Aye Rooh-e-Quaid aaj ke din Hum tujh se Wada kartay hain
Hum Tujh se Wada kartay hai...............................................
Mitti se hai sacha pyar hamain
Hum pyar ke rang ubharain gai
Ab khoon-e-rag-e-ja'n bhi de kar
Mitti ka qarz utarain gai
Dhaalain gai Faza mai woh jazbay
Kaghaz pe jo likha kartay hain
Hum Tujh se Wada kartay hai...............................................
Daryaaon ki teh mai utrain gai
Rakhshanda gohar laain gai
Aflaak ki had ko chhu lain gai
Taray bhi zamee'n pr laain gai
Kardain gai amal se bhi sabit
Batain jo hamesha kartay hain
Hum Tujh se Wada kartay hai...............................................
Mausam bhi agr dalay ga nazar
Chonkay ga hamari mehnat pr
Suraj bhi hamain dekhay ga to ab
Rashk karay ga himmat pr
Ab yeh na kahain gai Arz-o-samaa
Hum din hi manaya kartay hain
Hum Tujh se Wada kartay hai...............................................
Dast-o-Baazu ki kha ke Qasam
Phir aaj chalain hain ahl-e-hunar
Hum taaza dum hum roshan dil
Hum mehnat kash hum danishwar
Tabay se dhanak lehratay hain
Teshay se ujala kartay hain

Singer : Sajjad Ali & Benjamin sisters
Poet : Mehshar Badayooni
Music : Nisar Bazmi
Release : 25 Dec 1984
PTV Karachi center
Remix :Ali Haider ( For PTV in 2006)
Shabana Kausar ( in 2004 )
Listen & watch Aye Rooh-e-Quaid
Complete Album of Tribute to Quaid-e-Azam-Click Here

Aye Rooh-e-Qauid Aaj ke din by Sajjad Ali ( MP3 Download - HD Audio )
Aye Rooh-e-Quaid Aaj ke Din- MP3 Free Download-Click Here
Listen & watch Aye Rooh-e-Quaid
Complete Album of Tribute to Quaid-e-Azam-Click Here
9 comments:
thnku
thanks to you
thank you so much
Thanκѕ for аnother infoгmаtіve blog.
Where else maу just ӏ get that kinԁ of informatіon wrіtten in ѕuсh a peгfect means?
I've a undertaking that I'm јust now ωorkіng on,
and І've been at the glance out for such info.
My page; twitter for my business
Have a look at my web page advertising with twitter
I am really really thankful to the person who has not only uploaded this beautiful melodious, heartwarming paretic song but has also provided the lyrics ....tears come in my eyes when I listen to these songs as they take me to my childhood which was innocent and pure......
Gratitude ....
thank you so much these are very attractive
Thanks for great and rare collection, can you please share "rah-e-haq may yunhi age barthe chalo" played on samaa tv during operation rah-e-haq, also want to know the singer name. Thank you
Amazing
I'm overwhelmed. Thank you so much for such a nice Patriotic song. One thing I want to ask. What is the meaning of "Tabay se Dhanak lehrate hain" ?. Can any one explain.Thank you.
Post a Comment