu Aisa tha Salaar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Quaid-e-Zee Waqar.........Quaid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Rabb-e-Zul Jalal jo Karsaaz hai
Tu Mila Hamen Rab ka Yeh Aijaz hai
Suni jo Aasma'n ne Teri Awaz hai
Ummat-e-Muhammadi(SaW) ko Tujh pe Naz hai
Razm Geh-e-Hayat..............................
Razm Geh-e-Hayat mai Khudi ka Nigehdaar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Qauid-e-Zee Waqar.......Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar
Tu Haq ka Paristar hai Qauid-e-Zee Waqar

Singer             : Rahat Fateh Ali Khan & Chorus
Poet                : Shakeela Jabeen
Music             : Rahat Fateh Ali Khan
Released        : 2012
Pakistan Television Islamabad.


Qauid-e-Zi Waqar-Tribute to Qauid-e-Azam-MP3 Free Download-Click Here


Hum Pakistan........Hum Pakistan ( Patriotic Song of Rahat Fateh Ali Khan-Lyrics )

Hai Sab ki Yeh pehchan
Sab ki hai Is se Shan
Apni Zamee'n Apne Watan pe Jan Qurban
Aao Saray Mil ke Bolen 
Hum Pakistan...........Hum Pakistan
Hum Pakistan...........Hum Pakistan
Hathon mai Dalay Hath Chalen
Rah Jesi bhi ho Hum Na Ruken
Hathon mai Dalay Hath Chalen
Rah Jesi bhi ho Hum Na Ruken
Batil ke Agay Sar na Jhuken
Mehnat aur Khidmat Kartay Rahen
Batil ke Agay Sar na Jhuken
Mehnat aur Khidmat Kartay Rahen
 Aao Saray Mil ke Bolen 
Hum Pakistan...........Hum Pakistan
Hum Pakistan...........Hum Pakistan
Hai Khwaab Yahan Manzil bhi Yaheen
Tabeer Yaheen Sahil bhi Yaheen
Hai Khwaab Yahan Manzil bhi Yaheen
Tabeer Yaheen Sahil bhi Yaheen
Aye Pak Watan Aye Pak Zameen
Teri Azmat pe Hum Sab ko Yaqeen
Aye Pak Watan Aye Pak Zameen
Teri Azmat pe Hum Sab ko Yaqeen
Aao Saray Mil ke Bolen 
Hum Pakistan...........Hum Pakistan
Hum Pakistan...........Hum Pakistan
Hai Anay Walay Daur Hasee'n
Muhabbat-e-Ilm aur Hurmat-e-Dee'n
Hai Anay Wala Daur Hasee'n
Muhabbat-e-Ilm aur Hurmat-e-Dee'n
Tu Apna Makaa'n Hum Tere Makee'n
Mil Jul ke hai Hamain  Rehna Yaheen
Tu Apna Makaa'n Hum Tere Makee'n
Mil Jul ke hai Hamain  Rehna Yaheen
Aao Saray Mil ke Bolen 
Hum Pakistan...........Hum Pakistan
Hum Pakistan...........Hum Pakistan

Singer          : Rahat Fateh Ali Khan & Chorus
Poet             : Riaz-ur-Rahman Saghar
Music          : Rahat Fateh Ali Khan
Released     : 2009

Saturday, January 12, 2013

Firdos Ka Naqsha Hai Pakistan Hamara ( Initial Patriotic Song-Lyrics )

Aaye Aaye Aaye Jise Woh Dekhna
Firdaus ka Naqsha hai Pakistan Hamara
Firdaus ka Naqsha hai Pakistan Hamara
Aaye Aaye Aaye Jise ho Dekhna
Takbeer ke Naaron se Fiza Goonj rahi hai
Fiza Goonj rahi hai.................................
Takbeer ke Naaron se Fiza Goonj rahi hai
Fiza Goonj rahi hai.................................
Lehraaye ga Phir Parcham-e-Islam Hamara
Lehraaye ga Phir Parcham-e-Islam Hamara
Firdous ka naqsha hai Pakistan Hamara
Islam ne Yeh Tarz-e-Amal hum ko Sikhaya
Amal Hum ko Sikhaya............................
Islam ne Yeh Tarz-e-Amal Hum ko Sikhaya
Amal Hum ko Sikhaya......................................
Gheron ko bhi Apnata hai Akhlaq Hamara
Gheron ko bhi Apnata hai Akhlaq Hamara
Firdous ka Naqsha hai Pakistan hamara
Aaye...................Aaye........................ Aaye
Manzoor tha Qudrat ko Banay Qauid-e-Azam
Banay Qauid-e-Azam......................................
Manzoor tha Qudrat ko Banay Qauid-e-Azam
Banay Qauid-e-Azam.....................................
Bigri hui Har Baat ko Jinnah(Ra) ne Sambhala
Bigri hui Har Baat ko Jinnah(Ra) ne Sambhala
Firdaus ka Naqsha hai Pakistan Hamara
Pakistan Hamara..........................................
Aaye...................Aaye........................ Aaye
Aaye Jise ho Dekhna Jannat ka Nazara
Firdous ka Naqsha hai Pakistan Hamara 

Singer             : Sitara begum
Poet               : ?
Music             : Qadir Fareedi
Released        : 1948
Radio Pakistan Lahore.

Sunday, January 6, 2013

Woh Hai Tera Khuda Kare Jeet Haar Ka Wohi Faisla ( Lyrics & Download )

Teri Himmat Teri Justuju
Teri Taqat teri Aarzoo             
Tere Jazbon ko Mera Salam
Par Rakh Yaad Chahay
Tu Kuch bhi Kare
Aik Patta bhi Hil Nahi Sakta
Agar Woh Na Chahay to                        
Kuch Aise bhi  hain Log 
Haar ke jo Haartay Nahi
Kehte hain ke Yeh to hai
Marzi Khuda ki Woh jo Chahay
Gar Jeetain Woh to 
Sar ko Jhuka dete hain                           
Kia Tum hi ho                                    
Kia Tum hi ho
Jeet kar jo Sar Jhukaayen
Haar ke jo Muskuraayen
Jin ko Pyara bus Usi ka Faisla hai
Jis ka Mehnat aur Dua Par hi yaqee'n
hai  
Magnatay hain Woh Usi se jo Khuda hai
Woh hai Tera Khuda
Tera Khuda...............................
Woh hai Mera Khuda
Mera khuda..............................                     
Kare jeet Haar ka Wohi Faisla
Woh hai Tera Khuda
Tera Khuda...............................
Woh hai Mera Khuda
Mera khuda..............................
Kare jeet Haar ka Wohi Faisla
Girtay hain Phir Sambhate hain
Woh to Har Haal mai aise Lartay hain  
Jese Naazon se Paalay huwe 
Sher Ran mai Utarte hain
Kia Tum hi ho
Kia Tum hi ho
Jeet kar jo Sar Jhukaayen
Haar ke jo Muskuraayen                             
Jin ko Pyara bus Usi ka Faisla hai
Jis ka Mehnat aur Dua par hi yaqee'n hai
Magnatay hain Woh Usi se jo Khuda hai
Woh hai Tera Khuda
Tera Khuda...............................
Woh hai Mera Khuda
Mera khuda..............................
Kare Jeet Haar ka Wohi Faisla
Woh hai Tera Khuda
Tera Khuda...............................
Woh hai Mera Khuda
Mera khuda..............................
Kare Jeet Haar ka Wohi Faisla
Tum sa Koi bhi Kahan hoga
Tere Jazbon ka Imtehan hai Yeh
Jo ke Taskheer hona hai 
Tum se hi Aisa Jahan hai Yeh
Kia Tum hi ho
Kia Tum hi ho
Jeet kar jo Sar Jhukaayen
Haar ke jo Muskuraayen
Jin ko Pyara bus Usi ka Faisla hai
Jis ka Mehnat aur Dua par hi yaqee'n hai
Magnatay hain Woh Usi se jo Khuda hai
Woh hai Tera Khuda
Tera Khuda...............................         
Woh hai Mera Khuda
Mera khuda..............................
Kare jeet Haar ka Wohi Faisla
Woh hai Tera Khuda
Tera Khuda...............................
Woh hai Mera Khuda
Mera khuda..............................
Kare jeet Haar ka Wohi Faisla
Woh hai Tera Khuda
Tera Khuda...............................
Woh hai Mera Khuda
Mera khuda..............................
Kare jeet Haar ka Wohi Faisla
Ho Allah Badshah
Tera Mera Khuda
Kare Jeet Haar ka Wohi Faisla

Singer             : Jawwad Ahmed
Lyrics             : Jawwad Ahmed
Album            : Uchiyan Majajani
Released        : 1999 ( During ICC World Cup 1999 )
Woh hai Tera Khuda by Jawwad Ahmed-Cricket Song MP3 Download-Click here

Friday, January 4, 2013

Rakho Jeet Ki Lagan-Pakistani Cricket Song ( Lyrics & Download )

Rakho Jeet ki Lagan
Rakho Jeet ki Lagan       
Jeet ki Lagan 
Jeet ki Lagan
Jeet ki Lagan Tum
Jeet ki Lagan 
Jeet ki Lagan
Jeet ki Lagan Tum
Jeet ki Lagan Jeet ki Lagan Tum        
Tere Hoslon mai Na Shikan Aaye
Himmaton mai Na Thakan Aaye
Tere Har Qadam pe hain 
Laakhon Duaaen Umang
Rakho Jeet ki Lagan
Jeet ki Lagan 
Jeet ki Lagan
Jeet ki Lagan Tum
Jeet ki Lagan 
Jeet ki Lagan
Jeet ki Lagan Tum
Yeh Baazi Aakhri Bazi Nahi
Abhi Aur Buhat se Maidaa'n hain
Tere Baazuwon ki Taqat mai Chhupay       
Yeh Zamanay ko Yaqee'n ho jaye
Himmaton mai Na Thakan Aaye
Tere Har Qadam pe hain 
Laakhon Duaaen Umang  
Rakho Jeet ki Lagan
Jeet ki Lagan 
Jeet ki Lagan
Jeet ki Lagan Tum
Jeet ki Lagan                                             
Jeet ki Lagan
Jeet ki Lagan Tum
 Teri Dhoom hai Sare Jug mai Machi
Tu Jeetay Chahay Na Jeet Sakay
Hamain Tum hai Maan hai Har Haal mai
Teri Mehnat Rukay Na Jurat Jhukay
Chahay Aandhi bhi Tum se Takraye
Himmaton mai Na Thakan Aaye
Tere Har Qadam pe hain                  
Laakhon Duaaen Umang  
Rakho Jeet ki Lagan
Jeet ki Lagan 
Jeet ki Lagan
Jeet ki Lagan Tum
Jeet ki Lagan 
Jeet ki Lagan
Jeet ki Lagan Tum

Singer           : Jawwad Ahmed
Released       : 2012
Pakistan Television Sports Channel. 

Rakho Jeet Ki Lagan by Jawwad Ahmed-PTV Sports Song-MP3 Free Download 

Team Pakistan....Tu Agay Chal ( Lyrics & Download )

Dekh Raha hai Tujh ko Aik Jahan
Dekh Raha hai Tujh ko Aik Jahan
Pyare Pakista'n.........................                    
Tu Agay Chal .....Tu Agay Chal
Tu Agay Chal .....Tu Agay Chal
Agay Agay Sab se Agay
Agay Aagay Sab se Agay
Sab se Agay Sab se Agay
Team Pakistan
Tu Agay Chal Tu Agay Chal
Tu Agay Chal Tu Agay Chal
Suraj se Agay Hamain Jana hai
Sonay ko Sona Mumwana hai
Suraj se Agay Humain Jana hai       
Sonay ko Sona Munwana hai
Aisa Hum Jam Ke Khelain
Har Mushkil Catch le lain
Aisa Hum Khel Khelen
Chokay pe Lage Chakka
Ho Khel Aisa Pakka 
Tu Agay Chal Tu Agay Chal
Tu Agay Chal Tu Agay Chal
Yaaron se Apna Yarana hai                 
Gheron ko Apna Banana hai
Yaaron se Apna Yarana hai
Gheron ko Apna Banana hai
Amn Muhabbat Nara
Sun le Zamana Sara
Hum Sab se Pyar Karen ge
Khel mai Dil len ge
Agay Aagay Sab se Agay                  
Sab se Agay Sab se Agay
Team Pakistan                           
Tu Agay Chal Tu Agay Chal
Tu Agay Chal Tu Agay Chal

Singer           : Jawwad Ahmed
Lyrics           : Riaz-ur-Rehman Sagahr
Music           : Naved Ali,Wajid Ali
Released      : 2012 

Sab Se Agay Team Pakistan Tu Agay Chal Tu Agay Chal by Jawwad Ahmed-MP3 Free Download-Click Here

Tuesday, January 1, 2013

Archive----Lyrics & Download in Pak Patriotic Library ( Archive )

Index of Pak Patriotic Songs in Pak Patriotic LibraryLyrics & Download

        ( Page is Under Construction-You Will Find Soon All Posts (Lyrics & Download) of Pak Patriotic Library )




Aye Mard-e-Mujahid Jaag Zara by Najam Sheraz
Lyrics

Mere Watan ka Shaheedon se Bol Bala hai byHadiqah,Zikk Afridi
Lyrics

Chaadar hai Maan ki Arz-e-Watan by Najam Sheraz
Download 
Lyrics

Is Parcham ke Saaye Talay Hum Aik hain by Nayyara Noor
Download-Nayyara Noor
Download-Benjamin Sisters
Download-Aamir Saleem
Download-Hadiqa Kiyani
Lyrics

Dewanay by Fuzon
Download
Lyrics

Yeh Noor ka Sar Chashma by Waris Baig
Lyrics

Gilay Shikway Sab Bhula do by Najam Sheraz
Lyrics

Aasman by Call Band-Air Force Song
Lyrics

Utho Jaag Utho Nau Jawan Bhaiyyo bu Mehnaz
Lyrics

Yeh Faisla hai Watan ko Saja ke Dum len ge by Mehdi Hassan
Lyrics

Aise Hum Jiyen by Vital Signs
Lyrics

Khayal mai Ik Roshni hai by Benjamin Sisters
Download
Lyrics

Sohni Dharti Allah Rakhay by Shehnaz Begum,Noor Jehan,Mehdi Hassan
Download-Shehnaz Begum
Download-Habib Wali Muhammad
Download-Uroosa Aziz

Hum Masoom Sipahee by Akhter Qureshi
Lyrics

Tauheed ke Matwalo! by Saleem Raza & Masood Rana
Lyrics

Aye Madar-e-Watan Ooncha ho Tera Naam by Naseem Begum
Lyrics 

Jis Din Pakistan bana by Masood Rana
Lyrics

Mere Watan ke Rakhwalon ne by Saleem Raza
Lyrics

Nain Munderon par Ik Sapna Diya Jalanay Aaya hai by Shazia
Lyrics 

Tu hi Hamari jan hai by Naseem Begum
Lyrics 

Jaago Jaago by Jazba Band
Download
Lyrics

Mere Watan ke Nau Jawan by Iqbal Bano
Lyrics 

Nayee Umangen Jaga ke to Dekho by Live Wires
Download 
Lyrics 

Dosti ke Geet by Live Wires
Lyrics 

Jag Mag Jag Mag Chand Sitara by Tahira Syed
Lyrics 

Watan ki Pak Sarzameen by Taj Multani
Lyrics 

Khyber o Punjab hai Jis mai Sindh Balochistan by Faysal Nadeem
Lyrics 

Dharti Hamari hai by Zohaib Hassan
Lyrics 

Sarzameen-e-Watan by Fatima Jafri
Lyrics 

Yeh Pak o Roshan Watan Hamara by Nayyara Noor
Lyrics 

Yeh Des Mera Des by A.Nayyar
Lyrics

Yeh Apni Zameen Yeh Apna Watan by Munni Begum
Lyrics

Wadi Wadi Rung Sajay hain by Naheed Akhter
Lyrics

Gul Zameen Aye Gul Zameen by Tahira Syed
Lyrics

Aye Meri Sarzameen-e-Watan by Habib Wali Muhammad & Mehnaz
Download ( Mehnaz )
Lyrics

