Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Tuesday, November 15, 2011

Pakistan Hamara Watan

Pakistan...............Pakistan
            Pakistan
Pakistan Hamara Watan
Hai yeh Sab se Pyara Watan
Pakistan Hamara Watan...
Tera Sahara hai Mera Sahara hai
Jag Mag Chand Sitara hai
Pakistan Hamra Watan....
Sindh se le kar Sarhad Tak
Punjab Baluchistan Hum
Dunia ko Dikhla dain gai
Hum Pakistani Aik hai
Paikstani Aik hain
Pakistan...............Pakistan
            Pakistan
Pakistan Hamara Watan
Hai yeh Sab se Pyara Watan
Pakistan Hamara Watan...
Jab bhi Shaheedon ke Lahoo ne
Hum ko Kabhi Pukara hai
Baandh ke Sar pe Hum ne Kafan
Labbaik ka Nara Maara hai
Pakistan...............Pakistan
            Pakistan
Pakistan Hamara Watan
Hai yeh Sab se Pyara Watan
Pakistan Hamara Watan...
Tera Sahara hai Mera Sahara hai
Jag Mag Chand Sitara hai
Pakistan Hamra Watan....



Singer        : Saleem Javed
Released    : 1991


No comments: