Apne Khoo'n se Tujhe Rangeen Fasanay dain ge
Apne Khoon se Tujhe Rangeen Fasanay dain ge
Aye Watan Aanch Kabhi Tujh pe na anay dain ge

Baam-o-Dar Tere Nikharain ge Lahoo se Apne
Hum Tujhe Apni Muhabbat ke Khazanay den ge

Apni Baanho'n se banain ge tere gird Hisaar
Teri Kaliyaa'n Kisi ko Na Uthanay dain ge

Jin ke Armaa'n mai hai Khudi Heraa'n ki tarah
Teri Aankhon ko Wohi Khwaab Suhanay dain ge
Aye Watan Aanch Tujh pe Kabhi na anay dain ge

Singer : Mehdi Hassan
Poet : Masroor Anwer
Released : 1980
Pakistan Television Karachi Center.

No comments:
Post a Comment