Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Friday, April 20, 2012

Yeh Apna Pakistan Hai ( Lyrics )

Yeh Apna Pakistan hai................Yeh Apna Pakistan
Yeh Apna Pakistan hai................Yeh Apna Pakistan
Laakhon Jaanain Dekar Paya
Paya aur Gulzaar Banaya
Is ka Jhanda Hum ne Uthaya
Jis ka Apne Sar pe Saya
Allah ka Ahsaan hai
Yeh Apna Pakistan
Yeh Apna Pakistan hai................Yeh Apna Pakistan
Qauid-e-Azam Is ke Baani
Juraát-e-Haider ki yeh Nishani
Daulat Izzat Jaan Jawani
Is ki Khaatir Har Qurbani
Apna hai Imaan
Yeh Apna Pakistan
Yeh Apna Pakistan hai................Yeh Apna Pakistan
Pakistan Hamari Daulat
Is ke Dam se Apni Izzat
Hum se Qaaim Is ki Azmat
Hum Zinda hain Is ki BaDaulat
Yeh Apna Armaan
Yeh Apna Pakistan
Yeh Apna Pakistan hai................Yeh Apna Pakistan
Yeh Apna Pakistan hai................Yeh Apna Pakistan


Singer         : Rozina Khalid
Poet            : Masroor Anwer
Music         : Sohail Rana
Released    : 1981
Radio Pakistan Lahore.

No comments: