Yeh Mauj-e-Nafas Kia hai Talwaar hai
Khudi kia hai Talwaar ki Dhaar hai
Khudi kai hai Talwaar ki Dhaar hai
Yeh Mauj-e-Nafa kia hai Talwaar hai
Khudi kia hai Raaz-e-Duroon-e-Hayat
Khudi kia hai Bedaari-e-Kainaat
Yeh Mauj-e-Nafas kia hai Talwaar hai
Khudi ka Nasheman Tre Dil mai hai
Falak Jis Tarah Ankh ke Til mai hai
Yeh Mauj-e-Nafas kai hai Talwaar hai
Azal Is ke Peechhay Abud Samnay
Na Had Is ke Peechhay Na had Samnay
Yeh Mauj-e-Nafas kia hai Talwaar hai
Subuk Is ke Hathon mai Sang-e-Giraa'n
Pahaar Is ki Zarbon se Reg-e-Rawaa'n
Yeh Mauj-e-Nafas kia hai Talwaar hai
Khudi kia hai Talwaar ki Dhaar hai
Poet : Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Singer : Ishrat Jehan & Chorus
Released : Oct 1965 ( After War )
Radio Pakistan Karachi.
Khudi kia hai Talwaar ki Dhaar hai
Khudi kai hai Talwaar ki Dhaar hai
Yeh Mauj-e-Nafa kia hai Talwaar hai
Khudi kia hai Raaz-e-Duroon-e-Hayat
Khudi kia hai Bedaari-e-Kainaat
Yeh Mauj-e-Nafas kia hai Talwaar hai
Khudi ka Nasheman Tre Dil mai hai
Falak Jis Tarah Ankh ke Til mai hai
Yeh Mauj-e-Nafas kai hai Talwaar hai
Azal Is ke Peechhay Abud Samnay
Na Had Is ke Peechhay Na had Samnay
Yeh Mauj-e-Nafas kia hai Talwaar hai
Subuk Is ke Hathon mai Sang-e-Giraa'n
Pahaar Is ki Zarbon se Reg-e-Rawaa'n
Yeh Mauj-e-Nafas kia hai Talwaar hai
Khudi kia hai Talwaar ki Dhaar hai
Poet : Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Singer : Ishrat Jehan & Chorus
Released : Oct 1965 ( After War )
Radio Pakistan Karachi.
No comments:
Post a Comment