Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Friday, May 18, 2012

Jhil Mil Jhil Har Chehray Par Himmat Ka Lashkara ( Watan ka Naghma-Lyrics )

Jhil Mil Jhil Mil Jhil Mil 
Har Chehray par Himmat ka Lashkara
Ufuq Ufuq par Chandi Sona Roshan Chand Sitara
Pakistan Hamara..................................Pakistan Hamara
Jhil Mil Jhil Mil Jhil Mil 
Har Chehray par Himmat ka Lashkara
Khoon ke Bikhray Sagar ko Jab Paar kiya to Aaya
Neelay Ghanay Darakhton Wala Yeh Abad Kinara
Pakistan Hamara..................................Pakistan Hamara
Jhil Mil Jhil Mil Jhil Mil 
Har Chehray par Himmat ka Lashkara
Ufuq Ufuq par Chandi Sona Roshan Chand Sitara
Pakistan Hamara................................Paakistan Hamara
Is Mitti se Apna Rishta Jaani aur Imaani
Rasmon,Rangon,Naghmon,Qadron,Khwaabon ka Gehwara
Pakistan Hamara............................... Pakistan Hamara
Jhil Mil Jhil Mil Jhil Mil 
Har Chehray par Himmat ka Lashkara
Ufuq Ufuq par Chandi Sona Roshan Chand Sitara
Pakistan Hamara...............................Pakistan Hamara
Jaam,Nazar,Khushhaal,Iqbal,Bhitai ke Sur Sachhay
Yaar Fareed ki Kaafi Chhero Sur kar ke Ik Tara
Pakistan Hamara..............................Pakistan Hamara
Jhil Mil Jhil Mil Jhil Mil 
Har Chehray par Himmat ka Lashkara
Ufuq Ufuq par Chandi Sona Roshan Chand Sitara
Pakistan Hamara..............................Pakistan Hamara


Singer              : Mehdi Hassan & Chorus
Poet                : ?
Released         : 1979
Radio Pakistan Karachi

No comments: