Hum Saari Duniya mai Ik Amar Kahani hain
Qudrat ki Rehmat hai Hum Pakistani hain
Har Had se Guzarna hai
Tufaa'n se Larna hai
Hamen Aagay barhte Aagay Barhtay Agay Barhtay jana hai
Aao .............................................................
Aao, Kar den Amar Yeh Kahani
Aao, le jayen koi Nishaani
Aao,Hum se hai Zindagani
Aao, Choomay Qadam Kamrani
Aao..............................................................
Aao Kar de Amar Yeh Kahani
Jab Jaga Dil mai Hoslay Jazbay aurArmaan
Phir Aik Nazar se Rukh Pheren ge Sab Tufaan
Dharti kia Aasmaan
Apna ho Yeh Jahan
Har Raste par Har Manzil par
Apni Mehnat ke hon Nishaa'n
Aao...........................................
Aao kar den Amar Yeh Kahani
Aao Kar den Amar Yeh Kahani
Aao le jayen koi Nishaani
Aao Hum se hai Zindagani
Aao Choomay Qadam Kamrani
Aao..............................................................
Aankhon mai jitne Khwaab hon Utni Taaberen
Hum Sath Chalen ge to Badlen gi Taqdeeren
Har Pal ho Justuju Puri hon Aarzoo
In Subhon mai In Shaamon mai
Barhta hi jaye Karavaa'n
Hum Saari Duniya mai Ik Amar Kahani hain
Qudrat ki Rehmat hai Hum Pakistani hain
Har Had se Guzarna hai
Tufaa'n se Larna hai
Hamen Aagay Barhte Aagay Barhtay
Agay Barhtay jana hai

Singer : Najam Shiraz
Poet : Sabir Zafar
Music : Najam Shiraz
Released : 1999 ( During ICC World Cup )
Album : PEPSI Deewanay & Roop Nagar )

No comments:
Post a Comment