Pakistan ke har Goshay mai Hanstay bastay Log Milen
Deep Jalain Ankhon ke Andar
Baat karain to Phool Khilen
Pakistan ke har Goshay mai
Hanstay Bastay Log Milen
Khushbu Sanson mai Bas Jaye
Aur Haryali Yaad rahay
Atay Jatay har Mausam mai
Daali Daali Yaad rahay
Chhaaon mai Ghoomain Aise Jhoomain
Chhaaon mia Ghoomain Aise Jhoomain
Jese Hawa se Paas Milen
Pakistan ke har Goshay mai
Hansatay Bastay Log Milen
Deep Jalain Ankhon ke Andar
Baat karain to Phool Khilen
Yeh jo Safar mai Log hain Saray
Duuri Aik hi Jesi hai
Jo Poori bhi ho sakti hai
Aik Tamanna Aisi hai
Amn-o-Akhuwat ki Raahon se...................................
Amn-o-Akhuwat ki Raahon se
Manzil pe Sab Aan Milen
Pakistan ke har Goshay mai
Hanstay bastay Log Milen
Deep Jalen Ankhon ke Andar
Baat karain to Phool Khilen
Baat karain to Phool Khilen
Baat karaen to Phool Khilen
Singer : Naseema Shaheen
Poet : ?
Released : 1969
Remake : Mehdi Hassan
Released : 1985
Radio Pakistan Karachi.
Deep Jalain Ankhon ke Andar
Baat karain to Phool Khilen
Pakistan ke har Goshay mai
Hanstay Bastay Log Milen
Khushbu Sanson mai Bas Jaye
Aur Haryali Yaad rahay
Atay Jatay har Mausam mai
Daali Daali Yaad rahay
Chhaaon mai Ghoomain Aise Jhoomain
Chhaaon mia Ghoomain Aise Jhoomain
Jese Hawa se Paas Milen
Pakistan ke har Goshay mai
Hansatay Bastay Log Milen
Deep Jalain Ankhon ke Andar
Baat karain to Phool Khilen
Yeh jo Safar mai Log hain Saray
Duuri Aik hi Jesi hai
Jo Poori bhi ho sakti hai
Aik Tamanna Aisi hai
Amn-o-Akhuwat ki Raahon se...................................
Amn-o-Akhuwat ki Raahon se
Manzil pe Sab Aan Milen
Pakistan ke har Goshay mai
Hanstay bastay Log Milen
Deep Jalen Ankhon ke Andar
Baat karain to Phool Khilen
Baat karain to Phool Khilen
Baat karaen to Phool Khilen
Singer : Naseema Shaheen
Poet : ?
Released : 1969
Remake : Mehdi Hassan
Released : 1985
Radio Pakistan Karachi.
No comments:
Post a Comment