Qadam barhao sathiyo Qadam barhao Sathtiyo
Qadam barhao................................................
Tum watan ke sher ho,sher ho diler ho
Tum agar jhapat paro to aasman'n bhi zer ho
Tumhare dum se hai watan
Yeh Marghzaar yeh chaman
Dehak uthay daman daman woh geet gaao sahiyo
Woh geet gaao...................................................

Yeh zameen yeh makaa'n Yeh haseen khetiyan
In ki shan tum se hai tum hi ho in ke pasban
Bachao in ki aabro garaj ke chhao chaar soo
Jo maut bhi ho ru ba ru to Muskurao sathiyo
To muskurao....................................................

Zulm ko pichhar ke maut ko lataar ke
Dam ba Dam barhay chalo safon ko tor taar ke
Ghari hai imtehan ki dikhao wo dilawari
Dehak rahi ho aag bhi to kood jao sathiyo
To kood jao....................................................

Singer : Inayat Hussain Bhatti & Ieren parveen
Poet : Sufi Ghulam Mustafa Tabassum(late)
Film : Saltanat
This was One of First Songs whos onair on Radio Pakistan during 1965 war.

No comments:
Post a Comment