Ittehad..................Imaan .........................Tanzeem
Kesi Lagti hai Phoolon ki Khushbu to Dekh
Apni Mitti mai Kesa hai Yeh Jadoo toDekh
Youn hi Milti Nahi hai koi bhi Sarzameen
In Shaheedon ki Maaon ke Yeh Aansoo to Dekh
Aaj har koi Is Tarah Jiye Jis Tarah Jiya jaaye
Ghum koi na ho koi Dukh na ho
Ankhon mai Aansoo na Aye
Kesi Lagti hai hai Apni yeh Azaadi to Dekh
Hansti Gaati Yahan pe Zindagaani to Dekh
Heeray Moti bhi Miltay hain Zara Ghaur se
Kesi Pheli hai Dharti ki Haryaali to Dekh
Aaj har koi Is Tarah Jiye
Jis tarah Jiya Jaaye
Nafraten na hon Rishwaten na hon
Dil na Kaheen Dagmagaye.........................
Aaj har koi is tara Jiye
Jis Tarah Jiya jaaye
Ghum koi Na ho Koi Dukh na ho
Aankhon mai Aansoo Na aaye

Apni Mitti mai Kesa hai Yeh Jadoo to Dekh

Zaaya Jaati nahi hain Kabhi Qurbaniya'n
Milti Rehti hain hum ko Aisi Nishaaniya'n
Apne Dushman ki Hum ko koi Parwaah nahi
Upar Walay ki Chahyen Meharbaaniya'n
Aaj har koi Is Tarah Jiye
Jis Tarah Jiya jaaye
Yeh Watan Sada youn Khila Rahay
Allah Nazar se Bachaaye

Singer : Zias Band
Lyrics : Zias
Music : Zias
Released : August 1997 ( On Golden Jubilee Celebration )
STN Song

3 comments:
pls share is mp3
Where is the song?
Plssss share the song also.
Post a Comment