Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Sunday, May 20, 2012

Dil-e-Deewaana Pakistani ( Pashto Folk Style Milli Naghma-Lyrics )

Khuda ne Ik Watan De kar 
Hamain Bakhsha Dil-e-Diwana
Dil-e-Deewana Pakistani
Sawalon ka
Jawabon ka 
Khayalon ka Naya Paimana
Dil-e-Deewana Pakistani
Sadiyon ka Hum ne Zang Utara
Ab Aaina Roshan Taraa
Khuda ne Ik Watan de kar
Hamain Bakhsha Dil-e-Deewana
Dil-e-Deewana Pakistani
Chaho to Ubhray Mauj mai Saahil
Chaho to Aye Samnay Manzil
Khuda ne Ik Watan De kar
Hamain Bakhsha Dil-e-Deewana
Dil-e-Deewana Pakistani
Waqt ne Gaya kesa Gaana
Is ko Samajhna aur Sunana
Khuda ne Ik Watan De kar 
Hamain Bakhsha Dil-e-Diwana
Dil-e-Deewana Pakistani
Sawalon ka
Jawabon ka 
Khayalon ka Naya Pemana
Dil-e-Deewana Pakistani
Naya Paimana Pakistani
Dil-e-Deewana pakistani


Singer              : Mehjabeen Qazalbash & Mashooq Sultana
Poet                : Jamil-ud-Din Aali
Style               : Folk Pashto
Released         : 1976
Radio Pakistan Karachi.

No comments: