Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Thursday, August 9, 2012

Ho Jamalo- Duniya Badli Pakistan Mai ( Qaumi Naghma-Lyrics )

Ho Janta Aa gyee Maidaan mai
Ho Jamalo..............................
Ke Duniya Badlee Pakistan mai
Ho Jamalo............................
Ho Janta Aa gyee Maidaan mai
Ho Jamalo...............................
Ho Jamalo Hamara Geet Awami hai
Hamari Reet Awami hai
Ho Janta Aa gyee Maidaan mai
Ho Jamalo.................................
Umeedon ka Suraj Nikla 
Yaas ke Badal Bhaage
Kal ki Bhari Zanjeeren hain 
Aaj ke Kachhay Dhaagay
Han Bhyee Tooten ge Yeh Dhaage
Han Bhyee Tooten ge Yeh Dhaage
Kion....................................
Ke Janta Aa gyee Maidaan mai
Ho Jamalo................................
Ke Duniya Badlee Pakistan mai 
Ho Jamalo.............................
Ho Jamalo Hamara Geet Awami hai
Hamari Reet Awami hai
Ho Janta Aa gyee maidaan mai 
Ho Jamalo......................................
Dukh ke Andar Sukh ke Manzar
Dekh Raha hai Aali
Dukh ke Andar Sukh ke Manzar
Dekh raha hai Aali
Chham Chham Chham Aa Pohanchay gi 
Woh Rut Aanay Wali
Han Bhyee Woh Rut Anay Wali
Kion........................................
Ke Janta Aa gyee Maidaan mai
Ho Jamalo................................
Ke Duniya Badlee Pakistan mai 
Ho Jamalo.............................
Ho Jamalo Hamara Geet Awami hai
Hamari Reet Awami hai
Ho Janta Aa gyee maidaan mai Ho Jamalo
Ho Jamalo................Ho Jamalo
Ho Jamalo................Ho Jamalo

Singer               : Muhammad Yousuf(Late) & Ishrat Jehan
Poet                  : Jamil-ud-Din Aali
Music               : Sohail Rana
Composition    : Ho Jamalo, A Traditional Song of Sindh.
Released          : 1974
Radio Pakistan Karachi.

1 comment:

AK said...

You should also have this one:

http://www.youtube.com/watch?v=UEpaiSyDqro

Hum laaey hain toofan sey kashti nikaal key - Sung by Saleem Raza