Har Lehza hai Momin ki Nayee Shan Nayee Aan
Guftaar mai Kirdar mai Allah ki Burhan
Ghaffari-o-Qahari-o-Quddusi-o-Jabroot
Yeh Chaar Anaasir hon to Banta hai Musalman
Jis se Jigar-e-Lala mai Thandak ho Woh Shabnam
Daryaaon ke Dil Jis se Dehal Jaayen Woh Tufaan
Hamsaya-e-Jibreel-e-Amee'n Banda-e-Khaaki
Hai Is ka Nasheman Na Bukhara Na Badakhshaa'n
Yeh Raaz Kisi ko Nahi Maloom ke Momin
Qari Nazar Ata hai Haqeeqat mai hai Qur'an
Qudrat ke Maqasid ka Ayaar Us ke Iraday
Duniya mai bhi Meezan Qayamat mai bhi Meezan
Bante Hain Meri Kargah-e-Fikr Mein Anjum
Le Apne Muqaddar Ke Sitare Ko Tu Pehchan
Poet : Hakim-ul-Ummat Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Singer : Ahmed Rushdi
Music : ?
Released : Sept 1965 ( During War )
Re-Sing : Noor Jehan
Released : Sept 1965 ( During War )
Re-Sing : Asma Ahmed & Saleem Shehzad
Released : 1977
Re-Sing : Zill-e-Huma
Released : 2007
Re-Sing : Junaid Jamshed
Released : 2008
Re-Sing : Chidrens ( For Olpers )
Har Lehza hai Momin ki Nayee Shan Nayee Aan by Noor Jehan-MP3 Free Download-Click Here

No comments:
Post a Comment