Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Friday, April 13, 2012

Apne Watan ki Shan Yahi Hai Aye Nazr-e-Watan

Apne Watan ki Shan Yahi hai
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan
Koi Baat paray to Jaan karen Qurban
Apne Watan se kar ke Muhabbat Bahar kitni layen
Apna Farz baja laye hain tujh pe kia Ahsaan
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan
Jan-e-Watan ka hai yeh Taqaza har Lehza har Aan
Apne Watan ki Khidmat mai Izz-o-Aalishan
Apne Watan ki Shan Apne Watan ki Shan
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan
Koi baat paray to Jaan karen Qurban
Apna yahi dunya se TaalqApni yeh Pehchan
Dil mai bhi hai Lab par bhi Har dam Pakistan
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan

Apne Watan ki Shan Yahi hai
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan
Aye Nazr-e-Watan Aye Nazr-e-Watan


Singer     : Zubaida Khanum & Naheed Niazi
Poet       : Jamil uddin Aali
Released : 1966
Radio Pakistan Karachi

No comments: