Yeh Wada hai Apna Wafa Hum Karen ge
Watan ke liye Nazr-e-Jaa'n Hum Karen ge
Watan Yeh Hamara Chaman Yeh Hamara
Yaheen pe jiyen ge Yaheen pe Maren ge
Yeh Wada hai Apna Wafa Hum Karen ge
Watan ke liye Nazr-e-Jaa'n Hum Karen ge
Jazba Hamara Junoo'n Yeh Hamara
Na Tootay Kabhhi bhi Sada
Chaltay Rahen ge Barhtay Rahen ge
Hamari hai Rab se Dua
Sitam Tum karo ge Naheen Hum Sahain ge
Han Apne Azaaim ko Zinda Rakhen ge
Yeh Wada hai Apna Wafa Hum Karen ge
Watan ke liye Nazr-e-Jaa'n Hum Karen ge
Rashid, Tufail aur Sarwar ne Apne
Lahoo se Likhi Dastaa'n
Zinda Rahen ge Naheen Yeh Maren
Hai Taareekh Is ki Gawah
Yeh Tere Mujahid Naheen Darne Walay
Yeh Parcham ko Oonchay se Ooncah Rakhen ge
Yeh Wada hai Apna Wafa Hum Karen ge
Watan ke liye Nazr-e-Jaa'n Hum Karen ge
Watan Yeh Hamara Chaman Yeh Hamara
Yaheen pe Jiyen ge Yaheen pe Maren ge
Yeh Wada hai Apna Wafa Hum Karen ge
Singer : Waseem Niaz
Released : 2002
Album : Sab Se Pehle Pakistan ( Released by IM & Sadaf Music)
Watan ke liye Nazr-e-Jaa'n Hum Karen ge
Watan Yeh Hamara Chaman Yeh Hamara
Yaheen pe jiyen ge Yaheen pe Maren ge
Yeh Wada hai Apna Wafa Hum Karen ge
Watan ke liye Nazr-e-Jaa'n Hum Karen ge
Jazba Hamara Junoo'n Yeh Hamara
Na Tootay Kabhhi bhi Sada
Chaltay Rahen ge Barhtay Rahen ge
Hamari hai Rab se Dua
Sitam Tum karo ge Naheen Hum Sahain ge
Han Apne Azaaim ko Zinda Rakhen ge
Yeh Wada hai Apna Wafa Hum Karen ge
Watan ke liye Nazr-e-Jaa'n Hum Karen ge
Rashid, Tufail aur Sarwar ne Apne
Lahoo se Likhi Dastaa'n
Zinda Rahen ge Naheen Yeh Maren
Hai Taareekh Is ki Gawah
Yeh Tere Mujahid Naheen Darne Walay
Yeh Parcham ko Oonchay se Ooncah Rakhen ge
Yeh Wada hai Apna Wafa Hum Karen ge
Watan ke liye Nazr-e-Jaa'n Hum Karen ge
Watan Yeh Hamara Chaman Yeh Hamara
Yaheen pe Jiyen ge Yaheen pe Maren ge
Yeh Wada hai Apna Wafa Hum Karen ge
Singer : Waseem Niaz
Released : 2002
Album : Sab Se Pehle Pakistan ( Released by IM & Sadaf Music)
No comments:
Post a Comment