Sitaron se Agay Jahaa'n Aur bhi hain
Abhi Ishq ke Imtehaa'n Aur bhi hain
Tu Shahee'n hai Parwaz hai Kaam Tera
Tere Samne Aasmaa'n aur bhi hain
Tahi Zindagi se Nahi Yeh Fazaayen
Yahan Sekron Karwaa'n Aur bhi hain
Qana'at Na kar Alam-e-Rang-o-Boo par
Chaman Aur bhi Aashiyaa'n Aur bhi hain
Kisi Rooz-o-Shab mai Ulajh kar na Reh Ja
Ke Tere Zaman-o-Makaa'n Aur bhi hain
Gaye Din ke Tanha tha mai Anjuman Mai
Yahan Ab Mere Razdaa'n Aur bhi hain
Sitaron se Aagay Jahaa'n Au bhi hain
Abhi Ishq ke Imtehaa'n Aur bhi hain
Poet : Hazrat Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Singer : Mehdi Zaheer
Music : Mehdi Zaheer
Released : 1973
Radio Pakistan Karachi
Re-Arrange: Sajjad Ali ( In 1988 for Pakistan Television Karachi Centre )
: Junoon Group ( In 1997 Album Azadi )
Sitaron se Aagay Jahan Aur bhi Hain by Rahat Fateh Ali Khan-Kalam-e-IQBAL-MP3 Download-Click Here
Sitaron se Agay Jahan Aur bhi hain-Kalam-e-Iqbal-MP3 Download ( Click Here )

No comments:
Post a Comment