Ghar ke Charaagh Roshan hai Aaj by Runa Laila
Lyrics

Ghar ko Abada Rakhen by Mujeeb Alam
Lyrics

Aarzuwon ki tasweeron mai by Shaukat Ali
Lyrics

Mera Dil Meri Jan Meri Azadi by Benjamin Sisters & Muhammad Ali Shyhaki
Lyrics

Jiyen to is Dharti ke Naatay by Shehnaz Begum
Lyrics

Zindabad Pakistan by Chorus
Lyrics

Zinda hai Pakistan by A.Nayyar
Lyrics

Zindagi Apne Watan ki Zindagi ka Naam hai by Naheed Akhter
Download
Lyrics

Haq hai Hamara Pakistan by Mehdi Hassan & Mehnaz
Lyrics

Gulshan-e-Hind mai Woh Phool Khilaa by Arshad Mehmood
Lyrics

Nisar Mai teri Galiyon pe by Munir Hussain
Lyrics

Main Chhota sa Ik Larka hoon by Akhter Qureshi
Lyrics

Mausam Thehar Abhi Na Ja by Mona Sisters
Lyrics

Main ne Janma hai Tujh ko Watan ke Liye by Wajahat Ali Khan
Download
Lyrics

Shaheen Shahpar by Najam Sheraz
Download
Lyrics

Jiyo Mere Janbaz by Shafqat Amanat & Najam Sheraz
Download
Lyrics

Mere Uqaab Mere Jahaaz by Milestones
Lyrics

Tu hai Kahan by Junaid Jamshed,Strings & Haroon
Download
Lyrics

Tu Hai Tu Hai by Junaid Jamshed
Lyrics

Maula Tera Karam Maula by Vital Signs
Download 
Lyrics 

Do Pal ka Jeewan hai by Vital Signs
Lyrics 

Bus Yahi Zameen by Vital Signs
Download 
Lyrics 

Dharti hai Maan by Abrar-ul-Haq
Download 
Lyrics 

Khushbu Ban ke Mehak raha hai by Lubna Nadeem
Lyrics 

Aasman ko Chootay jaayen Hum
Download-1 
Download-Unplugged 
Lyrics 

Hum Pakistan ki Barri Fauj ke Sher by Muhammad Ali Shyhaki
Download 
Lyrics 

Jeenay Do Jeenay Do by Ali Azmat,Sajjad Ali
Lyrics 

Rakh lo Bharam by Various Artist
Lyrics 

Kal Hamara hai by Call Band
Lyrics 

Badal Do Zamanay ko by Call Band
Lyrics 

Hum se hai Yeh Zamana by Call Band
Lyrics 

Agar hai Jazba-e-Tameer Zinda by Tahira Syed
Download 
Lyrics 

Mere Des Mai Har Pal Chahoon by Arif Lohar
Lyrics 

Hum Aik hain Hum Aik hain by Shehzad Roy
Lyrics 

Hathon mai Hath Liye by Ali Haider
Download
Lyrics

Zameen ki Gaud Rung se Umang se by Muhammad Ifrahim
Download
Lyrics

Mera Dil hai Pakistan by Mona Sisters
Lyrics

Aaj Phir Gulshan-e-Tauheed mai by Alamgir
Lyrics

Chand Meri Zameen by ustad Amanat Ali khan
Download
Lyrics

Watan Watan Aye Watan Teri Fizaayen by Jamal Mujeeb Qureshi
Lyrics

Aye Quaid-e-Azam Tera Ahsan hai Ahsan by Munawwar Sultana
Download
Lyrics

Dil Mangay Dil Mangay by Junaid Jamshed
Download
Lyrics

Jazba Junoon to Himmat Na Haar by Junoon
Download
Lyrics

Jug Jug Jiye Mera Pyara Watan by Sabiha Khanum
Download
Lyrics

Aye Jawan Aye Jawan by Awaz
Download
Lyrics

Dosti-Rahe Na Rahay Yeh Jeewan by Jawwad Ahmed
Download
Lyrics

Tu hi Dildar hai by Jawwad Ahmed
Lyrics

Dil Mangay Aur Ziyada by Vital Signs
Download
Lyrics

Inteha-e-Shauq by Hadiqa Kiyani
Download
Lyrics

Jeevay har Jeevay by Saleem Javed
Lyrics

Aye Meri Sarzameen Meri Jan hai Tu by Strings
Lyrics

Aye Nigar-e-Watan Tu Salamat rahay by Habib Wali Muhammad
Download
Lyrics

Dil Mai Ik Khwaab by Strings
Lyrics

Ay Hum Safaro! Aye hum Qadamo! by Shaukat Ali
Lyrics

Iqbal hai Iqbal Hamara by Chorus
Download
Lyrics

Jo Naam Wohi Pehchan by Nayyara Noor
Download
Lyrics

Lehrata Rahay Parcham Hamaray Pakistan ka by Mona Sisters
Lyrics

Teri Wadi Wadi ghoomon by Anwer Ibrahim
Downlaod
Lyrics

Pakistan Hamara Watan by Saleem Javed
Lyrics

Mera Dil hai Pakistan by Jupiters Band
Lyrics 

Mera Pegham Pakistan by Ahmed Rushdi-Nusrta Fateh Ali Khan
Lyrics 

Suraj Karay Salam by Mona Sisters & Sohail Rana
Download
Lyrics

Qadam Barhaao Sathiyo by Inayat Hussain Bhatti
Lyrics 

Khayal Rakhna by Alamgir
Lyrics 

Hum Zinda Qaum hain by Amjad Hussain,Tehseen Javed,Benjamin Sisters
Downlaod 
Lyrics 

Khuda Karay Ke Meri Arz-e-Pak pe Utray by Amjad Hussain
Download 
Lyrics 

Jeevay Jeevay Pakistan by Shehnaz Begum
Download
Lyrics

Maaon ki Dua Poori hui by Alamgir
Download 
Lyrics 

Dil Dil Pakistan by Vital Signs
Download 
Lyrics 

Yeh Watan Tumhara hai by Mehdi Hassan
Download
Lyrics

Watan ki Mitti gawah rehna by Nayyara Noor-Sarah Raza
Download
Lyrics

Hum Mustafawi(SaW) hain by Mehdi Zaheer
Download 
Lyrics 

Aye Pak Watan Aye Pak Zameen by Ghulam Abbas
Download 
Lyrics 

Dil Pakistani hai by Nexus
Lyrics 

Aye Pak Watan Tujhe Mera Khuda by Alamgir
Lyrics