Kiran Meri Zameen par Utar gyee Bahar ki
Qaba-e-Yasmeen par Dhanak hai Sabz Taar ki
Nayee Faza ki Chaah mai Naya hi Aftab hai
Zameen ke Naam Roshni ka Pyar Intesaab hai

Bisat-e-Asman par Dhanak ka Raqs Dekh len
Hawa ke Badban par Baadan ka Aks Dekh len
Yeh Aks jo Safar ki Raah Apna Mahtab hai

Kali ki Ankh Khul gyee Saba ke Narm Pyar par
Shajar ne Neend Utar di Hawa ki Ik Pukaar par
Faza-e-Dasht-e-Jaan mai ab Gulab hi Gulab hain

Singer : Humera Channa
Poet : Qateel Shifaee
Music : Nisar Bazmi
Released : 1983
Pakistan Television Lahore Center.

No comments:
Post a Comment