Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Monday, August 6, 2012

Bus Yahi Zameen.....Yeh Zameen ( Milli Naghma-Lyrics & Download )

Hanstay Chehray, Mehkay Aangan
Thandi Shaamein, Raseelay Saawan
Jo Bhi Kuch Hai, Isi Say Hai
Yahi Hamari Laila Hai
Yahi Hamari Sohni Hai
Yahi Hamari Sassi Hai
Heer Bhi Apni Yahi Zameen
Yahi Zameen Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen
Bass Yahi Zameen, Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen
Khushbu Iss Ki, Rung Iss Kay
Jeena Marna Sung Iss Kay
Hum Tou Lagay Angg Iss Kay
Yahi Hai Gori Ki Payel
Yahi Hai Aankhon Ka Kajal
Maathay Ka Teeka Bhi Yahi
Yahi Hai Haathon Ki Mehndi
Yahi Zameen Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen
Bass Yahi Zameen, Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen
Yahi Rasta Yahi Manzil
Yahi Kashti Yahi Saahil
Yahi Jaan Hai Yahi Hai Dil
Aao Apnay Jeewan Mein
Pehla Uss Ka Naam Likhein
Pehlay Uss Ki Baat Karein
Jo Apni Pehchan Banee
Yahi Zameen Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen
Bass Yahi Zameen, Yeh Zameen
Yahi Yahi Zameen, Yeh Zameen

 
Singer          : Vital Signs
Poet             : Hassan Akber Kamal
Released     : 1991
Album         : Aitebar

Yeh Zameen Bus Yahi Zameen by Vital Signs-MP3 Free Downlaod-Click Here 

2 comments:

Anonymous said...

most touchy song

Anonymous said...

most underrated and beautiful song by VITAL SIGNS...