Jinhen Aziz Rahi Har Qadam pe Azaadi
Woh Maut ko bhi Lagatay hain Muskura ke Galay
Yeh Khoo'n Shaheed-e-Watan ka hai Rang Laye ga
Sitam ki Shaam Dhalay gi Woh Din bhi Aye ga
Yeh Khoon Shaheed-e-Watan ka hai Rang Laye ga
Yeh Khoo'n Shaheed-e-Watan ka hai.....................
Yeh Khoo'n Hussain(Rza) ka Parto hai Noor-e-Imaa'n hai
Yeh Khoo'n Khamosh Nahi Fikr-e-Sada-e-Tufaa'n hai
Har Ik Dil mai Naye Hoslay Jagaaye ga...................
Yeh Khoo'n Shaheed-e-Watan ka hai Rang Laaye ga
Yeh Khoo'n Shaheed-e-Watan ka hai......................
Nishaa'n Tumhara Na hoga Sitam garon se Kaho
Yeh hai Hamari Zamee'n Khul ke Rahagaron se Kaho
Yeh Khoo'n Jahan bhi Giray ga................................
Yeh Khoo'n Jahan bhi Giray ga Chaman Khilaye ga

Isi Lahoo se Mile ga Suraagh Manzil ka
Isi Lahoo se Mitay ga Nizam Baatil ka
Yahi Rahbar hai Yahi Raasta Dikhaye ga

Inqalab Aye ga......................Inqalab Aye ga
Singer : Akhlaq Ahmed
Poet : Mushir Kazmi
Music : M.Ashraf
Film : Inqalab
Released : 1978

No comments:
Post a Comment