Wohi Jawaa'n hai Qabeelay ki Ankh ka Tara
Shabab Jis ka Be Dagh Zarb hai Kaari

Agar ho Jang to Sheraan-e-Ghaab se Barh barh kar
Agar ho Suhla ro Ra'na-e-Ghazal-e-Tatari
Wohi Jawaa'n hai..........................................
Ajab Naheen hai agr Is ka Soz hai Hama Soz
Ke Nestaa'n ke liye bus hai Aik Chingaari

Khuda ne Is ko Diya hai Shikoh-e-Sultani
Ke Is ke Faqr mai hai Haideri-o-Karrari
Wohi Jawaa'n hai.........................................
Nigah-e-Kum se Na Dekh Is ki Be Kulaahi ko
Yeh be Kulaah hai Sarmaya-e-Kulaah Daari
Wohi Jawaa'n hai........................................

Shabab Jis ka ho Be Dagh Zarb hai Kaari

Poet : Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Singer : Nighat Seema & Chorus
Released : Oct 1965 ( After War )
Remake : Naseem Begum ( 1966 )
Radio Pakistan Karachi.

No comments:
Post a Comment