Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Friday, October 7, 2011

Pakistan Zindabad ( Patriotic Song of Hassan Jahangir-Lyrics )

Pakistan Zindabad ............................ Pakistan Zindabad
Pyari zameen yeh pyara watan 
Is pe lutaain tan man dhan 
Pakistan Zindabad ............................ Pakistan Zindabad
Jan se pyara Pakistan
Iman hamara Pakistan
Mar jain gai .................Mit jain gai
Ooncha rakhen gai is ka naam
Pakistan Zindabad ............................ Pakistan Zindabad
Raat bhi hum aur din bhi hum
Chand bhi hum suraj bhi hum
Na koi bara..............Na koi chhota 
Is ki Muhabbat ki Shaan
Pakistan Zindabad ............................ Pakistan Zindabad
Dunya saari jan le
Hum sab ko pehchan le
Na koi Gora................Na koi Kala
Har chehra hai Pakistan
Pakistan Zindabad ............................ Pakistan Zindabad Pyari zameen yeh pyara watan 
Is pe lutaain tun mun dhan 
Pakistan Zindabad ............................ Pakistan Zindabad

Singer     : Hassan Jehangir
Poet        : Muhammad Nasir
Music     : Hassan Jehangir
Released : 1993 (PTV)
Available : Hum Pakistani hain ( Album of National Songs By Sound Master 1994 )

No comments: