aey jawaan, aey jawaan, jeet hai tera nishaan
aey jawaan, aey jawaan, manzil hai aasmaan
aey jawaan, aey jawaan, josh teri pehchaan
aey jawaan, aey jawaan, hai tu hi Pakistan
jab tak hai jaan mein jaan
tu josh ko rakh jawaan
aey jawaan
ham kisi se kam nahi,
is ka ham ko hai yaqeen
aankh utha kar dekh le,
kisi mein itna dam nahi
ham kisi se kam nahi,
is ka ham ko hai yaqeen
jaan watan pe waar dain,
hoga ham ko gham nahi
rashk ab karega saara zamana,
jab tak rahega jahaan
aey jawaan, aey jawaan, jeet hai tera nishaan
aey jawaan, aey jawaan, manzil hai aasmaan
aey jawaan, aey jawaan, josh teri pehchaan
aey jawaan, aey jawaan, hai tu hi Pakistan
jab tak hai jaan mein jaan
tu josh ko rakh jawaan
aey jawaan
ham kisi se kam nahi,
is ka ham ko hai yaqeen
mushkil khud par ro paren,
gar ham jaeyn jam kahin
rashk ab karega saara zamana,
jab tak rahega jahaan
aey jawaan, aey jawaan, jeet hai tera nishaan
aey jawaan, aey jawaan, manzil hai aasmaan
aey jawaan, aey jawaan, josh teri pehchaan
aey jawaan, aey jawaan, hai tu hi Pakistan
Band : Awaz (Haroon & Faakhir)
Poet : Sabir Zafar
Year : 1997 ( Golden Jubilee )
No comments:
Post a Comment