Tere Naam Kar di hai Izzata Watan ki
Ke Haq Maangti hai yeh Mitti Chaman ki
Parcham Talay Aye Sab hi
Jashn-e-Azaadi Manayen ge Hum
Wada Karo
Irada Karo
Mil kar Ab Is ko Sajayen ge Hum
Sanwaren ge Hum Sanwarain ge Hum
Yeh Pyara Watan
Pakistan ......................Pakistan
Saray jahan mai Chhaye ga Yeh
Pakistan.....................Pakistan
Jeeway bolo bolo Pakistan
Pakistan....................Pakistan
Tujh se Jahan mai hai meri Pehchan
Pakistan...................Pakistan
Tujh pe to hai jaan bhi Qurban
Charon taraf ho jaye Amn
Khushyon se Mehke sada yeh Chaman
Sada yeh Chaman Sajayen ge Hum
Yeh pyara Watan
Pakistan..................Pakistan
Saray jahan mai Chhaye ga Yeh
Pakistan.....................Pakistan
Jeeway bolo bolo Pakistan
Pakistan....................Pakistan
Tujh se Jahan mai hai meri Pehchan
Pakistan...................Pakistan
Tujh pe to hai dil-o-jaan bhi Qurban
Mitti nahi yeh sona hai sona
Dehqaan Is mai hai Moti Pirona
Maaon ki Mamta Chalakti hai is mai
Aaghosh mai is ki Hum ko hai sona
Mil ke Gulistan sajaiyen ge Hum
Gehwara Ilm-o-Fan Banayen ge Hum
Banaiyen ge Hum Sanwaren ge Hum
Yeh Pyara Watan...........................
Pakistan...................Pakistan
Saray jahan mai Chhaye ga Yeh
Pakistan.....................Pakistan
Jeeway bolo bolo Pakistan
Pakistan....................Pakistan
Tujh se Jahan mai hai meri Pehchan
Pakistan...................Pakistan
Tujh pe to hai jaan bhi Qurban
Faulaad hai har Sipahee ka Seena
Maidaa'n mai Dushman ko Aye Paseena
Mushkil paray to yeh Seena Sipar hain
Jaam-e-Shahadat ke Yeh muntazir hain
Sar na Kabhi yeh Jhukayen ge Hum
Izzat Watan ki barhayen ge hum
Barhayen ge Hum
Sanwaren ge Hum Yeh Pyara Watan
Pakistan....................Pakistan
Saray jahan mai Chhaye ga Yeh
Pakistan.....................Pakistan
Jeeway bolo bolo Pakistan
Pakistan....................Pakistan
Tujh se Jahan mai hai meri Pehchan
Pakistan...................Pakistan
Tujh pe to hai jaan bhi Qurban
Singer : Tahir Iftekhar ( Living in USA )
Poet : Arham
Released : August 2012
Radio Pakistan,FM 93 Karachi Station.
Ke Haq Maangti hai yeh Mitti Chaman ki
Parcham Talay Aye Sab hi
Jashn-e-Azaadi Manayen ge Hum
Wada Karo
Irada Karo
Mil kar Ab Is ko Sajayen ge Hum
Sanwaren ge Hum Sanwarain ge Hum
Yeh Pyara Watan
Pakistan ......................Pakistan
Saray jahan mai Chhaye ga Yeh
Pakistan.....................Pakistan
Jeeway bolo bolo Pakistan
Pakistan....................Pakistan
Tujh se Jahan mai hai meri Pehchan
Pakistan...................Pakistan
Tujh pe to hai jaan bhi Qurban
Charon taraf ho jaye Amn
Khushyon se Mehke sada yeh Chaman
Sada yeh Chaman Sajayen ge Hum
Yeh pyara Watan
Pakistan..................Pakistan
Saray jahan mai Chhaye ga Yeh
Pakistan.....................Pakistan
Jeeway bolo bolo Pakistan
Pakistan....................Pakistan
Tujh se Jahan mai hai meri Pehchan
Pakistan...................Pakistan
Tujh pe to hai dil-o-jaan bhi Qurban
Mitti nahi yeh sona hai sona
Dehqaan Is mai hai Moti Pirona
Maaon ki Mamta Chalakti hai is mai
Aaghosh mai is ki Hum ko hai sona
Mil ke Gulistan sajaiyen ge Hum
Gehwara Ilm-o-Fan Banayen ge Hum
Banaiyen ge Hum Sanwaren ge Hum
Yeh Pyara Watan...........................
Pakistan...................Pakistan
Saray jahan mai Chhaye ga Yeh
Pakistan.....................Pakistan
Jeeway bolo bolo Pakistan
Pakistan....................Pakistan
Tujh se Jahan mai hai meri Pehchan
Pakistan...................Pakistan
Tujh pe to hai jaan bhi Qurban
Faulaad hai har Sipahee ka Seena
Maidaa'n mai Dushman ko Aye Paseena
Mushkil paray to yeh Seena Sipar hain
Jaam-e-Shahadat ke Yeh muntazir hain
Sar na Kabhi yeh Jhukayen ge Hum
Izzat Watan ki barhayen ge hum
Barhayen ge Hum
Sanwaren ge Hum Yeh Pyara Watan
Pakistan....................Pakistan
Saray jahan mai Chhaye ga Yeh
Pakistan.....................Pakistan
Jeeway bolo bolo Pakistan
Pakistan....................Pakistan
Tujh se Jahan mai hai meri Pehchan
Pakistan...................Pakistan
Tujh pe to hai jaan bhi Qurban
Singer : Tahir Iftekhar ( Living in USA )
Poet : Arham
Released : August 2012
Radio Pakistan,FM 93 Karachi Station.
No comments:
Post a Comment