Meri Wadi Meri Basti Mere Mehboob Watan
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay
Tu Shama Hum Tere Parwanay Hamen Teri Lagan
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay
Tere Qurban Wohi Tere Qurban Loshay
Tere Pathar Nahi Rukhsar hain Haseenon ke
Tere Zarron mai Chhupay Chehray Mah Jabeenon ke
Tere Chashmon ne Ghataaon ke Hont Choomay hain
Teri Jheelon ke Kinaaron pe Pyar Jhoomay hai
Sada Qaayem Rahe Daayem Rahe Yeh Tera Aman

Teri Nadya hai ke Mehboob ki Bal Khaati Kamar
Tere Jalway ke Mere Yaar ki hai Tirchhi Nazar
Teri Har Shaam ke Maathay par hai Rang Dilbar ka
Teri Shabnam hai Paseena Tere Bahadur ka
Jahan ke Husn ko Sharmaaye Teri Banki Phaban

Singer : Iren Parveen & Munir Hussain
Poet : ?
Music : Safdar Hussain
Film : Khybar Pass
Released : 1964

No comments:
Post a Comment