Paresha'n ho ke Meri Khaak Aakhir Dil Na Bun Jaaye
Jo Mushkil Ab hai Ya Rab Wohi Mushkil Na Bun Jaaye
Kabhi Chhori hui Manzil bhi Yaad Aati hai Rahi ko
Khatak si hai jo Seenay mai Gham-e-Manzil Na Bun Jaaye
Banaya Ishq ne Darya-e-Na Paida Kara'n Mujh ko
Yeh Meri Khud Nigehdaari Mera Sahil Na Bun Jaaye
Kaheen Is Alam-e-Be Rang-o-Bu mai bhi Talab Meri
Wohi Afsana-e-Dambala-e-Mehmil Na Bun Jaaye
Urooj-e-Adam-e-Khaaki se Anjum Sehmay Jaatay hain
Ke Yeh Toota Huwa Taara Meh-e-Kamil Na Bun Jaaye
Poet : Hazrat Allama Muhammad Iqbal(Ra)
Singer : Mehdi Hassan
: Rubina Badr
Released : 1979
Pakistan Television Karachi Center.
Re-Arrange : Muhammad Ali Shyhaki ( In 1986 for PTV Karachi Center )
: Sanam Marvi ( 2010 for PTV )
Pareshan Ho ke Meri Khak Aakhir Dil Na Bun Jaye by Muhammad Ali Shyhaki ( Kalam-e-Iqbal-MP3 Download )

No comments:
Post a Comment