Is Parcham ke Saaye Talay
Hum Aik Hain Hum Aik Hain
Saanjhi Apni Khushiyaan aur Ghum Aik hain
Hum Aik Hain
Aik Chaman ke Phool hain Saaray Aik Gagan ke Taaray
Aik Gagan ke Taaray............................................
Aik Samundur mai Girtay hain Sab Daryaaon ke Dhaaray
Sab Daryaaon ke Dhaaray.................................
Juda Juda hain lehrain Sargam Aik hain
Hum Aik hain....................................................
Saanjhi Apni Khushiyan aur Ghum Aik hain
Hum Aik hain................................................
Aik hi Kashti ke hain Musafir Ik Manzil ke Raahi
Ik Manzil ke Raahi
Apni Aan pe Mitnay Walay Hum Janbaz Sipahee
Hum Janbaz Sipahee
Band Mutthi ki Surat Baahum Aik hain
Hum Aik hain............................................

Hum Aik Hain.........................................
Pak Watan ki Izzat Hum ko Apni Jaan se Pyari
Apni Aan hai Is ke Dum se Yeh hai Shan Hamari
Yeh hai Shan Hamari................................
Apne Watan mai Phool aur Shabnam Aik hain
Hm Aik hain..............................................

Hum Aik hain.............................................
Is Parcham ke Saaye Talay Hum Aik hain
Hum Aik hain..............................................
Singer : Nayyara Noor
Poet : Kaleem Usmani
Music : M.Ashraf
Released : 1975
Film : Farz aur Mamta
Remake : Benjamin Sisters ( 1997 for STN )
: Aamir Saleem ( 1997 for Sound Master )
: Mahira Sisters ( 1997 )
: Hadiqa Kiyani ( 2012 for Yaum-e-Shuhada )
Audio Download here -Is Parcham ke Saaye Talay by Benjamin Sisters
Is Parcham ke Saaye Talay hum Aik hain by Nayyara Noor-MP3 Free Download-Click here
Free mp3 Download-Is parcham ke Saye talay by Amir Saleem
Is Parcham ke Saaye talay Hum aik hain by Hadiqa Kiyani-MP3 Free Download-Click here

2 comments:
most exciting national song i have ever listen,would say its an asset to our generations thank you for posting this
Music Director M.ashraf hain Robin nai . Or Farz aur Mamta Film ka Music m.ashraf sb ka hai Film Check krain film ka Tittle music . Ap Name correct kare
Post a Comment