Gulshan-e-Hind mai Woh Phool Khila Aaj ke Din
Khila Aaj ke Din
Jis Ki Khushbu se Mehakti hai Faza Aaj ke Din
Faza Aaj ke Din

Aaj ke Din jo Karachi mai huwa woh paida
Aaj ke Din jo Karachi mai huwa Woh Paida
Rooh Parwar hai Karachi ki Hawa Aaj ke Din
Aaj ke Din Aaj ke Din

Har Musalma'n ke liye Bhi yeh Bara Din Lareb
Har Musalma'n ke liye Bhi Yeh Bara Din Lareb
Ik Maseeha bhi jo Usko hi Mila Aaj ke Din

Hoslay Apne hain Mazboot Iraday hain Buland

Tajdeed hoti hai Phir Azam-o-Wafa Aaj ke Din

Singer : Arshad Mehmood
Poet : Mian Bashir Ahmed
Released : 25 Dec 1996
Radio Pakistan Karachi
This Poetry Recited in Last Annual Meeting of All India Muslim League in 1945 at Karachi. Qauid-e-Azam(Ra) Liked it.

No comments:
Post a Comment