Farma Rawa-e-Behr-e-Arab Pak Bahria
Aye Pak Bahria..........Aye Pak Bahria
Bharat mai Tera Naam hai Be Baak Bahria
Aye Pak Bahria.........Aye Pak Bahria
Azm-e-Rawaa'n se teri Chatanain bhi Raam hain
Girdaab Kuch nahi Tere Naqsh-e-Kharaam hain
Maujain teri Kaneez hain Tufaa'n Ghulam hain
Tu Azm ka Pahaar hai aur Jhoomta hua
Aye Pak Bahria..........Aye Pak Bahria
Behar-e-Arab ko tere Safeenon pe Naz hai
Azmat ke Pur Jalal Aminon pe Naz hai
Tere Shanawaron ki Jabeenon pe Naz hai
Tu ne Jahaz-e-Nakhwat-e-Baatil Dubo diya
Aye Pak Bahria.........Aye Pak Bahria
Farzand-e-Behar Tujh se Kinaaron ki Aan hai
Tu Sahil-e-Murad ki Quwwat hai Shaan hai
Aye Na Khuda-e-Qaum Tra kia Bayaan hai
Aye Na Khuda-e-Qaum Dua aur Marhaba
Aye Pak Bahria..........Aye Pak Bahria
Farma Rawa-e-Behr-e-Arab Pak Bahria
Aye Pak Bahria..........Aye Pak Bahria
Bharat mai Tera Naam hai Be Baak Bahria
Aye Pak Bahria.........Aye Pak Bahria
Singer : Ahmed Rushdi & Chorus (with Nighat Seema)
Poet : Joan Aeliya
Released : 9th Sept 1965 ( During War )
Radio Pakistan Karachi.
It is 1st Pak Navy Song after Operation Dwarka but not Available.
Aye Pak Bahria..........Aye Pak Bahria
Bharat mai Tera Naam hai Be Baak Bahria
Aye Pak Bahria.........Aye Pak Bahria
Azm-e-Rawaa'n se teri Chatanain bhi Raam hain
Girdaab Kuch nahi Tere Naqsh-e-Kharaam hain
Maujain teri Kaneez hain Tufaa'n Ghulam hain
Tu Azm ka Pahaar hai aur Jhoomta hua
Aye Pak Bahria..........Aye Pak Bahria
Behar-e-Arab ko tere Safeenon pe Naz hai
Azmat ke Pur Jalal Aminon pe Naz hai
Tere Shanawaron ki Jabeenon pe Naz hai
Tu ne Jahaz-e-Nakhwat-e-Baatil Dubo diya
Aye Pak Bahria.........Aye Pak Bahria
Farzand-e-Behar Tujh se Kinaaron ki Aan hai
Tu Sahil-e-Murad ki Quwwat hai Shaan hai
Aye Na Khuda-e-Qaum Tra kia Bayaan hai
Aye Na Khuda-e-Qaum Dua aur Marhaba
Aye Pak Bahria..........Aye Pak Bahria
Farma Rawa-e-Behr-e-Arab Pak Bahria
Aye Pak Bahria..........Aye Pak Bahria
Bharat mai Tera Naam hai Be Baak Bahria
Aye Pak Bahria.........Aye Pak Bahria
Singer : Ahmed Rushdi & Chorus (with Nighat Seema)
Poet : Joan Aeliya
Released : 9th Sept 1965 ( During War )
Radio Pakistan Karachi.
It is 1st Pak Navy Song after Operation Dwarka but not Available.
فرمانروائے بحرِ عرب پاک بحریہ
بھارت میں تیرا نام ہے بے باک بحریہ
اے پاک بحریہ۔۔۔اے پاک بحریہ
بحرِ عرب کو تیرے سفینوں پہ ناز ہے
عظمت کے پر جلال امینوں پہ ناز ہے
تیرے شناوروں کی جبینوں پہ ناز ہے
تو نے جہازِ نخوتِ باطل ڈبو دیا
اے پاک بحریہ۔۔۔اے پاک بحریہ
عزمِ رواں سے تیری چٹانیں بھی رام ہیں
گرداب کچھ نہیں تیرے نقشِ خرام ہیں
موجیں تیری کنیز ہیں طوفاں غلام ہیں
تو عزم کا پہاڑ ہے اور جھومتا ہوا
اے پاک بحریہ۔۔۔اے پاک بحریہ
فرزندِ بحر تجھ سے کناروں کی آن ہے
تو ساحلِ مراد کی قوت ہے شان ہے
اے ناخدائے قوم تیرا کیا بیان ہے
اے ناخدائے قوم دعا اور مرحبا
اے پاک بحریہ۔۔۔اے پاک بحریہ
فرمانروائے بحرِ عرب پاک بحریہ
بھارت میں تیرا نام ہے بے باک بحریہ
اے پاک بحریہ۔۔۔اے پاک بحریہ
No comments:
Post a Comment