Jab Tak Chamken Chand Sitare
Mera Watan Azad rahe
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Mera Watan Azad Rahe
Is ka Har Ik Shehar Salamat
Har Gaaon Abad Rahe
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Is ki Narm Hawaaon ne
Hum Sab ka Roop Sanwara hai
Dil ko Rahat Bakhshi hai
Chehron ka Rung Nikhara hai
Pehle Hum hain Pakistani
Phir Koi Naam Hamara hai
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Hum is ki Azad Faza mai
Geet Khushi e Gaatay hain
Is ke Nazare Har Ik Dil mai
Pyar ka Rung Sajate hain
Is ke Dum se hi Hum Dunya mai
Hum Pehchane Jatay hain
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Mera Watan Azad Rahe
Is ka Har ik Shehar Salamat
Har Ik Gaaon Abad Rahe
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Singer : Mehnaz
Poet : Masroor Anwer
Composed :?
Released : 1990
Pakistan Television Karachi Center.
Mera Watan Azad rahe
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Mera Watan Azad Rahe
Is ka Har Ik Shehar Salamat
Har Gaaon Abad Rahe
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Is ki Narm Hawaaon ne
Hum Sab ka Roop Sanwara hai
Dil ko Rahat Bakhshi hai
Chehron ka Rung Nikhara hai
Pehle Hum hain Pakistani
Phir Koi Naam Hamara hai
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Hum is ki Azad Faza mai
Geet Khushi e Gaatay hain
Is ke Nazare Har Ik Dil mai
Pyar ka Rung Sajate hain
Is ke Dum se hi Hum Dunya mai
Hum Pehchane Jatay hain
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Mera Watan Azad Rahe
Is ka Har ik Shehar Salamat
Har Ik Gaaon Abad Rahe
Jab Tak Chamken Chand Sitare
Singer : Mehnaz
Poet : Masroor Anwer
Composed :?
Released : 1990
Pakistan Television Karachi Center.
No comments:
Post a Comment