Search Patriotic Song,Singer,Poet in This Blog.

Sunday, February 17, 2013

Pakistan Hamara Hai ( Milli Naghma-Lyrics )

Pakistan..............Pakistan Hamara hai
Hamara hai..........................................
Suno Aye Sindhi Bhai
Suno Punjabi Barahwi
Suno Balochi Muhajir
Sun lo Pathan
Lala de Jaan
Hum hain Khafa Khafa
Aik Doojay se Dooja
Jab Ghar hai Aik Hamara
Pakistan...............Pakistan
Pakistan..............Pakistan Hamara hai
Hamara hai..........................................
Aik Doojay se Hamara Kion Dil Yeh Phir Gya
Dushmanon ki Nazron ka Jaadu jo Chal gaya
Mera Pyara Watan Uljhanon mai Ghir gaya
Chalo Nazren Is kiUtaren
Jeetay Khushiyan Ghum Haaren
Sada Hansta rahe Hamara
Pakistan..............Pakistan
Pakistan..............Pakistan Hamara hai
Hamara hai..........................................
Jangon ke Madianon mai Qurban ho gaye
Jab se Dilon mai Un ke Naam ho gaye
Ho ke be Khabar
Hum kion hain So gaye
Chalo Chahaton ko Jagaayen
Kuch Aisa ar Dikhaayen
Chuu Jaayen Aasman
Pakistan.............Pakistan
Pakistan..............Pakistan Hamara hai
Hamara hai..........................................
Suno Aye Sindhi Bhai
Suno Punjabi Barahwi
Suno Balochi Muhajir
Sun lo Pathan
Lala de Jaan
Hum hain Khafa Khafa
Aik Doojay se Dooja
Jab Ghar hai Aik Hamara
Pakistan...............Pakistan
Pakistan..............Pakistan Hamara hai
Hamara hai..........................................

Singer          : Ali Sonu & Sagar
Released      : 2012
Pakistan Television Islamabad.

No comments: